Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aansu Bahayen/sehat K Liye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aansu Bahayen/sehat K Liye

    .........
    Attached Files
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

    Nice post. waisay bhi iss country main ab sirf roonay k ilawa reh kia gya hai...Sudden deaths, inflation, voilance, sucide bombing, jobs problems, business problems, marraige problems, divorce, love marraige k masail, saas bahoo k jhgaray etc etc...all fully provides u opportunities for weeping.:embarasse:embarasse

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #3
      Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

      Originally posted by saraah View Post
      .........

      Nice post saraah par yeh aunty roo kaysay rahi hain lag rah ahai tumnay chukti lay k rulaya hai:khi:

      meray khiyal main jab Onion kattay hain to us say ansoo behtay hain us main bhi koi faida zaror hoga Allah taala qudrat walay hain bayshaq

      Comment

      • #4
        Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
        , saas bahoo k jhgaray .:embarasse:embarasse
        jhagray ab sas bahu say barh chukay hain waledain aur olad tak pohanch gay hain

        Comment

        • #5
          Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

          Originally posted by <<Muqadas>> View Post

          Yes! it can also be included..:mm:

          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment

          • #6
            Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            Nice post. waisay bhi iss country main ab sirf roonay k ilawa reh kia gya hai...Sudden deaths, inflation, voilance, sucide bombing, jobs problems, business problems, marraige problems, divorce, love marraige k masail, saas bahoo k jhgaray etc etc...all fully provides u opportunities for weeping.:embarasse:embarasse
            yani hum aur kuch na sahi...aansuon me khud kafeel hain.......:khi:

            Originally posted by <<Muqadas>> View Post
            Nice post saraah par yeh aunty roo kaysay rahi hain lag rah ahai tumnay chukti lay k rulaya hai:khi:

            meray khiyal main jab Onion kattay hain to us say ansoo behtay hain us main bhi koi faida zaror hoga Allah taala qudrat walay hain bayshaq
            u naughty...........teddy...me tou chutki nae kaat,ti.........372-shock
            yesss......onoin cutting se jo aansu nikltain hain na.......uss se aankhen saaf hojati hain.....yeh meri kzn ka kehna hai.......:lpop:
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

              onoin cutting se jo aansu nikltain hain na.......uss se aankhen saaf hojati hain.....yeh meri kzn ka kehna hai.......:lpop:[/quote]

              Iss ka faida tu sirf females hi utha saktee hain...

              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment

              • #8
                Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                onoin cutting se jo aansu nikltain hain na.......uss se aankhen saaf hojati hain.....yeh meri kzn ka kehna hai.......:lpop:
                Iss ka faida tu sirf females hi utha saktee hain...[/quote]

                magar aksar females ko mainay dekha hai woh khud piyaz say dor bhagte hain
                aur male hazrat bhi onion say apni ankhon ki safai karsaktay hain is pay koi pabandi nahi:donno:

                Comment

                • #9
                  Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                  Originally posted by saraah View Post
                  yani hum aur kuch na sahi...aansuon me khud kafeel hain.......:khi:

                  u naughty...........teddy...me tou chutki nae kaat,ti.........372-shock
                  yesss......onoin cutting se jo aansu nikltain hain na.......uss se aankhen saaf hojati hain.....yeh meri kzn ka kehna hai.......:lpop:
                  han cousin ko maloom hoga na sarah nay piyaz nahi katni islia faiday bata k katwanay ki koshish kar rahi hon gen :P

                  nice info sarrah:)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                    magar aksar females ko mainay dekha hai woh khud piyaz say dor bhagte hain
                    aur male hazrat bhi onion say apni ankhon ki safai karsaktay hain is pay koi pabandi nahi:donno:[/quote]

                    O.k! kal say main bhi yeh kaam shuroo kerta hoon. Lykin yeh na ho k aankhain bikul hi saaf hu jain. Aur lathi paker k chalnay paray.

                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                      magar aksar females ko mainay dekha hai woh khud piyaz say dor bhagte hain
                      aur male hazrat bhi onion say apni ankhon ki safai karsaktay hain is pay koi pabandi nahi:donno:
                      O.k! kal say main bhi yeh kaam shuroo kerta hoon. Lykin yeh na ho k aankhain bikul hi saaf hu jain. Aur lathi paker k chalnay paray.[/quote]

                      :D:kal say nahi aj say

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        onoin cutting se jo aansu nikltain hain na.......uss se aankhen saaf hojati hain.....yeh meri kzn ka kehna hai.......:lpop:

                        Iss ka faida tu sirf females hi utha saktee hain...
                        aik tareeka hai... contact lenses pehan ker onion kaatne se kabih bih ansoo nahi nikalte :wk

                        Saraah@

                        achi posting hai, sehat kai liye Ansoo zaroori hain , aaj maloom hua... mai samjhti thi aab tak meri Sehat inhi Ansoou ki wajah se pata nahi kharab hochuki hogi, aur mujhe pata nahi :D:
                        Last edited by Khala@Saleema; 5 January 2009, 12:52.

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                          Originally posted by Khala@Saleema View Post
                          aik tareeka hai... contact lenses pehan ker onion kaatne se kabih bih ansoo nahi nikalte :wk

                          Saraah@

                          achi posting hai, sehat kai liye Ansoo zaroori hain , aaj maloom hua... mai samjhti thi aab tak meri Sehat inhi Ansoou ki wajah se pata nahi kharab hochuki hogi, aur mujhe pata nahi :D:
                          uhu piyare khala kia howa appko

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                            Originally posted by Khala@Saleema View Post
                            aik tareeka hai... contact lenses pehan ker onion kaatne se kabih bih ansoo nahi nikalte :wk

                            Saraah@

                            achi posting hai, sehat kai liye Ansoo zaroori hain , aaj maloom hua... mai samjhti thi aab tak meri Sehat inhi Ansoou ki wajah se pata nahi kharab hochuki hogi, aur mujhe pata nahi :D:
                            Aansoo sehat k liye uss waqat mufeed hotay hain jab woh khushi k aansoo hon ya Allah k samnay nadamat k aansoo hon. Ager ansoo paraisahnyon mainbahay jain tu nuqsan day sabit hoaty hain.

                            WE SHOULD NOT SAY; OH! GOD I HAVE PROBLEMS.
                            WE SHOULD SAY, OH! PROBLEMS I HAVE A GOD.

                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aansu Bahayen/sehat K Liye

                              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                              Aansoo sehat k liye uss waqat mufeed hotay hain jab woh khushi k aansoo hon ya Allah k samnay nadamat k aansoo hon. Ager ansoo paraisahnyon mainbahay jain tu nuqsan day sabit hoaty hain.

                              WE SHOULD NOT SAY; OH! GOD I HAVE PROBLEMS.
                              WE SHOULD SAY, OH! PROBLEMS I HAVE A GOD.
                              I agree, bohat achi baat kahi aapne bhanje.... waqiye mai, jo ansoo hum khuda tallah kai aagai bahate hain, us mai aik ajeeb sa sakoon hota hai.

                              Comment

                              Working...
                              X