Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid ki tayari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Eid ki tayari

    Assalam-0-Alaikom:rose
    kaisi hain aap sab.....umeed hai khariyat say hongi.....:phool:
    mmm....yahan per hum batain karain gay:ghug:....aur bataien gay aik dosray ko keh ....kis nay kiaa EId ki tayari kii hai......kahan say shopping ki....kitnay dresses banwaye ...kis color kay....us kay sath jewelry kaisi li.....sab kuch ...theek hai naa......
    aur ham Eid per kia kia khanay , sweet dishes banati hain woh sab bhi bataiye..
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: Eid ki tayari

    Walekum Assalam :rose
    bare maze ka thread hai last ramzan me bhi maza aya tha aese thread me :eye:
    me to kafi din se shopping pe jane jane ka khe rahi hon ammi se, lekin himmat nahi horahi :khi:
    ek , do din me chakkar lagaongi :wk phir detail me bataongi kia kia shopping ki :lpop:
    dresses to mujhe 3 banane hain :blush: lekin meri amma her dafa ki tarah khe rahi hain Sadia bas karooo :embarasse lekin market chalengi to dila dengi :khi: ghar pe aese hi danten parti hain shopping ki lists sun sun k :hehe:
    chalen jee phir ati hon Shopping kar k
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Eid ki tayari

      Originally posted by Ms.Khan View Post

      theek hai phir hum intizaar kartay hain....kab tak aap apni shoping complete karti hain.....:eye:
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #4
        Re: Eid ki tayari

        Originally posted by *Rida* View Post
        Assalam-0-Alaikom:rose

        kaisi hain aap sab.....umeed hai khariyat say hongi.....:phool:
        mmm....yahan per hum batain karain gay:ghug:....aur bataien gay aik dosray ko keh ....kis nay kiaa EId ki tayari kii hai......kahan say shopping ki....kitnay dresses banwaye ...kis color kay....us kay sath jewelry kaisi li.....sab kuch ...theek hai naa......
        aur ham Eid per kia kia khanay , sweet dishes banati hain woh sab bhi bataiye..
        W salam
        Allah ka shuakr hum thek hai Rida
        nice thread
        Eid ki shopping hum loog tu pehely sey hi dresses banwa kr rakh letey hain ,yani mid of rajab tak hi kunk ek tu ramzan main rush bauht hota hai phr already gher k itney kaam hotey hain,Main sub sey pehley sisters ki shopping krti hoo,us k bad apney lya tu office ki waja sey suits banwati hi rehti hoo tu koi sa bhi eid k lya utha kr rakh leti hoo thora simple kunk office bhi pehn kr ana hota haii .Is bar meri bday pr meri sister ney block printing ka suit dya thaa green,red or cream k combination ka tu woh eid k lya banwa kr rakh lya hai or saath main ek suit abhi gift k tur pr last month aya hai Dubai sey Dark pink color ka hai us pr golden colour sey thora sa fancy touch haii but bauht sober sa.ek woh rakh lya hia..chooriya or jewellry tu gher main rakhi hi hoti haii usi main sey pehn leti hoo ,mujhey nahi yaad parta hai k mainey kabhi jewellry leney market gai ho :eye:...haa sisters ko ley jana parta hai .Shoes is bar shayed na loo.
        Eid k pakwan khawaley sey khasa ihtemam krti hoo ,woh kya kya hota hai woh next post main likhoonhi :wk

        Comment

        • #5
          Re: Eid ki tayari

          Eid ke tayaari tu mai nay shuru kar de hai :D........mai akser eid per aik ya do dresses banwati ho......is baar aik dress hai ready made hai.......dark pink color hai aur uper white embroidery hai......tu wahi pehno ge......aur jewellry bhi dark pink aur white mai le hai....bari earings hai.........mai eid ke tayaari ziada nahi karti...kyu kay yahan eid per itna aana jana nahi hota ......3rd eid per baher long drive per jati ho tu us waqt bhi abaya pehna hota hai.........tu bass eid per aik he dress banwana zaroori samaghti ho........
          Eid per seweyaan banana must hai.....aur alag say us din gost ka salan akser banta hai aur chana chat.........:eye:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Eid ki tayari

            WalikomAssalam
            Kiya topic hai .. zabardast .. :thmbup:
            Mere eid ki kuch kuch tayari ho gae kuch baki hai ...:blush:

            mere to sab shopping mamma na kere hai kio kay Mujhy shopping kerny jana boooring tareen kam lagta hai aur bohat bura bhe:embarasse
            Mera ek suit pink color ka hai .. us py silver stars lagay hain thory thory.. aut ek royal blue colur ka hai os py embroidy hoe we hai green & maroon se aur ek black colour ka hai .. abhe stich ho k nahe ay.. :(
            aur jewelley ma ma sirf chooryan pahante hon.. to bohat dhaaair sare choorya bhe lae hain mama dono hatho ki her suit k matching ki..
            Aur shoes leny papa k sath jaoge .. jab bhe papa lay k gay.. :eye:

            Comment

            • #7
              Re: Eid ki tayari

              Wese Mostly logon nay is dafa pink dresses banwa'ay hain na ..:eye:

              Comment

              • #8
                Re: Eid ki tayari

                hum ny last time Pink Dress banwaya tha ..is bar abhi confirm nahin

                Comment

                • #9
                  Re: Eid ki tayari

                  Originally posted by aik_lerki View Post
                  Wese Mostly logon nay is dafa pink dresses banwa'ay hain na ..:eye:
                  haa main bhi yehi note kr rahi thi :hehe:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Eid ki tayari

                    Originally posted by Wafa View Post
                    Eid ke tayaari tu mai nay shuru kar de hai :D........mai akser eid per aik ya do dresses banwati ho......is baar aik dress hai ready made hai.......dark pink color hai aur uper white embroidery hai......tu wahi pehno ge......aur jewellry bhi dark pink aur white mai le hai....bari earings hai.........mai eid ke tayaari ziada nahi karti...kyu kay yahan eid per itna aana jana nahi hota ......3rd eid per baher long drive per jati ho tu us waqt bhi abaya pehna hota hai.........tu bass eid per aik he dress banwana zaroori samaghti ho........
                    Eid per seweyaan banana must hai.....aur alag say us din gost ka salan akser banta hai aur chana chat.........:eye:
                    yeh zayda tayari nahi hai wafa :D
                    sawiyana..ahan..wiasey merey gher yeh must nahi haii main aksar diferent hi kuch banati hoo zara time mileyy tu aram sey share karoongi app sub seyy

                    Comment

                    • #11
                      Re: Eid ki tayari

                      Originally posted by aquari View Post
                      haa main bhi yehi note kr rahi thi :hehe:
                      :eye:Achii baat hai na:khi:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Eid ki tayari

                        Originally posted by *Rida* View Post
                        Assalam-0-Alaikom:rose

                        kaisi hain aap sab.....umeed hai khariyat say hongi.....:phool:
                        mmm....yahan per hum batain karain gay:ghug:....aur bataien gay aik dosray ko keh ....kis nay kiaa EId ki tayari kii hai......kahan say shopping ki....kitnay dresses banwaye ...kis color kay....us kay sath jewelry kaisi li.....sab kuch ...theek hai naa......
                        aur ham Eid per kia kia khanay , sweet dishes banati hain woh sab bhi bataiye..
                        :mm:Aaap nay kiya tayari kere eid ki??
                        sab sy poch rahe ho bary mazy sy aur apna nahe bata rahe ..

                        Comment

                        • #13
                          Re: Eid ki tayari

                          Ye to batana bhool gae k hamary hain eid per kiya kiya banta hai :tauba
                          Hamary han ek to sheer khorma zaroor banta hai aur koe ek do bhe methae banate hain zaroor mama ..mostly gulab jaman ,besan k ladoo ..
                          aur kachorya & keema .. ye sab cheezain must bante hain.. :D:
                          Os ky ilawa menu change hota rehta hai:eye:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Eid ki tayari

                            Originally posted by aquari View Post
                            W salam
                            Allah ka shuakr hum thek hai Rida
                            nice thread
                            Eid ki shopping hum loog tu pehely sey hi dresses banwa kr rakh letey hain ,yani mid of rajab tak hi kunk ek tu ramzan main rush bauht hota hai phr already gher k itney kaam hotey hain,Main sub sey pehley sisters ki shopping krti hoo,us k bad apney lya tu office ki waja sey suits banwati hi rehti hoo tu koi sa bhi eid k lya utha kr rakh leti hoo thora simple kunk office bhi pehn kr ana hota haii .Is bar meri bday pr meri sister ney block printing ka suit dya thaa green,red or cream k combination ka tu woh eid k lya banwa kr rakh lya hai or saath main ek suit abhi gift k tur pr last month aya hai Dubai sey Dark pink color ka hai us pr golden colour sey thora sa fancy touch haii but bauht sober sa.ek woh rakh lya hia..chooriya or jewellry tu gher main rakhi hi hoti haii usi main sey pehn leti hoo ,mujhey nahi yaad parta hai k mainey kabhi jewellry leney market gai ho :eye:...haa sisters ko ley jana parta hai .Shoes is bar shayed na loo.
                            Eid k pakwan khawaley sey khasa ihtemam krti hoo ,woh kya kya hota hai woh next post main likhoonhi :wk

                            yeh sahih kaha keh pehlay say karna acha rehta hai....bad mein tu Ramzan ki hi tyariyaaN buht hoti hain.....
                            office janay waloon kay sath yehi problem rehti hai....:blush:....Eid kay dresses bhi aisay banwanay pertay hain keh ba asani office mein bhi pehnay ja sakain.......lakin aik tarah say achi baat bhi hai aik panth dou kaaaj.....
                            waisay bhi Eid per kapray naye tu ho jatay hain naaa.....kia zuroori hai buht hi fancy hoon.....acha laga aap ki tayari ka ahwaal sunker....agar jewelry lainay nahin jatieN tu kia sisters ki hi jewelry use karti ho.......
                            Eid per kia entamma hota hai ..is ka humain intizaar rehay gaa...:)
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment

                            • #15
                              Re: Eid ki tayari

                              Originally posted by Wafa View Post
                              Eid ke tayaari tu mai nay shuru kar de hai :D........mai akser eid per aik ya do dresses banwati ho......is baar aik dress hai ready made hai.......dark pink color hai aur uper white embroidery hai......tu wahi pehno ge......aur jewellry bhi dark pink aur white mai le hai....bari earings hai.........mai eid ke tayaari ziada nahi karti...kyu kay yahan eid per itna aana jana nahi hota ......3rd eid per baher long drive per jati ho tu us waqt bhi abaya pehna hota hai.........tu bass eid per aik he dress banwana zaroori samaghti ho........
                              Eid per seweyaan banana must hai.....aur alag say us din gost ka salan akser banta hai aur chana chat.........:eye:
                              hmmmmm..her koi Eid ki tyari apnay anay janay kay lihaaz say mehmanoOn kay lihaaz say,,, aur araam kay lihaaz say karta hai......aisa hota hai keh sirf ghar mein hi rehna hota hai.....tu zahir hai ....ghar hi kay lihaaz say tayari kartay hain........
                              haaan siwayaaN waqai is Eid permust hoti hain......chahay kisi tarah bhi pakai jaieN....simple hoon....milk kay saaath.....ya sheer khorma...ya koi aur tareeqa.....ach embroidry kaisi hai bhari ya halka phulka kaam hai.....
                              wahan per bhi kia Pakistani dresses miltay hain.....:cc:
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment

                              Working...
                              X