June july aur august amoomi taur per sakht garmiyon key maheeney tassawar kiye jatey hein isi liye in teen maheeno mey aap ko apna khayal rakhney ki zaroorat hai
*garmi ki waja sey hamarey jism sey namkiyat passeeney ki surat mey nikaltey hien j o key aik healthy cheez hai leykin yahan ye baat zaroori hai key aap apney paani peeney ki mikdaar berha dein
*aap sadhey paani key ilawa is mey agar lemon daal ker piein ya pani mey paudina daal ker boil karien aur is ko bottle mey bhar ker fridge mey rakhein aur yahi aap peeney key liye isteymaal karein to na sirf ye aap ki skin key liye acha hai balkey garmiyon mey aap ki body ko kafi thandak farham kerta hai
*chehrey ki skin bohot nazuk hoti hai isi liye teyz dhoop mey nikalney sey pehley sun block lagana na bhoolein
*Suraj ki haraat ki waja sey baaz dafa aankhon mey bhi dard shuru ho jata hai is liye jab aap suraj mey hon to kala chashma zaroor lagaya karein aur apni aankhon ko bhi din mey kai baar thanday paani sey dho liya karein
*din mey 11h sey 15h bajey tak suraj ki tapish sab sey ziada teyz hoti hai isi liye is time aap koshish karein key suraj mey na jayien

Comment