Haleem Mix
Cooking time: As Required
Serve : 6-8
Ingredients :
2 kilo ghost (bone less)
1 1/2 gayhoon
1 1/2 joa
1 1/2 chanay kee daal
1 chintak maash kee daal
1 chintak arhar kee daal
1 chintak moong kee daal
1 chintak masoor kee daal
1 chintak chawal
1/2 kilo piyaaz
1 pao dahi
4 teasp lehsan (pisee hoi)
1/2 kilo ghee
2 teasp garam masala
1 1/2 tablesp haldi
4 to 5 teasp laal mirch (pisee hoi)
hasbe zaroorat namak
4 teasp adrak (pisee hoi)
hari mirch
hara dhaniya
leemo
podina
Method
1-Sab say pehlay adhee piyaaz golden karein aur ghost daal kar bhonain, ab adrak lehsan dal kar bhonain phir namak,laal mirch aur dahi dal kar bhonain jab bhun jaye tu pani daal kar galnay rakhdein.
2-Tamam daaloon ko alag alag bhigoo dein phir namak aur haldi dal kar obalnay kay liye rakh dain yaad rakhiyeh kay gayhoon, joa aur chanay ki daal alag boil hogi.
3-Jab gosht gal jaye aur daalein bhee boil ho jaain tu in dono ko achee tarahan mila kar khoob ghootain aur agar ghoont nahi saktay tu grinder mein dal kar grind karlein khoob achi tarahan aur akhir mein thora sa ghoonta day dein , haleem tayyar hay.
4-Leemo,dhaniya, podina, adrak aur garam masalay kay saath serve karain .

Comment