Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sleep apnea

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sleep apnea

    Sleep apnea.
    yah sleep apnea bohat hi khternak hota hai, is say heart attack aur falij (Apoplexy) ka sabab banta hai.
    is main hota yah hai kay insaan sotay hoay sanns rok leta hai, aur is ki waja say heart ko zada kaam karna parta hai. jo kay high blood presure bar jata hai. dimag ko Oxygen nahi miti jis say wo demage hosatka hai. yahni insaan sotay ho 10 say 50 second tak sans rok leta hai,

    hamray mashoray main ager koi khratay leta ho to log uska mazaq urtay hai kay yah kharatay lay raha normalay is ki waja kuch aur bhi hosakti hai. ammoman ham khatay hain kay thakawat ki waja say lay raha hai.

    is ki kuch nishaniya hai:

    Kharatay lena
    din bhar thakawat (sust pan)
    TV dekhtay hoay din main neen aa jana
    Meeting main Need aana
    Beth kar book reading main neend ka aana
    kisi say baat kartay hoay so jana
    one hrs say zada drive karatay hoay ankh ka lag jana

    ager Aisa kuch mehsos karay to please apnay Dr. say rojo karay.

    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Working...
X