Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

    assalamalikum

    ghar main jo akhbarat (news paper) leye jatay hain woh jama hotay hotay aik dheer sa lag jata hai ...jo kay store ki zeenat ban jata hai ....aap kay khayal main pooranay akhbaraat ko kis kis cheez key leye istamal kia ja sakta hai ?? :)


    aik to yeh kay aap koi cheez kha rehaye houn to neachay bicha saktay hain :p

    agar aiena saaf karna hoo too aik akhbar ko halka geela karain doosra khushak...pehlay geela wala sheshay pay raggraian pher khushak say saaf karain aiena buhatttttt hi saaf hoo jaye ga...main huesha aisay hi saaf karti houn :D:

    chalaian ji ab aap loog apni tips batana shuru karain :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

    akhbaar mey hum apni chooriyan rakh saktey hein :-)

    kitchen mey isteymaal saktey hein jaisey key almaari mey daal dein
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

      Originally posted by barg.e.gul
      akhbaar mey hum apni chooriyan rakh saktey hein :-)

      kitchen mey isteymaal saktey hein jaisey key almaari mey daal dein
      ji chooriyoun ko bhi lapeet saktay hain :) or yeh kay koi sabzi waghera jaisay dhaniya ko agar akhbar main lapeet kay fridge main reakhian to jaldi kharab nahi hota :rose
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

        ager daster khuwan dhoker dala ho us ke khhusk hone tak Akhba ko dasterkhuwan banaya ja sakta hai.......cool na?

        Comment


        • #5
          Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

          You pplz won't belive it: merey paas akhbaraat key cut-piece hain jo dated hain 1982 sey ley kar. Hamarey ghar mein akhbaar hamesha sey parhi jati thi, aur jab mujhey shaoor huwa to main ney un akhbaraat sey achhi achhi batein kaat kar mehfooz kar li hain. Aur aaj tak merey paas mojood hain. Risaeel bhi as old as 1970's key they jo kuchh saal pehley raddi kiye hain :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

            kitne sughar hain aap...........
            Akhbar ka aik faeda ye hai keh jawal mein dum dete waqt ager pani ziada ho jae tu patili ke dhakne per akhbaar lapet ker dum dene se paki khushk ho jata hi.......

            Comment


            • #7
              Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

              Jo achii achii news hote hain unki cutting to mai bhe sambhaal ker rakhte hon..:D:
              aur is ky ilava cabnets main bichaty hain..aur almario main bhe nechy bichaty hain
              aur humko Interior designing ky course main lamp ko akhbaar ko he grind ker ky us main glou mila ker decourate keraya tha phir us per paint kerya tha:eye:

              Comment


              • #8
                Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                pooranay akhbaraat mirror clean karnay k kam bhi ata hay or
                cake banaty hoy myda chany k kam bhi ata hay or or or.......

                Comment


                • #9
                  Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                  Originally posted by innocent_maheen
                  pooranay akhbaraat mirror clean karnay k kam bhi ata hay or
                  cake banaty hoy myda chany k kam bhi ata hay or or or.......
                  Mujhy bhe cakee khana hai :(
                  tum ny khilya bhe nahe mujhy :( :( :(

                  Comment


                  • #10
                    Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                    :)
                    Attached Files

                    Comment


                    • #11
                      Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                      wow thank try karoon gi

                      Comment


                      • #12
                        Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                        Originally posted by aik_lerki
                        Mujhy bhe cakee khana hai :(
                        tum ny khilya bhe nahe mujhy :( :( :(
                        khilaya to tha:hathora

                        Comment


                        • #13
                          Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                          Originally posted by aik_lerki
                          Mujhy bhe cakee khana hai :(
                          tum ny khilya bhe nahe mujhy :( :( :(
                          khilaya to tha
                          ghar per bhi or nashty per bhi

                          Comment


                          • #14
                            Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                            Originally posted by shy
                            :)
                            Zaberdast Shy,
                            Akhbaar ko hum kootein kaisey???
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: pooranay akhbaraat ka istamaal kia kia hoo sakta hai ???

                              Originally posted by barg.e.gul
                              Zaberdast Shy,
                              Akhbaar ko hum kootein kaisey???
                              kootna nahi hai :D
                              sari raat pani main bhigoo kay reakhoo subaha khud hi paste ban jaye ga un ka :wk ....pher us kay andar koi gum daal kaay shape banatay hain ...."woodfix" daltay hain ....


                              main nay banaya nahi hai bas deekha tha tv main ...or chand din pehlay sooch rahi the try karoun ..or shy aap bataye aap kaisay banatai hain yeh ??? takay humaye koi idea mill sakye :rose
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X