Assalam-0-Alaikom
kia haal hain sab sisters k.......umeed hai sab khariyat say hongi....
yahan per hum thori gup shup karain gay......;)
aksar hum suntay hain keh Mehmaan ALLAH TALAA ki rehmat hotay hain.......kai ahadees bhi is hwalay say perhi hain.......lihaza is baat say inkaar mumkin nahin.......:D:
lakin kabhi kabhar mehmaan achanak aajatay hain...keh ghar mein un ki tawazo kay liye kuch khaas nahin hotaa:shook:.....main yeh nahin kahon gi keh mehmaan rehmat kay bajaye zehmat ban jatay hain.:).......kiun keh yeh bhi suna hai keh mehmaan apna rizq khud lata hai.........(aksar aisa howaa keh hum nay kuch special pakaya aur abhi khana paka k farigh bhi nahin hoye keh mehman aagaye..:masha:)......
tu kuriyooN ....yahan aap ko yeh batana hai keh achanak mehmaanooN kay aanay ki surat mein aap kia karti hain........agar pehlay say kuch tayar kar k freez kia howa hota hai tu woh kia cheezain ho sakti hain.......jo freez ki ja sakaiN.:hhh:.......aur agar kuch na ho por-taklluf tawazo kay liye tu quickly kia tayar kia ja sakta hai .......... ......takeh mehmaaan ko zyada intizaar bhi na karna paray........:)

Comment