Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Neem kay darkhat kay kia faiday hotay hain ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Neem kay darkhat kay kia faiday hotay hain ?

    Assalamalikum
    Neem kay kia kia faiday hain ?:)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Neem kay darkhat kay kia faiday hotay hain ?

    bohat faede hen neem ke,tafseel kal bataon gi:)

    Comment


    • #3
      Re: Neem kay darkhat kay kia faiday hotay hain ?

      Originally posted by hamzad View Post
      bohat faede hen neem ke,tafseel kal bataon gi:)
      ok theek ham intazar karaian gay :rose
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Neem kay darkhat kay kia faiday hotay hain ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        ok theek ham intazar karaian gay :rose
        neem ke darakht ki maswak banti he,us k leaves ko kapron me rakhen to keera nahi lagta,ager skin par problem ho to us me help karta he ye plant.girte baal ager neem ke leaves se dhoen to ache ho jate hen.bas filhal yehi pata chal sake mazeed ilm hua to bataon gi:)

        Comment


        • #5
          Re: Neem kay darkhat kay kia faiday hotay hain ?

          Originally posted by hamzad View Post
          neem ke darakht ki maswak banti he,us k leaves ko kapron me rakhen to keera nahi lagta,ager skin par problem ho to us me help karta he ye plant.girte baal ager neem ke leaves se dhoen to ache ho jate hen.bas filhal yehi pata chal sake mazeed ilm hua to bataon gi:)
          Bohot achay faiday bataye hein..........:thmbup:
          sigpic


          Comment


          • #6
            Re: Neem kay darkhat kay kia faiday hotay hain ?

            Originally posted by Aanchal View Post
            Assalamalikum
            Neem kay kia kia faiday hain ?:)
            Wa Alaikum Aslam!

            Neem Hakeem khatra'e'jaan hotay hein :donno:

            Lekin

            Ager aap Neem ke darakht aur is ke patoon ka pooch rahi hein to me bataye deta hoon...Neem ki maswaak antiseptic ka kaam kerti he. Is ke paton ko pees ker paani mein joosh de ker us paani ko piya jaye to khoon safaid nahi bulke saaf ho jata he :khi:Yeh nuskha bohat purana he, jin loogon ko skin alergy ho jaye, jis mein phinsiyaan phooray type ki cheezein nikal aaein to neem ke patoon ke paani se yeh masla sahi ho jata he. Gandam aur chawal mein neem ke patay rakhnay se un mein keera nahi lagta. Kaproon mein neem ke patay rakhay jaein to bhi wo protected rehtay hein keeron se. Isay paani mein ubaal ker kuch loog nahatay bhi hein :khi:
            :thmbup:

            Comment

            Working...
            X