Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Iftar Time--Competition--

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Iftar Time--Competition--

    AsaLaMu ALaikum :rose

    Umeed hia ke app Sub thek hongai :)...Kitchen Section main hum Competition Start karahe hian...Jo her Month howa kare ga :) jaise ke app sub jante hian ke Ramzan ka BaBarkat Mahena shuru hone wala hia:rose tu...Is main AFtari per khoub ehtamam kiya jata hai :)...App Sub Is Competition Main apni ~*~ Fav.AFtari ~*~ ki Recipe share karain :) App 2 Recipes share karskate hain ...:eye:
    20 Ramzan ko Hum competition closed kardain gai.or Phir Polling hogi..or ~*~ Best AFtari Recipe ~*~ chose ki jaye gi.
    Copetition Main Sirf khawaten he nahi...Jents bhi Participate karsakte hian.:D
    Hamian app ki Recipes ka intizar rahe ga.:phool:
    Last edited by Masood; 25 September 2005, 23:26.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Iftar Time--Competition--

    :insha: zaror participate keroo gi
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Iftar Time--Competition--

      me bhi inshallah zarur share karun gi :)

      Comment


      • #4
        Re: Iftar Time--Competition--

        ahan zaror participate karegai :)

        ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
        tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

        Comment


        • #5
          Re: Iftar Time--Competition--

          hmm inshallah share karongi

          Comment


          • #6
            Re: Iftar Time--Competition--

            Wow Gul
            soooperb competition:rose
            hum sab participate keray gay is main ..kitna maza ay ga :kood:

            Comment


            • #7
              Re: Iftar Time--Competition--



              ~*~Meetha Samosa ~*~

              Ingredients :


              coconut 250 grams
              channa dal 125grams (boil ker lain)
              sugar 125 grams
              illaichi 4 piece
              kishmish half bowl
              oil 2 teaspoon
              maida 2 cups
              eggs 3
              banaspati ghee half cup
              soda aik chutki
              salt aik chutki
              oil fry kerne k liye



              Method:


              1-Sab se pehle maida main eggs, ghee, soda aur namak daal ker goondh lain
              2-Aik bartan main oil daal ker illaichi daalain aur sugar, coconut, daal, kishmish daalain aur agar zaroorat ho to thora sa pani daal dein us k baad us ko khusk ker lain.
              3-Phir maida k chotey paire bana ker bail lain phir us main thora thora aamaiza daal ker us ko bund ker lain phir us ko deep fry ker lain
              maze daar meethe samosa tyaar hain

              ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
              tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

              Comment


              • #8
                Re: Iftar Time--Competition--

                Originally posted by naz


                ~*~Meetha Samosa ~*~

                Ingredients :


                coconut 250 grams
                channa dal 125grams (boil ker lain)
                sugar 125 grams
                illaichi 4 piece
                kishmish half bowl
                oil 2 teaspoon
                maida 2 cups
                eggs 3
                banaspati ghee half cup
                soda aik chutki
                salt aik chutki
                oil fry kerne k liye



                Method:


                1-Sab se pehle maida main eggs, ghee, soda aur namak daal ker goondh lain
                2-Aik bartan main oil daal ker illaichi daalain aur sugar, coconut, daal, kishmish daalain aur agar zaroorat ho to thora sa pani daal dein us k baad us ko khusk ker lain.
                3-Phir maida k chotey paire bana ker bail lain phir us main thora thora aamaiza daal ker us ko bund ker lain phir us ko deep fry ker lain
                maze daar meethe samosa tyaar hain
                hmm nice one darling :clap:

                Comment


                • #9
                  Re: Iftar Time--Competition--

                  sukriya jee :p

                  ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                  tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                  Comment


                  • #10
                    Re: Iftar Time--Competition--

                    dongi
                    Originally posted by naz
                    sukriya jee :p
                    :lpop:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Iftar Time--Competition--

                      Originally posted by naz

                      ~*~Meetha Samosa ~*~

                      Ingredients :


                      coconut 250 grams
                      channa dal 125grams (boil ker lain)
                      sugar 125 grams
                      illaichi 4 piece
                      kishmish half bowl
                      oil 2 teaspoon
                      maida 2 cups
                      eggs 3
                      banaspati ghee half cup
                      soda aik chutki
                      salt aik chutki
                      oil fry kerne k liye



                      Method:


                      1-Sab se pehle maida main eggs, ghee, soda aur namak daal ker goondh lain
                      2-Aik bartan main oil daal ker illaichi daalain aur sugar, coconut, daal, kishmish daalain aur agar zaroorat ho to thora sa pani daal dein us k baad us ko khusk ker lain.
                      3-Phir maida k chotey paire bana ker bail lain phir us main thora thora aamaiza daal ker us ko bund ker lain phir us ko deep fry ker lain
                      maze daar meethe samosa tyaar hain
                      Umm Great :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Iftar Time--Competition--

                        :( main hissa nahi lay sakte kiun k ramzan main to computer band kar dia jay ga is liy sorry bahi or wasay bhi ramzan main mugh k pass time hi nahi bachay ga k main pegam per aa sakoon abb main kia karoon

                        Comment


                        • #13
                          Re: Iftar Time--Competition--

                          Chicken Fingers



                          Ingredients :-


                          - 1 pkt crushed toasted bread ( yaan bread slices ko halka sa toast ker ke chora chora ker lain)
                          - Egg white (andon ki safaidi)
                          - Chicken Boneless
                          - 1 Onion (chopped)
                          - Coriander leaves (dhaniya)
                          - Salt
                          - chopped Green chilies
                          - Mayonise

                          Method :-

                          Sab se pehley bonless chicken ko chotey pieces main kaat lain, ek pan mei kati huwi pyaz (onion) daal ker halka sa fry karein ke jab wo halka sa gulabi ho jayeh ous main chicken daal dain. Is ke sath hi salt, dhaniya aur green chillies daal ker chand minut pakney dain phir is filling ko ek bowl main nikal ker is main mayonaise dalien magar zada nahi werna mixture narm parh jayeh ga. (itna sakht ho ke ous se roll ban sakein) . Issey thori dair thanda hoeny dai aur dosri taraf ek plate main ando'n ki safaidi lain aur dosri plate main toasted chora ki huwi bread.
                          Ab ous chicken mixture ke rolls bana ker pehley anday main dalain aur phir bread crumps main daalein ke ous per achi tarah lag jayeh. Ab inhein pan fry ker lain. Aur sides per mayonaise laga ker coriander se garnish ker dain.

                          Aur iftar main kayein.
                          Attached Files
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: Iftar Time--Competition--

                            achi Recipe hai Samia Aunty :p

                            ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                            tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                            Comment


                            • #15
                              Re: Iftar Time--Competition--

                              Saima ghalat likh deya :p

                              ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                              tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                              Comment

                              Working...
                              X