Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik sawal, aik khawahish?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik sawal, aik khawahish?

    Originally posted by Spy009
    Tum aisa karo k waisa laRka talaash karo jo tumhare ghar meiN rahe...agar Hindustan meiN tum hoti to maiN tumhara yeh problem solve kar deta.
    Hindustan main aap nay shadi daftar khool reakha hai kia ? :zuban:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: Aik sawal, aik khawahish?

      Originally posted by Aanchal
      asmani maklooq waloun kay han nahi hoti houn gee naseehatain :p
      yeh upper se nikal gaya



      Originally posted by Aanchal
      saas bhi kabhi bahoo the to unhay apni bahoo kay masayal ko zaida samjhna chaye ....

      or bahoo bhi kabhi saas banaye gee to woh door ki baat hai us nay abhi banna hai bani nahi ...
      wo bahu ko trained karti hogi ke future mein usse bhi apni bahu se waisa hi karna hai.
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #18
        Re: Aik sawal, aik khawahish?

        Originally posted by Aanchal
        Hindustan main aap nay shadi daftar khool reakha hai kia ? :zuban:
        woy mujhe Sardar samajh hai rakhi kya...

        kisi se hamdardi mein uska problem solve karna chahta hooN...kya yeh zaroori hai ke dafter khol ker ke hi hoga...
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #19
          Re: Aik sawal, aik khawahish?

          Originally posted by Spy009
          Tum aisa karo k waisa laRka talaash karo jo tumhare ghar meiN rahe...agar Hindustan meiN tum hoti to maiN tumhara yeh problem solve kar deta.
          Mai ny aap say mashwara to nahe mangaaa...

          woy mujhe Sardar samajh hai rakhi kya...

          kisi se hamdardi mein uska problem solve karna chahta hooN...kya yeh zaroori hai ke dafter khol ker ke hi hoga...
          :eek: :eek: A
          ap sy kis ny keh dia kay yay prb hai mujhy...apni merzii sy andazay na lagya keray ulty ulty :p :p

          Comment


          • #20
            Re: Aik sawal, aik khawahish?

            Originally posted by Aanchal
            lolz han woh shadi kay bad apnay amma aab akay paas hi hotay hain par shadi to larkay ki bhi to hoo rahi hoti hai na :wk
            umm Right ..unhain ise liay to koi prb nahe hote aur na koi tention ..

            main aik yeh sawal pouchna cha rahi the kay jab larki ki shadi hoti hai har koi us kay sar pay sawar rehta hai shadi kay bad yeh karna woh karna waldeen ki nasehatain , rishtadaroun ki or susral ja kay husband or saas ki waghera waghera...... to jab larkay ki shadi hotay hai to main nay nahi suna kay usay bhi yehi naseehatain ki jati houn kay kis taraha apni shadi shuda zindagi ko acha banana hai ......sari naseehtain female kay leye hoti hain kia ?
            umm soochny ki baat hai yay question..bohat acha question hai yay..
            wakee lerko ko to koi naseehat nahe kerta..unko bhe naseehat kerne chahiyay k tum shadi ky baad apni wife ka khayal rakhna , us ki her baat mannna,jo wo kahy vesa kerna ,lerae jhagra nahe kerna,gussa nahe kerna etc etc :p

            Comment


            • #21
              Re: Aik sawal, aik khawahish?

              Originally posted by aik_lerki
              Mai ny aap say mashwara to nahe mangaaa...
              Aaj kaal kisi ko achchi baat bhi bolo to wo sar chaRh jate haiN...


              Originally posted by aik_lerki
              :eek: :eek: Aap sy kis ny keh dia kay yay prb hai mujhy...apni merzii sy andazay na lagya keray ulty ulty :p :p
              kisi ne nahiN kaha ke aapko yeh problem hai...lekin aapke mazmoon se aisa laga ke sab se zyadah aap darr rahi haiN...

              MardoN ke baare meiN ghalat andaza aur ghalat Khyal na rakheN.kuchh bure hote hai sabhi nahiN...
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment


              • #22
                Re: Aik sawal, aik khawahish?

                aik_larki sis aur aanchal apkai khilaaat padh ker bohat acha laga... aur spy009...kai khialaat padh ker acvha laga....
                aik_larki ne aik baat kahiey...jo kai bohat khoobsoorat baat hai kai kadwi goliyaa Khaa ker hi sehat jaisi Nemaat haasil hoti hai....


                lekin aik baat ki samjh nahi ati....jaab aik shohar apni biwi ka saath deta hai...usey ki diljoi kerta hai...to aik saas aur nand bardassht nahi kertti...aur yeh ilzaam sharoo hojaatey hai..."isnai hum se humara beta / bahi chien liya hai?? "
                jaab kai biwi ne kabih aisey koi baat naa ki ho..kai apni family se door ho....lekin poora susraal yehi baat kerta hai...is larki ne humarey ghar aaker..humara beta hum se door keridrya...aisa kiou hota hai???.....kiya un logou ko zara bih khiaal nahi ataa...kai jis tarah pyar aur mohabat se wo uss larki ko shadi keraa ker apne ghar laey hai...ussi ka ghar kharaab kerte hain......ziada ter yeh adaat aik saas mai hoti hai....kai wo maa honi ki wajah se apne bete ko door hota nahi dehk sakti....aur wo bahu se nafrat kerne lagti hai...jisey wo apne ghaar khud biyaa ker laati hai..................

                Comment


                • #23
                  Re: Aik sawal, aik khawahish?

                  Originally posted by aik_lerki
                  umm Right ..unhain ise liay to koi prb nahe hote aur na koi tention ..



                  umm soochny ki baat hai yay question..bohat acha question hai yay..
                  wakee lerko ko to koi naseehat nahe kerta..unko bhe naseehat kerne chahiyay k tum shadi ky baad apni wife ka khayal rakhna , us ki her baat mannna,jo wo kahy vesa kerna ,lerae jhagra nahe kerna,gussa nahe kerna etc etc :p
                  laRke laRkiyoN ki tarah bewaqoof nahiN hote jo unheN kisi ki nasihat ki zaroorat paRegi.

                  wife ko Khyal rakhne ke liye nasihat ki zaroorat nahiN peRti. laRki ghar ko banati hai to ghar ko toRti bhi hai...laRke aisa ghaTiya Khyal kabhi tasavvar meiN bhi nahiN latey.
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aik sawal, aik khawahish?

                    aik aur baat wo yeh hai kai aik saas jo kai aik MAA bih hai...aisey kaam kerne lag jaati hai jo bohat dukh wale hote hain....apne bete ko yeh dehk ker kai wo apni biwi kai ziada qareeb naa ho...apni bahu kai baare mai baatain banaa banaa ker usko sunana..uski buraiya biaan kerna...burai koi ho yaa naa usko bana lena...konsa mushkil kaam hota hai.....uss anjaan bete kai kaan bharna uski ankahou per pati daal dena...take wo kisi ki sahi baat sunnai kai qabil naa rahe....yeh hi chiez ache bhale Gharou ko tabhaaa aur wiraan kerdete hain...afsos kai kabih yeh MAA apni bahu ko apni beti hi samjhe...to kabih koi bih takleef naa de.........................
                    Last edited by aroosa; 1 June 2005, 10:52.

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aik sawal, aik khawahish?

                      Finally result kya nikala...Husband ko kiske taraf hona chahiye...ins saas bahu ke bich meiN pissa koun
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aik sawal, aik khawahish?

                        larki ki life 2 baar shiru hoti he,aik baar parents ke ghar,wahan us ki talim o tarbeyat hoti he.phir next us ke shoher ke ghar,jahan bilkul naey sire se us ko sab poorane sabak bhool kar naey sabak naey tor tareeke seekhne parte hen.aik esa poda jis ko aik zameen se ukhaar kar dusri zameen me lagaya jata he ab ye plant per depned karta he ke wo wahan kese apni jaren bana pata he ya thak kar sookh jata he.

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aik sawal, aik khawahish?

                          Originally posted by shy
                          larki ki life 2 baar shiru hoti he,aik baar parents ke ghar,wahan us ki talim o tarbeyat hoti he.phir next us ke shoher ke ghar,jahan bilkul naey sire se us ko sab poorane sabak bhool kar naey sabak naey tor tareeke seekhne parte hen.aik esa poda jis ko aik zameen se ukhaar kar dusri zameen me lagaya jata he ab ye plant per depend karta hai ke wo wahan kaise apni jaRen bana pata he ya thak kar sookh jata he.
                          Oh jaanu ! kya baat kahe...really appreciated
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aik sawal, aik khawahish?

                            laRke laRkiyoN ki tarah bewaqoof nahiN hote jo unheN kisi ki nasihat ki zaroorat paRegi.



                            Lerkio ki tarah nahe..un sy zadaa baywakoof hooty hain ..

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aik sawal, aik khawahish?

                              Originally posted by shy
                              larki ki life 2 baar shiru hoti he,aik baar parents ke ghar,wahan us ki talim o tarbeyat hoti he.phir next us ke shoher ke ghar,jahan bilkul naey sire se us ko sab poorane sabak bhool kar naey sabak naey tor tareeke seekhne parte hen.aik esa poda jis ko aik zameen se ukhaar kar dusri zameen me lagaya jata he ab ye plant per depned karta he ke wo wahan kese apni jaren bana pata he ya thak kar sookh jata he.
                              umm shy bohat he achii baat kahe aap nay..:rose
                              mager ager us plant ki nae jaga per care nahe kere ja'ay ge to obviously wo sookh ja'ay ga na..chahy wo apna khud kitne bhe koshish ker lay ..

                              Comment


                              • #30
                                Re: Aik sawal, aik khawahish?

                                bohat achi baat kahiey shy ne...:)

                                Comment

                                Working...
                                X