//
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
والدین اور بچے کے درمیان دوری کیوں
Collapse
X
-
Re: والدین اور بچے کے درمیان دوری کیوں
Assalaam-O-Alaikum Saraah
Bohat hi khoobsurat article share kia hay aap nay, waqayi bachoon ko sahi tawajaa daina aur unki sahi parwarish karna har waldain ka farz hay kabhi bachoon ko bohat laad pyar bigaaR daita hay aur kabhi ghussa unsay doori paida kar daita hay.... waldain ko aik bohat hi matured aur darmiyana rawayeya apnan chayeh aur apnay bachoon ki parwarish main jahan pyar aur mohabbat wahan kuch ghussay ka izhaar bhi zaroori hota hay.
Thank for sharing with us, aur isi tarah apni achi achi posts hum sab say share karti rahyeh, shukriya.
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Fi Amaan ALLAHsigpic
-
Re: والدین اور بچے کے درمیان دوری کیوں
iss liye ke maahn ne bhi chand mah ke bache ko nursery mein chorr ker wapis job per jana he...career wali khatoon jo huin........society mein status kum nahi ho jai ga maa ka???aur log bhi to kahen ge ke kesi paaindu aurat he bache ko sanbhalne khud ghar bath gai, yeh nauker kiss liye Allah ne banaye hein.
Aur baap ka kiy a farz he?????iss topic ko main shurruh na hi karuhn to behter he
sigpic
Comment
Comment