Tips Of The Week (About Food Preservation )
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
Collapse
X
-
Re: ~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
Fish ko mehfooz kernaGermyo mai fish ko zada arsa freeze kerna ho to fish ky tukroo ko ya phir pore fish ko ek bartan ma pani ky ander daal ker freezer ma rakh dain..barf pani ban jay ga aur us k ander mashli jam jay ge.aur ager ghanto ky liay bhe light chali jay to machli ky gird jami barf isay kharab hony sy bachay rakhy ge.
-
Re: ~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
Makhan ko mehfooz kerna
Ager fridge ky baghair makhan ko mehfooz kerna ho to usay chikny kaghaz main achi tarah lapait ker aaty ky thaily mai rakh ker daba dain. Makhan hafton tak nahe pighly ga
Comment
-
Re: ~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
Gondhy hoay aaty ko mehfooz kernaAaaty ko ghondny ky thore dair baad us per layer se aa jate hai .us ky liay koe bhe shopper lay ker kaat ker chakoor ker lain.ab us ko pani se geela ker ky aaty per dhanp dain.fridge ma rakh dain ata.us pe layer nahe ay ge
Comment
-
-
Re: ~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
Assalaam-0-Alaikom:rose
very nice tips Komal
some from ma side
Aatay ko khameer honay say bachanay kay liye
aatay ko khameer honay say bachanay kay liye ..us kay oper ghee ki aik leyer bana dain ...aata khameer honay say mehfooz ho jai ga....
baqi bad meinLast edited by *Rida*; 2 July 2006, 19:57.
Comment
-
Re: ~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
again here
Podeenay ko taza rakhnay kay liye
podeenay ko pehlay kisi geely saaf kapray main rakhain..aur us ko aik khaki lifafay main rakh dain....ya phir sirf podeenay ko hi khaki lifafay main rakh kar frige main rakhnay say bhi taqreeban aik week tak podeena taza rehta hai :D:
Last edited by *Rida*; 3 July 2006, 19:35.
Comment
-
Re: ~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
agar saalan jal jaai
agar salan thora buht jal jai..aur us main say jalnay ki smell anay lagay ... tu usay phanknay ki zurorat nahin hai ....balkay us main thora sa milk dal lain .. is tarah say jalnay ki smell khatam ho jai gi :D:
Comment
-
Re: ~ Tips Of The Week (About Food Preservation ) ~
cool Rida :em:
dhaniya or poodena zaida dair tak taaza nahi rehta to us ki aik tip yeh hai kay usay akhbaar main ya kisi malmal kay kaprey ko halka geela kar kay us main dhaniya/poodeena lapeet daian ....or fridge main reakh daian .....yeh zaida dair tak fresh rehaye ga :roseLast edited by .; 3 July 2006, 10:22.
Comment
Comment