Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*~Dough Flowers~*~
Collapse
X
-
Re: ~*~Dough Flowers~*~
Originally posted by aik_lerkiwow
sooopberb shy
bohaaaaat he zabardast tutorial likha ha aap nay:rose
is ko ceremic work bhe kehty hain na :)
Comment
-
Re: ~*~Dough Flowers~*~
Originally posted by barg.e.gulShukriya shy,
saarey phool itney zaberdast hein ...aur baqi to is per kaam kerney key baad inshAllah sawalat hon gey :D: :thmbup:
Comment
-
Re: ~*~Dough Flowers~*~
Originally posted by shythanxx aik larki :) haan g isi ceramic dough bhi keh sakte hen lekin asel em ceramic powder wali dough ko ceramic kahen ge.wo kuch alag hoti he.ye simple cornflour dough kehlati he.lekin is ke results bhi bohat ache hote hen.
mai cornflour waly bhe try ker ky dekho ge :)
Comment
-
Re: ~*~Dough Flowers~*~
excellent post :thmbup: :salam:
mujhay sirf gulab kay phool or patiyan banani ati hain baki bhi try karoun gee :insha: :)
Comment
-
Re: ~*~Dough Flowers~*~
Originally posted by Aanchalexcellent post :thmbup: :salam:
mujhay sirf gulab kay phool or patiyan banani ati hain baki bhi try karoun gee :insha: :)
Comment
-
Re: ~*~Dough Flowers~*~
Originally posted by shyis dough se har trah ke phool pate ban sakte hen,me ne kafi big size me bhi phool bnaey hen or red strawberry ki basket bhi bnaei he.chote chote cartoons bna kar bhi wall hanging par chipka sakte hen.
acha jo ham nay banai the na us main pani bhi dala tha ..or usay pakaya bhi tha ...
cornflour kay elawa ham maida ya koi or ata use kar saktaay hain ?
mera dough reakhaye reakhaye sakht bhi hoo gia tha :(
Comment
Comment