Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*First Dish koon se banae thi*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *First Dish koon se banae thi*

    Assalam alaikum Dosto......

    ...lol :khi: :p:hurray::na: :ff:
    sigpic

  • #2
    Re: *First Dish koon se banae thi*

    Walaikum Assalam
    bohat khubsoorat topic hai jaani :thmbup:
    acha jee
    cooking sikhe hue bohat saal ho gaye aur bohat yaad karney pe bhi yaad nahi aaya ke kya banaya ho ga meine. :mm:

    lekin jab meine first time roti banayi thi tou uss ka bura haal tha
    uss ka size tawey se barra ho gaya tha aur shape mein round bhi nahi thi uss pe spots bhi khubsoorat nahi parey the
    tab meri dadi zinda thi unho ney jab roti ko dekha tou mat pucho kya kya comments paas kiye
    touba meri :embarasse

    a few years back
    papa aaye hue the pakistan
    koi khas tehwaar tha
    mama uss waqt ghar pe nahi thi
    lunch time tha , papa ney muragh polao ki farmaish ki
    mama ko cooking kartey hue aksar dekha karti thi so mujhe yakeen tha ke mein ye dish bana lungi
    jab saari dish pakney ke baad complete ho gayi tou uss mein ek kaami reh gayi thi
    uss ka rang white hi reh gaya tha
    bohat sochney pe bhi samajh mein nahi aa raha tha ke rice brown kyu nahi hue hai
    wo tou jab mama ney ghar aa kar polao ko dekha tou unho ney bataya ke iss mein onion ko ghee mein brown kar ke daala hi nahi hai :tauba
    baki taste wise bilkul thik the. :thmbup:
    Last edited by refreshing_breeze; 10 July 2007, 10:05.
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment

    • #3
      Re: *First Dish koon se banae thi*

      Walaikom Assalam.....
      Wafa acha topic hai :phool:
      main nay sab say pehlay chawal ubalay thay....:blush:
      ab zahir hai chawal ubalnay mein bhala kia kharabi ho sakti hai....agar sahih time per chawal galnay ka maloom hojai tu.....:)
      tu sabhi nay tareef ki thi.....main kafi chouti thi naa....is liye sab nay appriciate kia thaa...

      aur custerd banaya tha sweet dish mein...ammi kay sath mil kar....
      us ko khoob sajaya bhi tha...jellly aur fruits say:eye:

      Last edited by *Rida*; 10 July 2007, 10:44.
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #4
        Re: *First Dish koon se banae thi*

        Originally posted by refreshing_breeze View Post
        Walaikum Assalam
        bohat khubsoorat topic hai jaani :thmbup:
        acha jee
        cooking sikhe hue bohat saal ho gaye aur bohat yaad karney pe bhi yaad nahi aaya ke kya banaya ho ga meine. :mm:

        lekin jab meine first time roti banayi thi tou uss ka bura haal tha
        uss ka size tawey se barra ho gaya tha aur shape mein round bhi nahi thi uss pe spots bhi khubsoorat nahi parey the
        tab meri dadi zinda thi unho ney jab roti ko dekha tou mat pucho kya kya comments paas kiye
        touba meri :embarasse

        a few years back
        papa aaye hue the pakistan
        koi khas tehwaar tha
        mama uss waqt ghar pe nahi thi
        lunch time tha , papa ney muragh polao ki farmaish ki
        mama ko cooking kartey hue aksar dekha karti thi so mujhe yakeen tha ke mein ye dish bana lungi
        jab saari dish pakney ke baad complete ho gayi tou uss mein ek kaami reh gayi thi
        uss ka rang white hi reh gaya tha
        bohat sochney pe bhi samajh mein nahi aa raha tha ke rice brown kyu nahi hue hai
        wo tou jab mama ney ghar aa kar polao ko dekha tou unho ney bataya ke iss mein onion ko ghee mein brown kar ke daala hi nahi hai :tauba
        baki taste wise bilkul thik the. :thmbup:
        waise mai nay bhi kaafi soocha tha kay akher kia banaya tha pehlay ,pher sukar hai yaad aa gaya....:khi:

        Rotiyoo ka tu na poochay...sab kay saaht aisa hota hai shuru mai....:D bt aap ke dadi nay bhi is lea kaha kay agli baar aap aik dam gool rotiyaan banao....:wk

        Biryani umm yummy moun mai paani aa gaya.....waise wo onion kay color say kia rice brown ho jatay hai kia...:cc:

        mai tu yellow color daalti ho....ya pher safraan kuch paani mai bhegoo kar pher wahi paani rice per daalo tu color aa jata hai....:lpop:

        Last edited by Wafa; 11 July 2007, 01:27.
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: *First Dish koon se banae thi*

          Originally posted by Wafa View Post
          Assalam alaikum Dosto......

          ...lol :khi: :p:hurray::na: :ff:
          walaikum u salam
          acha .... par kar kafi maza aya ..
          khush raho

          Comment

          • #6
            Re: *First Dish koon se banae thi*

            Originally posted by Aabgina View Post
            Walaikom Assalam.....
            Wafa acha topic hai :phool:
            main nay sab say pehlay chawal ubalay thay....:blush:
            ab zahir hai chawal ubalnay mein bhala kia kharabi ho sakti hai....agar sahih time per chawal galnay ka maloom hojai tu.....:)
            tu sabhi nay tareef ki thi.....main kafi chouti thi naa....is liye sab nay appriciate kia thaa...

            aur custerd banaya tha sweet dish mein...ammi kay sath mil kar....
            us ko khoob sajaya bhi tha...jellly aur fruits say:eye:

            Thanks Rida...:phool:
            aahan tu chawal banae....good...shurwaat easy kaam say karni chaheye.....pher ahista ahista aur kaam......good tumhe sab nay apriciate kea....us kay baad pher dil kar raha ho ga chawal bananay ka.....
            custard....mai nay bhi yahe sweet dish banae the....bt decore kay lea uper roafza daala tha thora sa , red color dainay kay lea...:D

            Thanks dear for ur reply....
            :phool:
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: *First Dish koon se banae thi*

              Aslamalikum
              Nice Topic Wafa...:em:

              waisey tu app subko pata hai main bauht sughar bachi hoo :lpop:

              soo kafi choti age sey cooking kr rahi hoo or mujhey shouk bhi bauht tha wiasey tu tea,Breakfast kafi chooti age sey banana start krdya tha pr jo pehla salan pakaya woh thaa Chicken kaa !
              Main us waqt 5th class main thi,meri ammi ka pair slip hogaya tha or woh raat bhi hospital main reh kr aai thi,koi or bhi nahi tha jo krta tu woh instructions deti gaii or main banati gaii .....:D
              Acha pak gaya thaa ,sub ko acha laga 1st 1st time tha na tu bauht ahtiyat sey bana rahi thi :blush: ...us waqt koi ghaliti nahi kii..ha jub ohr routine ki cooking start ki tu kafii blunders kya:embarasse ..or inhi ghalityoo sey sekh sekh kr now abb main achi khasii cook ban gai hoo :eye:

              Comment

              • #8
                Re: *First Dish koon se banae thi*

                Originally posted by aquari View Post

                Walaikum Salam..........:rose

                Koi shaq nahi kay app sukhar bachi hoo......:lpop:
                itni choti umer mai cooking ke hai:rose ....ab tu expert ho ge ho gi........
                waise cooking karna start karo tu kaafi problems aati hai , khass kar koi new dish banatay hoe.........mai tu pehli baar thoara dar kar banati ho kay achi ban jae....aik baar sahi ban gae.....pher freely wo dish banati ho......koi help chaheye hoe tu tum say zaroor loo ge......
                Thanks aquari for ur reply....:phool:

                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: *First Dish koon se banae thi*

                  Originally posted by Shaheen View Post
                  walaikum u salam
                  acha .... par kar kafi maza aya ..
                  khush raho
                  shukriya shaheen......:phool:
                  Tum bhi share karo apna first experience........:D
                  i know zaroor interesting ho ga....will be waiting...:lpop:
                  tum bhi hamesha khush raho....:dua
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: *First Dish koon se banae thi*

                    Originally posted by Wafa View Post
                    Walaikum Salam..........:rose

                    Koi shaq nahi kay app sukhar bachi hoo......:lpop:
                    itni choti umer mai cooking ke hai:rose ....ab tu expert ho ge ho gi........
                    waise cooking karna start karo tu kaafi problems aati hai , khass kar koi new dish banatay hoe.........mai tu pehli baar thoara dar kar banati ho kay achi ban jae....aik baar sahi ban gae.....pher freely wo dish banati ho......koi help chaheye hoe tu tum say zaroor loo ge......
                    Thanks aquari for ur reply....:phool:

                    :eye: thankyou

                    haa u right orkabhi kabhi hota hia naa 1 bar banaii koi new d ish tu sai banii kunk bauhtsanbhal kr banaii phr next time main kharab hogai:(
                    khair cooking app jitna karoo gey utna hi expert hotey jaoo geyy !
                    specialy traditional khaney bauht mehnat talb hotey hain....kai bar biryani k chawal kharab kya hai Abb Allah ka shukar hiaek dum zaberdast baanaa leti hoo :D

                    Comment

                    • #11
                      Re: *First Dish koon se banae thi*

                      Originally posted by Aabgina View Post
                      Walaikom Assalam.....
                      Wafa acha topic hai :phool:
                      main nay sab say pehlay chawal ubalay thay....:blush:
                      ab zahir hai chawal ubalnay mein bhala kia kharabi ho sakti hai....agar sahih time per chawal galnay ka maloom hojai tu.....:)
                      tu sabhi nay tareef ki thi.....main kafi chouti thi naa....is liye sab nay appriciate kia thaa...

                      aur custerd banaya tha sweet dish mein...ammi kay sath mil kar....
                      us ko khoob sajaya bhi tha...jellly aur fruits say:eye:
                      Ahan thats so sweet...:phool:
                      app ney apni hi trha masoom cheezain banai thi :hehe:

                      Comment

                      • #12
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: *First Dish koon se banae thi*

                          Wa alaikum assalam ,

                          ahan kitna mazay ka thread start kiya hay wafa Dearoo......k humse dekh k raha nahin gay aforen mann kiya k apna experience share karein .......

                          First dish se to humaree baree jaanu :hug:se yadein wabasta hain :)

                          humnay sab se pehlay chapati banaeey thi aur mazay ki baat k wo bilkul gol aur baareek se bani thi tab humaray nana jaan Hayat thay to wo living mein bayth k tv dekhtay kehtay thay k mainey apni Eshuu k haath ki bani chapatee khani hay:blush:

                          .....u knw unhein bhook nahin bhi hoty thi tab bhi wo mazay se chapatee kha letay thay....:lpop: jessay hee raat 8:00 bajtay hum khala k pass jaa k kehtay thay aap hatto humein Baray BABA jaani k lieey chapatee banani hay humein wo appreciuate kertay jaatay thay aur humein lagta tha k bas humnay jessay koi bohat bara maarka maar liya hay

                          baqi baqeda taur per humnay Grade 9th mein biryani aur chicken corn soup banaya tha .....bas tab se humein sab se Asaan yehee dono dishes lagty hain :D ..... ...........shayad is lieey k ye humaree mossssssst fav: dish hay :lpop: :lpop: :lpop:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: *First Dish koon se banae thi*

                            Originally posted by aquari View Post
                            :eye: thankyou

                            haa u right orkabhi kabhi hota hia naa 1 bar banaii koi new d ish tu sai banii kunk bauhtsanbhal kr banaii phr next time main kharab hogai:(
                            khair cooking app jitna karoo gey utna hi expert hotey jaoo geyy !
                            specialy traditional khaney bauht mehnat talb hotey hain....kai bar biryani k chawal kharab kya hai Abb Allah ka shukar hiaek dum zaberdast baanaa leti hoo :D
                            u r most welcome......:phool:
                            haa sahi kaha akser first time bohot ache banti hai taste wise bhi.......dosri baar pata nahi kia ho jata hai.....:khi:
                            haa desi khanay mai kaafi time lagta hai....mai tu hamesha aisay khanoo ke recipe dekhti rehti ho jo jaldi ban jae.......:lpop:
                            biryani mai expert ho....pher aur kia chaheye....
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: *First Dish koon se banae thi*

                              Thanks zinia.....waise first experience hota baray maza ka he hai......:khi:
                              tum nay cooking deer say start ke pher bhi yaad nahi kia banaya tha........thora aur soocho yaad aa jae ga.....:D:

                              ohh good chawal khushi khushi banati ho.........means zarda ,biryani achi achi banati ho ge.......:D
                              mai bhi chahti ho khana jald bana kar farigh ho jao.......:eye:
                              acha tu farmaish per bhi khana banati ho.......ham jab milay gay tu mairi bhi farmaish poori karna.........
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X