Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

    assalamalikum

    shadi khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

    jis taraf bhi app ka vote hoo ga us kay barey main reply dejeye ga :rose
    3
    Kahnadaan main
    33.33%
    1
    Khandaan say bahir
    66.67%
    2
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

    shadi kahin bhi ho asal maqsad shadi ka kamyab hona hota hai.

    Comment

    • #3
      Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

      Umm mery khayal main is sy koi faraq nahe pertaa..:)
      jaha bhe ho bass successfull hone chahiyay

      Comment

      • #4
        Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

        meyra khayal hai key first cousins mey nahi honi chahiye kyoon key aksar blood groups mey masla ho jata hai aur phir ......

        is key ilawa agar kareebi relatives mey ho ya family friends mey to meyra khayal hai key kafi acha hota hai kyoon key in logon ko aap acha jaantey hein :)

        baki mey aik larki aur Ambreen sey mutaffiq hun
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

          hamari family me to khandan me hi karne ko tarjeeh di jati he bulke khandan me hi ki jati he or bahir nahi ki jati

          Comment

          • #6

            Originally posted by shy
            hamari family me to khandan me hi karne ko tarjeeh di jati he bulke khandan me hi ki jati he or bahir nahi ki jati

            is kay nuksanaat bhi to hotay hain na ......agar kisi ki age ka koi banda hi na mojood hoo khandaaan main to pher woh larka/larki kia karey gay ? :-)
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

              Umm Aachal aap ny to bataya nahe ky aap ky khayal mai Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??:)

              Comment

              • #8

                Originally posted by aik_lerki
                Umm Aachal aap ny to bataya nahe ky aap ky khayal mai Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??:)
                zaidatar to main bahir hi kahoun gee :D
                han jaisa kay kuch friends nay kaha kay agar koi acha rishta hai khandaan main to kar deeni chaye......yeh bhi sahi baat hai

                asal main main sawal zara doosray tareekay say pouchna cha rahi the....

                mera main sawal yeh tha kay shadi khandaan hi main kayoun ????

                aik aunty milli the mujhay un kay paas aik bachi kharii the 3rd class ki bachi main nay unty say kaha aap ki beeti bari peyraai hai ...bari cute si bachi the ......us aunty nay kaha yeh mere bhanji hai ......ham nay pooucha aap kay kitnay bachaye hain ??? to aunty nay kaha un ki shadi nahi hove hai ......................
                un kay han shadiyan khandaan main hi hoti hain bas....us ka koi rista nahi tha khandaan main or us ki shadi nahi hove........woh aunty abhi 40,s main hain...un kay shayad ammi abbu bhi nahi rehaye hain or woh apni behan kay han rehti hai....

                to isi baat say khayal aya kay shadi khandaan hi maian kayoun zabardasti karni hai ? bahir bhi to ki ja sakti hai agar munasib rishta nahi hai khandaan main to .....
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

                  Originally posted by Aanchal

                  ye to bohot ziada ghalat baat hai ...itna strick nahi hona chahiye ...mey ney her jagey to aeysa nahi suna albata syed families mey aeysa aksar hota hai
                  jo key aik achi cheez nahi hai
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

                    Originally posted by barg.e.gul
                    ye to bohot ziada ghalat baat hai ...itna strick nahi hona chahiye ...mey ney her jagey to aeysa nahi suna albata syed families mey aeysa aksar hota hai
                    jo key aik achi cheez nahi hai
                    ji woh bhi isi family say taluq reakhti hain ........main naam nahi leena chah rahi the is family ka :-) ..chand or bhi hain ..

                    buhat say aisay khandaan bhi hain jahan larkeoun ka agar khunakhawsta husband fout hoo jaye to un ki doosri shadi nahi hoti...chaye jitni bhi young age hoo larki ki doosri shadi nahi kartay....

                    ham kaisay muslamaan hain jo aisi rewayatain bana reakhi hain ?
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

                      Khan daan main

                      Comment

                      • #12

                        Originally posted by moonlightpak2005
                        Khan daan main

                        ahan ok :)

                        acha thora bataian to sahi na kay khandaan hi main kayoun prefer kartay hain shadi ? :-)
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

                          kya farak perta hai khan'dan mei ho yaan khan'dan se bahir.
                          Is se zada eham baat yeh hai, k jisey shadi kerni hai ous ki khushi kis mei hai,
                          ager ous ki marzi hi na huwi to woh kisi soorat ous ki shadi kamyab nahi ho payeh gi. :eye:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

                            hmmmm Khandan main ho ya Bahir ho maqsad tu yahi kay dono khush rahein so is say koi faraq nahin parta kay kahein bhi ho jay maghar Dono sukhi rahein asal maqsad yeh hai :)
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Shadi Khandaan main honi chaye ya khandaan say bahir ??

                              Shadi khandan main ho ya khandaan say Bahir is say koi faraq nahin parta asal maqsad tu yeh hai kay dono khush rahein aur ab Shadi kahein bhi ho jay :)
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment

                              Working...
                              X