Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Problem Child

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Problem Child

    Asalam alaikum Respected Members,

    Global Pride ki janid sey aap ko aik baar phir khushAmdeed. Ham apney discussion topics ka aghaz iss topic key sath ker rahey heiN, ummid kertey heiN key aap hamarey sath apney khayalaat zaroor share kareiN gey inshAllah.

    " Maths ki class mey aksser Ali frustration ka shikaar ho jaya kerta tha magar her baar uss ki teacher bohot khoobsurti sey issey handle ker liya karti thieN, aik din Ali ney had ker di jab class mey beythey beythey uss ney apni maths ki copy li aur bohot araam sey uss ko phaaR phooR diya"

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Problem Child

    Nice Topic will participate ...after a short break............!

    Comment

    • #3
      Re: Problem Child

      Originally posted by Gul View Post
      Nice Topic will participate ...after a short break............!
      sure sis :rose
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Problem Child

        Assalam O alaikum !

        Koi bacha b ideal nahi ho sakt jab tak hum oss liya oppertunities faraham nahi
        karein even k hamara khud ka bacha hee kion na ho.
        Teachers are next to parents ..so they should handle the cases as a sensible parent do,
        kabhi kabhar moamlay ki teh tak janay k liyay hamein oss ka background deykhna hota,
        basaa oqaat family Background kuch iss qisam ka hota hai, jo bachay ko security ...and confidence nahi provide karta
        yaa phir kuch over protected mahole ki wajh se disturb rehtay hein tu first of
        All we have to Check the background ..agar hum waqi achay teacher hein tu .!:donno:
        Last edited by Gul; 27 December 2007, 04:41.

        Comment

        • #5

          • #6
            Re: Problem Child

            yehan per Baat phir background jan-nay k baad ....Os sk mutabiq handle karnay ki aati hai ..
            aik teacher ko ..Naturally in first tu ghussa aa-ay gaa , magar wo cool minded
            Ho k bachay ko samjha-ay gee , oss ko oss k dil ki baat kehnay ko kahay hee
            Counseling ki baat aa jaati hai ...she should go to her parents and basics jan-nay k baad , ghar se hee problem ko clear karnay ki koshish karay gee
            aur bachay per ziyada tawajuh dee gee k os ko mazeed time ta k kisi b tarah k negative situation jis se wo guzar raha hai wo oss ko iss se bahir nikalay ..
            aik female hee iss problem ko sahi se sambhaal sakti hai ...iss liyay i think wo hikmat se handle karay gee..!

            aap ka kia khiyal hai k ...wo kia karay gee?

            Comment

            • #7

              • #8
                Re: Problem Child

                koi aur kuch nahi kahey ga :donno:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Problem Child

                  aik teacher ko pehlay pehal to lazmi ghussa aye ga bachay ki is harkat par.....
                  copy parhnay say muraad kai cheezian hoo sakti hain jesay subject ka samajh main na ana, class main kisi bachay say larai jhugra hoo jaye or woh ghussa copy pay nikal raha hoo.....ghar ka mahool bhi a jata hai is main....
                  teacher kay samnay copy phanay say pata chalta hai kay bacha ghussay ka teez hai :)..
                  Subject ki samajh nahi a rahi to teacher usay baar baar yaad kara sakti hai...koi bacha aik hi baar main samajh laita hai kisi ko kai baar duhrana parta hai sabaq...

                  or dosri baat kay ghussay ki waja maloom ki jaye ...bacha apnay jazbaat ka izhaar apni copy phaar kay kar raha hai...jazbat kay izhaar kay leye us ka zehan kisi negative activity ki bajye kisi positive activity ki taraf lay jana chaye ...

                  or aik baat yeh kay loog kehtay hain kay sab kay samnay bachoun ko na danta jaye to is kay baray main aik jaga main nay parha hai woh aik acha tareeka hai kay
                  bacha jab pehli baar ghalati karay to usay ignore kar daian kay shayad anjaanay main us say ghalati hoo gai hai ..
                  2nd time ghalati karay to isharoun main usay samjha daian kay aisa na karay
                  3rd time karay to alag lay ja kar samjhian ..
                  fourth time karay to class main hi usay samjhian , dantian takay dosray bachay bhi sabaq hasil karian ..
                  5th time kariy to usay halki phulki saza deeni chaye ...lekan marian na...

                  is poori story ka khulasa yehi hai yeh note kia jaye bacha haar baar aisa karta hai ya first time aisa reaction hai ..agay ki baat bad main pata chalye gee :D:

                  sirf bachay ko hi nahi teacher ko bhi apna muhasaba karna chaye kay woh kesa teacher hai ? or jo woh parha raha hai bachay ki samajh main a bhi raha hai ya nahi ?:)
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: Problem Child

                    thanks aanchal :rose itney achey points key l iye
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Problem Child

                      ye to aik teacher aur bachey ka case tha.....leykin issi situation ko ham yun lein key...

                      Kabhi aap key sath aeysa hua hai.....aap key ird gird like aap key chotey cousins ya phir family friends mey ya phir agar aap key pass chotey behan bhai hien wo kabhi kuch massley paida ker dein key wo bachey bilkul samjhney aur Samjhaaney key bahar hoN...Kabhi aap aeysey kisi bachon sey wasta perhahai .... ya kabhi agar wasta perhey to aap key khayal mey aap in bachoN ko handle ker sakeiN gi??
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Problem Child

                        Originally posted by Xenya View Post
                        Asalam alaikum Respected Members,

                        Global Pride ki janid sey aap ko aik baar phir khushAmdeed. Ham apney discussion topics ka aghaz iss topic key sath ker rahey heiN, ummid kertey heiN key aap hamarey sath apney khayalaat zaroor share kareiN gey inshAllah.

                        " Maths ki class mey aksser Ali frustration ka shikaar ho jaya kerta tha magar her baar uss ki teacher bohot khoobsurti sey issey handle ker liya karti thieN, aik din Ali ney had ker di jab class mey beythey beythey uss ney apni maths ki copy li aur bohot araam sey uss ko phaaR phooR diya"

                        i think is situation mai tu teacher ko pehlay bohot gussa aaye ga.....bt unhein patience kay sath bachay say baat karni chaheye kay wo aisa kyu kar raha hai.......counselling zaroori hai....wo zaroor koi porblems ke waja say tensed ho kar ye sab kar raha ho ga.....so patiently aur pyaar say bachay ko samjhana chaheyea......is tarha say ussay apni galti ka bhi ehsaas ho ga aur wo ayenda nahi akray ga.......:)
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Problem Child

                          Originally posted by Xenya View Post
                          ye to aik teacher aur bachey ka case tha.....leykin issi situation ko ham yun lein key...

                          Kabhi aap key sath aeysa hua hai.....aap key ird gird like aap key chotey cousins ya phir family friends mey ya phir agar aap key pass chotey behan bhai hien wo kabhi kuch massley paida ker dein key wo bachey bilkul samjhney aur Samjhaaney key bahar hoN...Kabhi aap aeysey kisi bachon sey wasta perhahai .... ya kabhi agar wasta perhey to aap key khayal mey aap in bachoN ko handle ker sakeiN gi??
                          haa kuch bachoo ko dekha hai..ye akser tab kartay hai jab wo koi zid kar rahay ho........bass un ko wo cheez chaheye hoti hai....chahay un ko jitna bhi samjhaya jaye.....wo nahi samaghtay.....aur aapay say baher ho jatay hai......akser ground per gir kar ronay lag jatay hai....ya cheekhtay chilatay hai........i think agar un ko chup karwao tu wo aur masla khara kartay hai.....is lea jo wo koi masla aisa khara karein tu un kay parents ignore karein.....aisa behave karein kay ham notice nahi lay rahay.....bt haa dehan bachay ke taraf he ho......wo khud he thori deer mai sahi ho jatay hai......:D:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Problem Child

                            aono kan phera kay sotiyan maro bunday da putter ban jae ga

                            Comment

                            • #15
                              Re: Problem Child

                              Originally posted by Xenya View Post
                              Asalam alaikum Respected Members,

                              Global Pride ki janid sey aap ko aik baar phir khushAmdeed. Ham apney discussion topics ka aghaz iss topic key sath ker rahey heiN, ummid kertey heiN key aap hamarey sath apney khayalaat zaroor share kareiN gey inshAllah.

                              " Maths ki class mey aksser Ali frustration ka shikaar ho jaya kerta tha magar her baar uss ki teacher bohot khoobsurti sey issey handle ker liya karti thieN, aik din Ali ney had ker di jab class mey beythey beythey uss ney apni maths ki copy li aur bohot araam sey uss ko phaaR phooR diya"

                              Me buchay ko phainti laga ke sahi karon ga, kyoon ke me mahir-e-nafseyaat thoori hoon :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X