Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tip of the day

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tip of the day

    Asalam alaikum khawateen aur larkiyon :D
    Aap yahan hum sey tips share karein ....jo kisi bhi baarey mey ho saktey hein jaisey
    kitchen
    seyhat
    ghar ki zeybaish
    dieting :P
    aur
    beauty tips ....:thmbup:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Ghareylu Chutkaley

    OKEY to sub say pahla totka app ki taraf say ...

    batin main copy pencil tiyar kar k batee hoon :D: :wk

    Comment


    • #3
      Re: Ghareylu Chutkaley

      Originally posted by innocent_maheen
      OKEY to sub say pahla totka app ki taraf say ...

      batin main copy pencil tiyar kar k batee hoon :D: :wk
      ok :D:
      1- Subha neyhaar mun (yani nashtey sey pehley) aik glass neem garam paani mey 1tsp sheyhad(honey) + 1/2 tsp lemon juice mix ker piyein
      ye aap key body fats pighlata hai aur aap ki skin key liye bhi zaberdast hai :-)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Ghareylu Chutkaley

        zabardast

        chay ki used pati 2 tb spoon 2 liter pani main dal kar pakin phir shampookarnay k bad us say sar wash kar lain baloon main shine a jay gee

        Comment


        • #5
          Re: Ghareylu Chutkaley

          soooperb:rose

          Kapron per say chewing gum (bubble gum) hatana:

          Ager aap ky kapron per bubble gum chipak ja'ay tou is per akhbaar phaila ker taiz garam istree keray'yaha tak kay bubble gum akhbar per chipak ker ukher ja'ay

          Comment


          • #6
            Re: Ghareylu Chutkaley

            Originally posted by innocent_maheen
            zabardast

            chay ki used pati 2 tb spoon 2 liter pani main dal kar pakin phir shampookarnay k bad us say sar wash kar lain baloon main shine a jay gee
            make sure Maheen kuch aur hi na ho jaye :D:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Ghareylu Chutkaley

              Originally posted by aik_lerki
              soooperb:rose

              Kapron per say chewing gum (bubble gum) hatana:

              Ager aap ky kapron per bubble gum chipak ja'ay tou is per akhbaar phaila ker taiz garam istree keray'yaha tak kay bubble gum akhbar per chipak ker ukher ja'ay
              :thmbup:
              Shukriya larki
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Tip of the day

                Aaj ki tip ye hai key Paani hamesha khaana khaney sey pehley piya karein aur khaaney key foran baad to hergiz na piya karein
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Ghareylu Chutkaley

                  Originally posted by barg.e.gul
                  make sure Maheen kuch aur hi na ho jaye :D:
                  azmooda hay :hathora main to apnay baloon main yah hi karti hoon shinee rahtyhain bal :eye: magar sirf shampoo k bad har dafa nahi :wk

                  Comment


                  • #10
                    Re: Tip of the day

                    Originally posted by barg.e.gul
                    Aaj ki tip ye hai key Paani hamesha khaana khaney sey pehley piya karein aur khaaney key foran baad to hergiz na piya karein
                    Khany k darmiyan bhi to pee sakty hain

                    Comment


                    • #11
                      Re: Tip of the day

                      kapry sy zang ka dagh dour kerna

                      Ager kise kapry per zang ka dagh lag ja'ay to us hissay ko doodh main aik ghanta dibo dain phir sabun sy dho lain..dagh khatam ho ja'ay ga

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ghareylu Chutkaley

                        Originally posted by innocent_maheen
                        azmooda hay :hathora main to apnay baloon main yah hi karti hoon shinee rahtyhain bal :eye: magar sirf shampoo k bad har dafa nahi :wk
                        theek hai theek hai .... mey try ker key bataon gi ..agar ami sey permission mili ..kyoon key ye tip kuch hmm bohot hi achi hai .. lol
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Tip of the day

                          Originally posted by innocent_maheen
                          Khany k darmiyan bhi to pee sakty hain
                          pee saktey hein magar behtareen ye hai key khaaney sey pehley piya jaye :)
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Tip of the day

                            Originally posted by aik_lerki
                            kapry sy zang ka dagh dour kerna

                            Ager kise kapry per zang ka dagh lag ja'ay to us hissay ko doodh main aik ghanta dibo dain phir sabun sy dho lain..dagh khatam ho ja'ay ga
                            Shukriya larki
                            aeysi hi achi achi tips share kerti raho hum sab key sath :rose
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: Tip of the day

                              net k pardoon main shine lanay k liy

                              paroon ko dhoo lain achi tarahan saban nikalnay k bad aik balti pani main 2 tb spoon viniger dal kar us main bhogoo dain 15 min bad baghair michoory phyla dain aik dam white hoo gayin gay

                              Comment

                              Working...
                              X