Sahi waqt paani peene sey insaan ke jism ko buhat sey mufeed fayede hotay hen...
- Khana khaane sey aadha ghanta ( Half an hour) pehle 2 glass paani peene se hazma drust rehta hai.
- Subha uth ke 1 glass paani peene sey jism ke tamaam internal organs sahi kaam karte hen.
- Raat ko soone se pehle 1 glass paani peene se Heart Attack hone ke chances minimum hote hen.
- Bath lene ke baad 1 glass paani peene se blood pressure low nahi hota.
Stay save.

Comment