Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

New to kitchen

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • New to kitchen

    Asalam alaikum,
    Share your first cooking experience, ;)

    aur aap key khayal mey cooking aik art hai jissey seekhna perhta hai ya ye her koi ker sakta hai?:lpop:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: New to kitchen

    First experiance meine daal jalai thi.......:khi:


    Cooking bhi ek art hi hai aur ye art sub ke bas ki baat nahin..kyun ke khana banana aur lazeez khana banane mein fark hota hai.

    Comment


    • #3
      Re: New to kitchen

      Originally posted by mahek
      First experiance meine daal jalai thi.......:khi:


      :lol


      Cooking bhi ek art hi hai aur ye art sub ke bas ki baat nahin..kyun ke khana banana aur lazeez khana banane mein fark hota hai.
      ye kaisey pata chalta hai key khana sirf "khana bana hai" ya "lazeez khana bana hai " :lpop:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: New to kitchen

        Originally posted by barg.e.gul
        [/size][/color][/size]

        :lol
        [color=#008000]

        ye kaisey pata chalta hai key khana sirf "khana bana hai" ya "lazeez khana bana hai " :lpop:
        jub khane wale zyada rotiyan ya chawal hazam karne lage to samjho lazeez bana hai.:D

        Comment


        • #5
          Re: New to kitchen

          Assslaama-0-Alaikom:rose

          main nay sab say pehlay rice boil kiye thay :eye:

          aur....... khana bana really art hai :lpop:
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: New to kitchen

            hamary ger main kichan nahi hay.....aik chota sa room hay jisy hum PASARII kehty hain:)

            Comment


            • #7
              Re: New to kitchen

              Originally posted by Khalil
              hamary ger main kichan nahi hay.....aik chota sa room hay jisy hum PASARII kehty hain:)
              to kitchen hi howa na woh room :zuban:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: New to kitchen

                mera cooking experience kafi acha raha hai :lpop: ..shuru shuru main to matter,french fries or ommlete banati the ...pher chawal or bad main sabzian or dalaian waghera banana shuru ki .......

                yeh shook ki baat hoti hai ...seekhna to parta hai jinhay shook hota hai woh jaldi seekh jatay hain ....or jab aik baar seekh jaoo to bad main aap apni marazi kay mutabiq apni dishes bana saktay hoo bagheer kisi say idea leye hovey ...

                cooking main aik or cheez bhi aap nay note ki hoo gee gee har kisi kay hath ka zaiqa aik jesa nahi hota halanakay recipe same hoo tab bhi nahi ....yeh is pay bhi depend karta hai aap kitni mehnat or peyaar say kahana banaati hai..
                Last edited by .; 3 July 2006, 10:30.
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: New to kitchen

                  Assalaam-0-Alaikom:rose

                  bilkul sahih kaha Anchal :phool:

                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  Working...
                  X