Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
کامیابی کے رہنما اصول
Collapse
X
-
Tags: None
-
-
-
Re: کامیابی کے رہنما اصول
mujhay tu yeh saray hi point achay lagay thay ... kai points pehlay perhay bhi hain... lakin andaaz e bayan ki bhi tu baat hoti hai naaaa
Comment
-
Re: کامیابی کے رہنما اصول
Originally posted by *Rida* View Postmujhay tu yeh saray hi point achay lagay thay ... kai points pehlay perhay bhi hain... lakin andaaz e bayan ki bhi tu baat hoti hai naaaa
Mera neighbour he. Mashallah se shadi shuda aur bachi ka baap he. Us ka abba ji Saudia mein hotay hein aur 10 saal se wapis nahi aaye. Jub bhi usay koi masla hota he wo apne abba se help leta he aur wo usay Saudia se paisay baij dete hein. Halanke yeh khud bhi 6 maheenay saudia rehta he aur baki 6 maheenay Pakistan. Aur saudia mein independently kaam kerta he. Lekin jub usay financial support nahi milti to apne baap per he laan taan kerne lagta he.
Ub aik 30 plus ko yeh ziab deta he ke wo apni nakaami ka sehra aik dhahai se bhi ziada apne baap per daalta rahay halanke usay khud bhi kafi mookay milay hoon establish honay ke aur us ki na'ehli aaray aa gai?:thmbup:
Comment
-
Re: کامیابی کے رہنما اصول
Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
Agree, sub point achay hein aur sabhi valid hein. Lekin in points ko hum sub loog samajtay bhi hein acknowledge bhi kerte hein. Implement ka masla wo alag baat he. Lekin number 3 point aisa he jo bohat ziada loogon ki samaj mein nahi aata ya wo loog dil se isay accept nahi kerte.
Mera neighbour he. Mashallah se shadi shuda aur bachi ka baap he. Us ka abba ji Saudia mein hotay hein aur 10 saal se wapis nahi aaye. Jub bhi usay koi masla hota he wo apne abba se help leta he aur wo usay Saudia se paisay baij dete hein. Halanke yeh khud bhi 6 maheenay saudia rehta he aur baki 6 maheenay Pakistan. Aur saudia mein independently kaam kerta he. Lekin jub usay financial support nahi milti to apne baap per he laan taan kerne lagta he.
Ub aik 30 plus ko yeh ziab deta he ke wo apni nakaami ka sehra aik dhahai se bhi ziada apne baap per daalta rahay halanke usay khud bhi kafi mookay milay hoon establish honay ke aur us ki na'ehli aaray aa gai?
yeh tu waqai ghalt baat hai .......
apni responsibility ka ehsaas bhi hona chahiye aur mujhay tu lag raha hai us kay sath aur bhi kuch problems hon gi .. sust ul wajoud hoga ,, la parwa, aur ghair mustaqil mizaj lag raha hai banda... aik aur baat abba ji ko bhi tu chahiye tha shro mein hi bawar kar wa daitay ...tjora ehsaas e zimme dari us mein develop kartay .....is banday ko halwa paka kar diya gaya hoga hamesha ..khud pakaay ki zehmat nahin ki hogi us nay.... M i right.?
Comment
-
Re: کامیابی کے رہنما اصول
Sis jo hawai kalay bana k rehte hein wo ziada ouncha soochtay hein aur krte kuch nahi. Larkay jaidad ka batwara honay aur uske baad he koi kaam shuru krne k chakron main 10,10 saal kuch nai kerte. Main ne latadaad aisay cases dekhay hein aur aisi mentality k loog dekhay hein. Aik larkay se poocha k tum kia krte ho to kehta he mein ne kia krna he mere 2 bhai spain hotay hein :lol:thmbup:
Comment
-
Re: کامیابی کے رہنما اصول
Originally posted by Mr. Sialkoty View PostSis jo hawai kalay bana k rehte hein wo ziada ouncha soochtay hein aur krte kuch nahi. Larkay jaidad ka batwara honay aur uske baad he koi kaam shuru krne k chakron main 10,10 saal kuch nai kerte. Main ne latadaad aisay cases dekhay hein aur aisi mentality k loog dekhay hein. Aik larkay se poocha k tum kia krte ho to kehta he mein ne kia krna he mere 2 bhai spain hotay hein :lol
Comment
Comment