Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Women Jeans ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~ Women Jeans ~

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Thank you ke aap ne meri tareef ki, aap ki tareef sun ke mazeed sharmanay ko mun kerta he :blush: :blush: :blush:
    shadi to nahi hooney wali jo her baat main sharmaney ko dil kerta hai? :kr:

    Comment


    • Re: ~ Women Jeans ~

      Originally posted by Me Here View Post
      shadi to nahi hooney wali jo her baat main sharmaney ko dil kerta hai? :kr:
      khuda karey yeh naseebon wali ghari jald aayeh, yeh apni biwi ko pyarey ho jayein aur humari jaan chotey
      sigpic

      Comment


      • Re: ~ Women Jeans ~

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

        Ub aap poochein ge ke mein hasa kyoon, nahi bataon ga :kr: :kr: :kr: :kr:

        Aamir dear you can laugh till you fell down on earth - but when you feel comfotable just give me a justification :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~ Women Jeans ~

          Originally posted by Sweet & Sour View Post
          khuda karey yeh naseebon wali ghari jald aayeh, yeh apni biwi ko pyarey ho jayein aur humari jaan chotey

          :kr: :kr:
          aap to inse khaasi tang lagti hain:mm: :embarasse :kr:

          Comment


          • Re: ~ Women Jeans ~

            Originally posted by Sweet & Sour View Post
            I do agree with you ke yeh islami nuqtaye nazar se yeh tight jeans pehan'ney ki lerkion ko ijazat nahi .......... yeh baat hi sach hai ke bawo singhar aurat ka haq hai jis ki ijazat Islam ne bhi di hai ........ loose jeans jo aaj kal aap trouser aur shalwar ki soorat mei sili miltey hain wo pehan'ney mei koi burayi nahi ... dori baat yahan yeh baat bhi ho rahi hai ke ager lerkian yeh libas apney gharon meipehantihain, jahan sirf mehram hi hotey hain aur bahir jatey waqt khudh ko dhakti hain to bhi is mei koi burayi nahi .........


            Aap islaam ko apne tareekay se modify kerne ki kooshish na karein. Banao singaar aurat ka haq he to wo sirf apne shoher ke liye kisi gair merd ke liye nahi :na: Aur jahan tak tight aur loose jeans ka taaluq he to aap ko yeh bataye deta hoon, ke pant jeans ki ho ya kisi aur kapray ki, tight ho ya loose, yeh jents garments he. barha yeh baat keh chuka hoon ke auraton ko merdon ke aur merdon ko auraton ke kapray pehnanay mein mamaneyat he, lekin aap hein ke samajna he nahi chahtein.


            Originally posted by Sweet & Sour View Post
            rahi baat tum ne jo attachment yahan lagayi hai ab lagey hathon mei Aamir ki bat ka jawab bhi dai doon jo dhindaro inhon ne peeta hai ke mard tight jeans pehan saktey hain to janab mei yeh baat yahan nahi kerna chahti thi magar ab suniyeh .... jahan mardon aur aurton ko apni sharm-gaah ki hifazat ka hukum hai wahi ounehin yeh aaz'aa dhakney ka bhi hukm hai (yani aisey kaprey na pehnein jayein jis se yeh aaz'aa numaya hon) is hisab se aap per bhi tight jeans jayez nahi ..... zara tight jeans pehan ker aainey mei khudh ko dekhiyeh ga ke naaf se ghuton tak tight jeans mei aap ke kon se az'aa numaya hotey hain.
            Bilkul sahi kaha, auraton aur merdon doono ko apni sharm gaahon ko dhaknay ka hukam diya gaya he...aap ki baat ka jawaab youn doon ga ke merd itni tight jeans bhi na pehnein ke un ke aazah dikhein...lekin wo loose jeans phir bhi pehan saktay hein aur females loose jeans ki pant phir bhi nahi pehan saktein :na:
            :thmbup:

            Comment


            • Re: ~ Women Jeans ~

              Originally posted by Sweet & Sour View Post
              yaan phir kal aap baat badalney ka koi naya bahana lai ker aain gey, humein inform ker dijiyeh takey hum bhi preparation ker lain :lpop:
              mein topic change nahi ker raha aur na he aisa kerta hon, moun khool ke sun lo :na:
              :thmbup:

              Comment


              • Re: ~ Women Jeans ~

                Originally posted by Me Here View Post
                shadi to nahi hooney wali jo her baat main sharmaney ko dil kerta hai? :kr:
                Nahi aisi bhi koi baat nahi :blush: :blush: :blush: masharki larka hoon na is liye aisa hota he mere saath :blush: :blush: :blush:
                :thmbup:

                Comment


                • Re: ~ Women Jeans ~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Thora sa jeans sey hat ker ... main ney yahan tak fatwey suney hain keh TIE lagana Islam mein haram hai - kyun keh TIE ki shape SALEEB ki tarha hai - agar TIE lagana haraam hai to phir PANT kis tarha jaiz ki jaa sakti hai? aur phir jeans to bohat hi door ki baat ho jati hai - chahey woh larkiyaan pehnein ya larkey...
                  waise mujay kuch kuch idea tha ke Tie pe bhi sawaal uth sakta he. yeh aik traditional dress he, aap logically prove keejiye ke yeh non-islamic dress he to mein tai lagana choor doon ga. Ager aap apni baat pe bazid hein to chalein aisa keejiye aap white Shalwaar kamiz (so-called pure islamic dress) pehnaein aur namaz perhnay ke liye apne ser pe aik safaid toopi pehan lein. apne doono baazuon ko 90 degree ke angle se uthaiye aur kisi doosray se kahiye ke wo door se aap ki photo khainchay, aap ne tai ki bat ki, believe me aap to bazaat-e-khud white colour ki sleeb lagein ge.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: ~ Women Jeans ~

                    Originally posted by Sweet & Sour View Post
                    khuda karey yeh naseebon wali ghari jald aayeh, yeh apni biwi ko pyarey ho jayein aur humari jaan chotey
                    :comfort:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: ~ Women Jeans ~

                      Originally posted by Masood View Post
                      Aamir dear you can laugh till you fell down on earth - but when you feel comfotable just give me a justification :p
                      Masood, mein kitna intelligent hoon, mujay to ub yeh bhi pata hota he ke kis tarah ke topic pe aap kesi raaye dein ge :khi:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: ~ Women Jeans ~

                        Originally posted by Me Here View Post
                        :kr: :kr:
                        aap to inse khaasi tang lagti hain:mm: :embarasse :kr:
                        Yeh muj se bhi ziada apni herkaton se tang hein :bhago:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: ~ Women Jeans ~

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          waise mujay kuch kuch idea tha ke Tie pe bhi sawaal uth sakta he. yeh aik traditional dress he, aap logically prove keejiye ke yeh non-islamic dress he to mein tai lagana choor doon ga. Ager aap apni baat pe bazid hein to chalein aisa keejiye aap white Shalwaar kamiz (so-called pure islamic dress) pehnaein aur namaz perhnay ke liye apne ser pe aik safaid toopi pehan lein. apne doono baazuon ko 90 degree ke angle se uthaiye aur kisi doosray se kahiye ke wo door se aap ki photo khainchay, aap ne tai ki bat ki, believe me aap to bazaat-e-khud white colour ki sleeb lagein ge.

                          wait a sec ....... dont mix up things :na: . is libas mei jesa aap ne kaha safaid shalwar kameez aur namaz ke liyeh safaid topi pehn'ney mei aur dono bazoo 90 degree mei ooper outhaney mei kisi qisam ka koi link nahi ....... islam mei aisi koi ibadatnahi hai jis mei aap ko yeh libas pehan ker dono bazoo i starah phela ker khara hona parey ke wo saleeb ak nishan baney :na:

                          Saleeb ka nishan kis tarah aur kahan se wajood mei aaya aap bhi janey hain aur hum bhi, and i dont think that i have to remind you ke eesayi aqeeday ek mutabiq Hazrat Esaa (A.S.W.L) ki wafat ho chuki hai jab ke Islam ki rooh se wo zinda asman per outha liyeh gayeh they .... to phir ous nishan nishan ka islam se koi taluk nahi ....... yeh oun logo ka aqeeda hai jo gumrah ho gayeh they.
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~ Women Jeans ~

                            Originally posted by Me Here View Post
                            :kr: :kr:
                            aap to inse khaasi tang lagti hain:mm: :embarasse :kr:
                            nahi ........... aisey phsyco's se mera wasta perta rehta hai

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Yeh muj se bhi ziada apni herkaton se tang hein :bhago:

                            yeh aap ki galat fehmi hai :zuban:
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~ Women Jeans ~


                              Comment


                              • Re: ~ Women Jeans ~

                                Originally posted by Sweet & Sour View Post
                                wait a sec ....... dont mix up things :na: . is libas mei jesa aap ne kaha safaid shalwar kameez aur namaz ke liyeh safaid topi pehn'ney mei aur dono bazoo 90 degree mei ooper outhaney mei kisi qisam ka koi link nahi ....... islam mei aisi koi ibadatnahi hai jis mei aap ko yeh libas pehan ker dono bazoo i starah phela ker khara hona parey ke wo saleeb ak nishan baney :na:

                                Saleeb ka nishan kis tarah aur kahan se wajood mei aaya aap bhi janey hain aur hum bhi, and i dont think that i have to remind you ke eesayi aqeeday ek mutabiq Hazrat Esaa (A.S.W.L) ki wafat ho chuki hai jab ke Islam ki rooh se wo zinda asman per outha liyeh gayeh they .... to phir ous nishan nishan ka islam se koi taluk nahi ....... yeh oun logo ka aqeeda hai jo gumrah ho gayeh they.
                                Bibi ji yeh jawaab mein ne aap ko nahi bulke Masood ko diya tha. Infact aisi cheezon pe mein bhi believe nahi kerta, jub ke Masood ne Tai ko Saleeb se nisbat di to mein masood ko yeh remind kerwana chahta tha ke aur bhi bohat si aisi cheezein hein jinhein ager insaan chahay to saleeb se nisbat de sakta he, kehnay mein kia he.
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X