Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meray lambay hair

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: meray lambay hair

    Originally posted by raafi View Post
    khan jee coconut oil ki khushbo me ko pasand nahi halankay ammi tu me kay balon mein zori coconut oil lagti hai aur kahti hai k dimaag kayliye bhi acha hota hai.....
    jo bhi oil, shampoo yaa creams use karo tu un ka side effects bahut hotay hain till yaa sarson ka oil acha hota hai lakin vo office laga k nahi jaasakte..... :)
    office kiss kisam ka hia tumhara? bcoz office ka culture dekh keh hi i think baloon ka style hona chahia. what do u think? bcoz executive officers keh baloon ka style diff hota hai, or juniors ka diff. or lambe baal to i think executives nahi rekhta,as far as i knw or i do so.fermaish bhi theek hai lakin samjhaya bhi ja sakta hai na:), or jahan tak healthy baloon ka problem hai aaj kal jo water hai uss main bhi problem hai to akser gir jate hain,or iss keh ilawa bhi bohat si causes hoti hain baal girne ki.what do u think?

    Comment

    • #17
      Re: meray lambay hair

      Originally posted by musaddaq View Post

      me kay baal girtay yaa dandruff nahi hai lakin problem yeh rahti hai k baal jaldi ulajh jate hain aur evening mein thoray gadlay se hojate hain..... mein chahta hoon koi iss tarah ka formula ho jo baal shaam tak na uljhain na gadlay hoon aur fresh fresh nazar aain....... :)

      Comment

      • #18
        Re: meray lambay hair

        Originally posted by raafi View Post
        me kay baal girtay yaa dandruff nahi hai lakin problem yeh rahti hai k baal jaldi ulajh jate hain aur evening mein thoray gadlay se hojate hain..... mein chahta hoon koi iss tarah ka formula ho jo baal shaam tak na uljhain na gadlay hoon aur fresh fresh nazar aain....... :)
        yaar pata kya, shampoo to i think koi bhi use kero hairs ek taraf theek hota hain to uss keh baad koi na koi problem bhi ho jait hia or normally girna start ho jate hain, mera ser main kabhi kabhi dandruff ho jati hia or phir kabhi khatam ho jati hia, mian ne life main kabhi shampoo use nahi kiya tha, phir last ek do month kiya or ab phri chhor diya hia :), bcoz iss se koi khaas faida nahi hota, natural hair oil hi theek rehta hai i think, haan thora kam laga liya karain na, or nahane keh baad thora sa laga liya i think phir itn aproblem nahi hota

        Comment

        • #19
          Re: meray lambay hair

          Originally posted by raafi View Post
          meray laambay baal hain aur jaldi melay hojatay hain halankay mein unko shampoo se her roze dhota hoon.... aap girls se poochna yeh tha k mein konsa shampoo yaa soap use karon jo shaam tak taza hair nazar aaein.....
          :tauba

          main to aap ko bhai samjhti thi
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment

          • #20
            Re: meray lambay hair

            aap jon sab shampo use kartay hain aik baar shampo change karen
            panten use kar k dekhn acha hay
            aur agar importd ho to aur bhi ziada acha hay

            aik do din use karen phir andaza to ho he jaye ga

            agar is say bhi baat na banay to koi sa baby shampo try karen cuz lambay baal wohi males rakhtay hain jin k baal silky hoon
            to i m sure aapko baby shampo zaror suit karay ga
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment

            • #21
              Re: meray lambay hair

              Originally posted by Dil_E_Veran View Post
              aap jon sab shampo use kartay hain aik baar shampo change karen
              panten use kar k dekhn acha hay
              aur agar importd ho to aur bhi ziada acha hay

              aik do din use karen phir andaza to ho he jaye ga

              agar is say bhi baat na banay to koi sa baby shampo try karen cuz lambay baal wohi males rakhtay hain jin baal silky hoon
              to i m sure aapko baby shampo zaror suit karay ga
              panten acha nahi issay use karta rahaoon....... me kay baal wakai silky hain...... parachut oil use kar raha hoon vo me ko acha laga hai....... baby shampo check karon ga....... thanks.....

              Comment

              • #22
                Re: meray lambay hair

                Originally posted by raafi View Post
                panten acha nahi issay use karta rahaoon....... me kay baal wakai silky hain...... parachut oil use kar raha hoon vo me ko acha laga hai....... baby shampo check karon ga....... thanks.....
                :blush: dekha mene sahi bataya tha na Parachute oil ka :lpop: wese ager ap Pakistan me ho to ajkal new shampoo aya hai CLEAR ye try karo, acha hai :lpop:
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: meray lambay hair

                  Originally posted by raafi View Post
                  meray laambay baal hain aur jaldi melay hojatay hain halankay mein unko shampoo se her roze dhota hoon.... aap girls se poochna yeh tha k mein konsa shampoo yaa soap use karon jo shaam tak taza hair nazar aaein.....
                  agar aap rooz baal dhotay hai pher bhi shaam tak mailay lagtay hai.....tu aap kay baal oily hai......bt rooz shampoo karna baloon kay leya theek nahi.....
                  parachut oil jo use kartay hai, wo best hai.......shampoo aap head and shoulder ya pher Dove shampoo.........dono achay hai....:)
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: meray lambay hair

                    Originally posted by Ms.Khan View Post
                    :blush: dekha mene sahi bataya tha na Parachute oil ka :lpop: wese ager ap Pakistan me ho to ajkal new shampoo aya hai CLEAR ye try karo, acha hai :lpop:
                    jee bilkul sahi bataya tha..... clear ko check karon ga......

                    Comment

                    • #25
                      Re: meray lambay hair

                      Originally posted by Wafa View Post
                      agar aap rooz baal dhotay hai pher bhi shaam tak mailay lagtay hai.....tu aap kay baal oily hai......bt rooz shampoo karna baloon kay leya theek nahi.....
                      parachut oil jo use kartay hai, wo best hai.......shampoo aap head and shoulder ya pher Dove shampoo.........dono achay hai....:)
                      dove shampoo use nahi balkay dove soap use kiya hai lakin me ko acha nahi laga tha.....

                      Comment

                      • #26
                        Re: meray lambay hair

                        Originally posted by raafi View Post
                        me kay baal girtay yaa dandruff nahi hai lakin problem yeh rahti hai k baal jaldi ulajh jate hain aur evening mein thoray gadlay se hojate hain..... mein chahta hoon koi iss tarah ka formula ho jo baal shaam tak na uljhain na gadlay hoon aur fresh fresh nazar aain....... :)

                        raafi bhai agr aap mind na karen to aik mashwara deti hoon aap ki marzi hay usay manen na manen

                        aap balon ki lambaai thori se kam karwa len
                        aagar aap k siggy main aap ki he pic hay to i think aap k face pay is say chouta baal ziada achay lagen gay itnay k abhi hain.
                        poray chipko hair style na banain [ buray to wesay bhi nahi lagen gay ] lekin aap ko baal baray rakhnay ka shoq hay to aap baal itnay rakhen k aap k coller tak aain
                        itni length k baal uljhtay bhi kam hain , aur dust bhi kam chatch kartay hain .
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment

                        • #27
                          Re: meray lambay hair

                          Originally posted by BUS U HE View Post
                          wow larkiann kitni izaat say bisti karti hain:khi:
                          Kioky lerkion ko manners aaty hain na :zuban:
                          :hehe:

                          Comment

                          • #28
                            Re: meray lambay hair

                            Originally posted by aik_lerki View Post
                            Kioky lerkion ko manners aaty hain na :zuban:
                            :hehe:
                            jab bisti hi ker di to phir manners se kero ya nahi kya faraq perta hia

                            Comment

                            • #29
                              Re: meray lambay hair

                              Originally posted by raafi View Post
                              plz oily aur normal hair dono ka bata dain....... :)

                              Umm mery khayal main
                              sunsilk coconut for oily hairs

                              Normal hairs k liay sunsilk ka egg shampo
                              Apni zimmydari per use kerayga :D

                              Comment

                              • #30
                                Re: meray lambay hair

                                Originally posted by aik_lerki View Post
                                Umm mery khayal main
                                sunsilk coconut for oily hairs

                                Normal hairs k liay sunsilk ka egg shampo
                                Apni zimmydari per use kerayga :D
                                kion iss ki factory tum ne ghar pe lagai hui hai jo keh rahi ho keh apni zimadari pe istemmal kerna kahin tumhare baal bhi yehi use kerne s eot nahii....:lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X