Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khaskhas kay kia faiday hain ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • khaskhas kay kia faiday hain ?

    Assalamalikum
    khaskhas kay kia faiday hian ?
    is ki sharbat ka tareeka ata hai kisi ko ?

    or pakistan main sweet dishes pay jo chandi ka work decoration kay ley use kia jata hai woh kia cheez hoti hai ? i mean woh chandi ka work kis cheez ka bana hota hia :)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

    Comment

    • #3
      Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

      Originally posted by Aanchal View Post

      Aanchal sis last question ka jawab pata hai mujhe :) asal me chandi k warq hote hain, wo khaaye jayen to koi nuqsan nahi hota, lekin ajkal oven k liye jo foil paper use kia jata hai, usi ko chandi ka warq khe ker lagaya jaraha hai, jo k kafi nuqsan'deh hai
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

        Originally posted by Ms.Khan View Post

        Wo chaandi k warq jo use kieey jaatay hain decoration k lieey sweet dishes per..wo bhi zyada istemaal kerna nuksaan deh hota hay...kabhi occasionally use ker lieey jaaen to koi harj nahin
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          Wo chaandi k warq jo use kieey jaatay hain decoration k lieey sweet dishes per..wo bhi zyada istemaal kerna nuksaan deh hota hay...kabhi occasionally use ker lieey jaaen to koi harj nahin
          ohh achaa dear :blush: wese shuker hai aj kal mithayi ziada ter bagher chandi k warq k hi banayi jarahi hain :lpop:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

            Originally posted by Ms.Khan View Post
            Aanchal sis last question ka jawab pata hai mujhe :) asal me chandi k warq hote hain, wo khaaye jayen to koi nuqsan nahi hota, lekin ajkal oven k liye jo foil paper use kia jata hai, usi ko chandi ka warq khe ker lagaya jaraha hai, jo k kafi nuqsan'deh hai
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #7
              Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

              Originally posted by Aanchal View Post
              Assalamalikum
              khaskhas kay kia faiday hian ?
              is ki sharbat ka tareeka ata hai kisi ko ?

              or pakistan main sweet dishes pay jo chandi ka work decoration kay ley use kia jata hai woh kia cheez hoti hai ? i mean woh chandi ka work kis cheez ka bana hota hia :)

              jis tarah say dimaghi sehet kay liye badam use kiye jatay hain....waisay
              khshkhaash bhi dimgh kay liye faida mand hoti hai......neend na aanay ki surat mein agar is ka istemaal kia jaie....aur stds kay liye....takeh un ka hafza acha ho....
              sharbat ka tu mujhay nahin maloom...shayed badam, pistay, aur khashkhaash ko pee kar thanday aur meethay dodh mein milanay say sharbat ban jata ho.....:D

              chandi kay warq ka main nay yehi suna hai jo Aamir bhai nay bataya.....chota sa chandi ka piece hota hai ..jisay aik kitab mein rakh kar koot kar buht baareek kar lia jata hai....:)
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

                Originally posted by Rida View Post
                jis tarah say dimaghi sehet kay liye badam use kiye jatay hain....waisay
                khshkhaash bhi dimgh kay liye faida mand hoti hai......neend na aanay ki surat mein agar is ka istemaal kia jaie....aur stds kay liye....takeh un ka hafza acha ho....
                sharbat ka tu mujhay nahin maloom...shayed badam, pistay, aur khashkhaash ko pee kar thanday aur meethay dodh mein milanay say sharbat ban jata ho.....:D

                chandi kay warq ka main nay yehi suna hai jo Aamir bhai nay bataya.....chota sa chandi ka piece hota hai ..jisay aik kitab mein rakh kar koot kar buht baareek kar lia jata hai....:)
                Thanks rida...mughe dono ka nahi pata tha.....:) :rose
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: khaskhas kay kia faiday hain ?

                  Thanx to all :)

                  chandi kay work ka main nay suna hai woh chandi ya foil paper nahi hota woh koi or cheez hoti hai jo chandi jasi lagti hai isi leye usay chandi ka work kaha jata hai ..or foil paper kahana to kafi khatranak hoo ga na

                  Working...
                  X