Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

First aid...........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • First aid...........

    Aslam O Alaikum all


    Kiya aap jaante hein First Aid kya he??

    Emergency ki soorat mein (jabh tak medical aid nhi mil paati) aap ko ilm he ke kya kerna chahye?ye emergency koi bhi injur, behoshi dard ya koi aur wjha bhi ho sati he

    Agger aap jaante hein k kiya/kese kerna he to aapka yeh chota sa qadam insaan ko jismaani/demaaghi nuqsaan se bcha sakta he..................

    Iss per aap apne comments dein......

    aap ke comments ko mudh e nazr rakhte hue Inshallah jald hi aisa silsla shuru kerein ge...jiss aap kuch na kuch seekh pain ge:rose


    sigpic

  • #2
    Re: First aid...........

    WS,

    I had very bad experience in this line. Khair sub ko awareness honi chahiye
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: First aid...........

      M-S:bht shukriya aap ka is thread mein reply kerne ka.....:rose
      wese lgta he meri qaum bht ba shaur he iss muamle mein...woh jaaante hein ke kabh kya krna he:khi:

      agger ho sakke to issue bta skte hein...........if it is private/confidential, then ot's OK for you to not share


      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: First aid...........

        Not that confidential. Actually 3 saal pehlay ki baat he mere chacha ki tabiyat kharab thi. Muj se aur mere bhai un ko dekhne gaye un se baatein kertay rahay. Soocha unhein hospital le ker jata hoon ta ke un ki tabiyat theek ho jaye. Mujay kuch idea nahi tha ke unki condition kis level tak kharab he, car ki rear seat pe lataya to wo aankhein pheerne lagay. Mein ne unhein first aid dene ki bajaye dil ko pump kerne ki bajaye gari hospital ki taraf bagai. Raat ka waqt tha koi 7, 8 minute mein hospital pohanch gaya, lekin un ki death ho chuki thi tub tak.
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: First aid...........

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Not that confidential. Actually 3 saal pehlay ki baat he mere chacha ki tabiyat kharab thi. Muj se aur mere bhai un ko dekhne gaye un se baatein kertay rahay. Soocha unhein hospital le ker jata hoon ta ke un ki tabiyat theek ho jaye. Mujay kuch idea nahi tha ke unki condition kis level tak kharab he, car ki rear seat pe lataya to wo aankhein pheerne lagay. Mein ne unhein first aid dene ki bajaye dil ko pump kerne ki bajaye gari hospital ki taraf bagai. Raat ka waqt tha koi 7, 8 minute mein hospital pohanch gaya, lekin un ki death ho chuki thi tub tak.
          Very very sad...ke aap shaed un ko bcha sakte teh..agger Allah Tala ne unki zindgi brrhai hui thi....kitna afsoos hota he insaan ko yh soch ke...lekin in the heat of the moment aap ne toh yeh zroori smjha k unko jald az jaldi medical experts k paas phonchaya jaye...kiyuhnke aisi haalet mein her second bht keemti hota he.

          May his soul rest in peace..Ameen


          sigpic

          Comment

          Working...
          X