:d
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*~TeeeetH~*~
Collapse
X
-
Re: ~*~TeeeetH~*~
ahan good post :thmbup:
dantoun ki safaai kay baray main buhat achi information di hai aap nay :)
mery paas bhi hai aik acha sa topic dantoun kay baray main :insha: jaisay hi time mila inpage pay likh kay post karoun gee :) :rose
-
Re: ~*~TeeeetH~*~
Aap kye is mazmoon ko parh kar bohat khushi hui hai Shy. Yeh aisi maloomat hain jin sey hamarey mulk mein har "parhey likhey" shehri ko bakhoobi waqif hona chahiye. Aik baat jo is article ko parh kar ham sab par lagoo hoti hai woh yeh keh is information ko baqi logo tak jo nahin parh saktey ya is article tak rasaee nahi rakhtey, apney mohalley key log, apni community key logon ko yeh information bahim pohanchani hain. Warna yahan parh kar bhool jana koi faedah nahin rakhey ga. Mera har member jo yeh information parhey us sey guzarish hai keh aisi umdaa aur meyaari information aagey zaroor pohanchaein.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~*~TeeeetH~*~
mein masood ki baat ko agey barhatey howe ye kehna chahon gi keh ager colleges, universities ke students ager razakarana taur per chotey chote elaqon mein jaa ker camping keren aur logon ko safai ke bare mein bataen tu mein samajhti hoon keh jismani safai ka shaor ujager kerna Asan ho jae ga aur camping koi itna mushkil amer nahin ...
Comment
-
Re: ~*~TeeeetH~*~
umm Zabardast
Thankx shy aap ny bohaaat achii malooomat dee aap ny danto ki hifazat ky baary main :)
humy apni danto ki bohat care kerne chahiyay taky hum khul ky muskura saky:D
mai bhe danto ky bary mai kuch share kerte hon ky kis type ky daant walon ki kese personality hote hai :eye:
Comment
-
Re: ~*~TeeeetH~*~
Originally posted by shyaap sab doston ka shukeria :) or aik larki aap ne bohat achi information di ab me logon ke daant dekh kar andaza laga loon gi ke kesi shakseyat he :D
Pata hai Mai bhe yahi kerte hoon...;);):wk
Comment
-
Re: ~*~TeeeetH~*~
Shukriya Shy,
behtareen maloomaat ...inshAllah issey hum aagey bhi phonchayein gey ...:thmbup:
----------
Shukriya larki,
ye perh ker mujhey apni shakhsiyat key baarey mey jan ker khushi hui :eye:
aur hum aur logon key baarey mey bhi jaan saktey hein :D:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment