Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~ Scrub ~
Collapse
X
-
Re: ~ Scrub ~
Originally posted by raafi View Postmein matar wala karon ga kyun k aaj kal badaam mehngay hain....... :)iss mein thora teizaab milati tu phir tu eik minute mein sub daag saaf hojain gay.... :)
Allah ka shuker mery face per koe daagh dhaba nahe hai ..
Aaap apny mashwary per khud keray ga amal aur jab matar ka scrub baany gay na to os ma taizab mila lijy ga ..:kr:
Comment
-
-
Re: ~ Scrub ~
Aap Nay scrubs k baay mein achi info dee hai ..magar iss k liyay ek baat ka khiyal rakhna buhat zaroori hai k....YOUNG skin like 16 to 19 ki age mein larkiyan inn ka usage kum karein,
Kion k....iss se skin mein pores ban saktay hein ...LIKE oranges have Pores ..I mean misal dey rahi hoon ...jin ka elaaj basaa oqat kafi takleef deh aur mehnga hota hai ..Like Skin peeling ...umm kher iss mein skin peel nahi ki jaati magar yeh ek treatment hai jo ...dr.z dermatologist kartay hein ....aap apni skin ko fresh raknay k liyay ( I mean grooming) k liyay dry milk ki paste baan lein , consistency kisi b creme k jaisi kar k ...face per sirf paste karein koi massage ki zaroorat nahi ....and oss ko halka dry honay k baad thanday paani se dho daalein .....and bass ...yeh zehan mein rhay k jitna massage mis handled hota hai oss ka aap andaza b nahi kar saktay aur skin aur kharab ho jaati hai .....
20 + facial karwaein aur ba-qaaeda pehlay seekhein k kaisay karna hai ....phir wo yeh kam sastay daamoun ghar mein khud b kar sakti hein .....magar learn karna laazim hai ....aaj kal net per kafi achay ways se sikhaya jaata hai ....May b koi Tutorial V.D.O beautician ka b mil ja-ay :) ...maqsad sirf yeh k ..Self grooming zaroor kijay magar aisay k baad mein pachtanan na paray ..:)
Aik Larki aap k sabhi scrubs ... kafi detail mein iss mein yeh add kar dijay k ...kis skin type k liyay koansa wala suitable rahy ga..:)..Buhatoun ka bhala ho ga! tahnx for sharing nice Information..Dear !:rose
Comment
-
-
Re: ~ Scrub ~
Originally posted by Gul View PostAap Nay scrubs k baay mein achi info dee hai ..magar iss k liyay ek baat ka khiyal rakhna buhat zaroori hai k....YOUNG skin like 16 to 19 ki age mein larkiyan inn ka usage kum karein,

Thankx Gul :rose
bilkul theek keh re ho aap :)
Comment
Comment