Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mehndi ka rang dark kesay kia ja sakta hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mehndi ka rang dark kesay kia ja sakta hai ?

    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    nahi khalil ka khoon ousey suit nahi karey ga na :na: ..... female ko female ka khoon suit kerta hai aur choonkey itna acha mashwara tum en diya hai to is liyeh shuroo tum hi se ho gi :devilsmil:

    Me ko maloom ha U hamesha apnay karelay dost ki hi side lo gi:zuban: per Baat female ya male ki nahi ha:na: ...baat tu Karelay ki ho rahi ha ..........Aanchal jee khalil bhai ka yani karelay ka juice hi best ha:lpop: ...naiya fresh khon bana nay kay liya

    Comment

    • #17
      Re: Mehndi ka rang dark kesay kia ja sakta hai ?

      Pehli tip:Agar bahut hi quick ghaaRa rang chahiye to mehndi chhuRaane ke baad us pe choona(jo paan mein lagagte haina woh) laga lo to rang khoob gehra ho jaata hai magar jitni jaldi rang dark hota hai utni hi speed se utar bhi jaata hai aur ikdam gayab ho jaata hai..bahut din nahi rehta rang...to isliye ye tip kisi mehfil mein jaane se pehle try kar sakti hoon...jaise shaam mein jaana haina to din mein laga lo...

      Doosri tip woh chai ki patti waali try kar sakti ho jo sweet and sour ne bataya hai.

      Teesri tip mehndi lage haaThon pe beech beech mein lemon aur sugar ka mixture laga liya karo taakeh nam rahe mehndi..warna mehndi bahut quick sookh jaati hain...aur apna asar kho deti hain..waise maine suna hai ye jo cones milti hain ..in mein koi chemical dalaa hota hai jisse itna ghaaRaa rang aata hai magar ye sab ko suit nahi karta..mere ek dafaa bahut allergy ho gayi thi..jahan jahan mehndi lagi thi wahan wahan daane nikal aaye the...mujhe anti allergy tablet khaani paRi thi...aur ek baar to aise ubhre hue daane nikle the jaise lag raha tha koi cheez chaap di gayi ho haath pe...dheere dheere baiTh gaya tha daana khud hi baad mein...

      ChauThi tip: mehndi kabhi dho ke nahi chuTaoo...balki aise hi jhaaR do..aur us ke baad haathon pe kaRwaa tel laga lo.

      Paanchvi tip:jis mein mehndi lage haathon ko exactly yaad nahi aa raha but I think 'laung' aur 'ajwaain' ka bhappaara(steaming) diya jaati hai....magar bahut tez hota hai ye...isse bahuton ko allergy ho jaati hai..

      anyways jo tips zehn mein aayin share kar li....I hope aakhri tip koi confirm kar sake....

      thanx.....

      Comment

      • #18
        Re: Mehndi ka rang dark kesay kia ja sakta hai ?

        Originally posted by shummu View Post

        Bohot ache tips share ke hai shummu......
        last tip ka mughe bhi sahe se nahi pata....baas suna hai ke loug ke steam se rang dark hota hai.......:)
        Last edited by Wafa; 12 November 2006, 19:17.
        sigpic

        Comment

        Working...
        X