Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khana Banain*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khana Banain*

    AOA,

    Khana banae ka ahsaan tareka ye hai k sab se pahle aik bartan lain uss main oil garam karain uss k baad yaqeenan aap koch pakana chain ge uss ko ja k bazaar se lai ayain usse do k kat kar uss oil main bohn lain khoob masale dalain jahse batoon main dalte hain uss k baad intazaar karain jab handi pak k taiyaar ho jaye uss ko daikh ti hi moon banain aur bazaar se koch khane k liye lai ayain:lol :lol

    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

  • #2
    Re: Khana Banain*

    :tauba
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #3
      Re: Khana Banain*

      AOA,

      Kia tarkeeb achi nain thi?
      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment

      • #4
        Re: Khana Banain*

        Originally posted by khan
        AOA,

        Kia tarkeeb achi nain thi?
        Sohail Abbasi.
        buhat achi the woh bhi end say bahir jakaay kahany wali :p
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: Khana Banain*

          aeysa khana to koi na banaye :P
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Khana Banain*

            Originally posted by Aanchal
            buhat achi the woh bhi end say bahir jakaay kahany wali :p

            AOA,

            Shukria muje umeed thi k khana aap ko passand aye ga:-)

            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment

            • #7
              Re: Khana Banain*

              Originally posted by barg.e.gul
              aeysa khana to koi na banaye :P

              Aap ko khana passand aya

              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment

              • #8
                Re: Khana Banain*

                Originally posted by khan
                AOA,

                Khana banae ka ahsaan tareka ye hai k sab se pahle aik bartan lain uss main oil garam karain uss k baad yaqeenan aap koch pakana chain ge uss ko ja k bazaar se lai ayain usse do k kat kar uss oil main bohn lain khoob masale dalain jahse batoon main dalte hain uss k baad intazaar karain jab handi pak k taiyaar ho jaye uss ko daikh ti hi moon banain aur bazaar se koch khane k liye lai ayain:lol :lol

                Sohail Abbasi.
                Lolz :D:
                aap aise banaty hain khana :p
                ye sab ker to loon mai phir mamma sy dant pary wo....:embarasse
                akhire baat bohat achi hai..
                bahar ja ker khany k liay ye sab kerna zaroi hai kiya :eye:

                Comment

                • #9

                  Ager khana bahir se la ker hi khana hai to phir itna time aur itni chizein zaya kerne ki kya zaroorat hai :cc:
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Khana Banain*

                    Originally posted by aik_lerki
                    Lolz :D:
                    aap aise banaty hain khana :p
                    ye sab ker to loon mai phir mamma sy dant pary wo....:embarasse
                    akhire baat bohat achi hai..
                    bahar ja ker khany k liay ye sab kerna zaroi hai kiya :eye:

                    AOA,

                    Aap daant na khain aap khana khain :) Aur ahse khane main muje yaad rakhain :salam:

                    Sohail Abbasi.
                    Apna haq ada karo.

                    Comment

                    • #11
                      Re: Khana Banain*

                      Originally posted by Saima Shaheen
                      Ager khana bahir se la ker hi khana hai to phir itna time aur itni chizein zaya kerne ki kya zaroorat hai :cc:
                      AOA,

                      Ashhad zaroori hai koch seekhna b to hai na ji :cc:

                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment

                      • #12
                        Re: Khana Banain*

                        Aisa khana banao gi to meri mama mujhe ghar se hi nikal dai gi :tauba

                        shuker hai mei ne aap se khana banana nahi seekha :D
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Khana Banain*

                          Originally posted by Saima Shaheen
                          Aisa khana banao gi to meri mama mujhe ghar se hi nikal dai gi :tauba

                          shuker hai mei ne aap se khana banana nahi seekha :D

                          AOA,

                          Koch b nain ho ga aap fikar na karain mama bohat khush hoon gi:D:

                          nain nain main bohat acha khana bana sakta hoon wo to bas:cc:

                          Sohail Abbasi.
                          Apna haq ada karo.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Khana Banain*

                            Originally posted by khan
                            AOA,

                            Koch b nain ho ga aap fikar na karain mama bohat khush hoon gi:D:

                            nain nain main bohat acha khana bana sakta hoon wo to bas:cc:

                            Sohail Abbasi.

                            Ji Ji bilkul , aap jitna acha khana bana saktey ho ous ka andaza humein aap ki post se ho gaya hai :D
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Khana Banain*

                              aisay khana banana to sari cheezoon ko barbad karna hoa na

                              Comment

                              Working...
                              X