Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Saudia Arabia

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Saudia Arabia

    Originally posted by Aanchal View Post
    kisi kay paas pic's or info nahi hai share karnay ko :donno:
    تم نے کہیں یہیں فورم پر تو عمرہ کرنے کا نہیں سوچ لیا

    Comment

    • #17
      Re: Saudia Arabia

      وعلیکم السلام
      آنچل عنقریب عازم سعودیہ ہونے والی ہیں اس لئے وہاں کے بارے میں زیادہ سے زیادہ معلومات حاصل کر رہی ہیں
      زندگی کے پہلے عمرہ پر تو مجھے کچھ ہوش نہیں تھا بس میں تھا اور اپنی کم مائیگی و کم حیثیت کا احساس کہ کہاں میں اور کہاں یہ جگہیں
      اس کے بعد کئی عمرے کئے الحمدُللہ
      حرم شریف سے لے کر غار حرا اور کئ متبرک جگہوں کی تصاویر لیں لیکن یہاں شئیر نہیں کر سکتا۔
      آپ گوگل پکچرز پر سے ہر جگہ کی پکچرز دیکھ سکتی ہیں۔
      :star1:

      Comment

      • #18
        Re: Saudia Arabia

        Assalaam-O-alaikum

        Mera Saudi Arabia jaanay ka bohat baar itifaaq hua hay, mostly UMRA ada karnay ka aur itifaaq say aap ka thread sahi waqt per aaya kiyon kay main aik baar ALLAH SWT kay fazal say UMRA karnay aur Nabi-e-Karim SAW kay roudha-e-Mubarak ki ziyarat karnay jaa raha hoon on 12/4/2012 (Baroz jumairaat). Good thing about my trip is that I will be traveling in Jeep (offcourse driven by me) from Al-Khobar which is approximately 1050KM away from Makkah Mukarrama.

        INSHALLAH, rastay main achi tasweerain loonga and will share here :)

        Waisay Saudia Arabia main bhi bohat kuch hay dekhnay kay liye, specially Riyadh, Jeddah and Dammam and very advanced cities, bohat say hotels aur international food chains are in Saudia.

        Raastay main bohat say "ISTRAAHA" hain jahan per aap ko fuel station, pharmacy, Masjid, restaurants, Book and Cassette store, chai cafe store etc mil jaata hay, main pehlay bhi 2 baar isi tarah DRIVE kartay huway Khana-e-kaaba aur Madina Munawarra gaya hoon.
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Saudia Arabia

          Originally posted by thefire1 View Post

          ارے واہ آپ بھی "الخبر"میں ہوووو

          اور مزیداتفاق کہ اسی مہینے میرا بھی ارادہ ہے کہ اللہ جی کے در پر حاضر ہوسکوں

          اللہ جی آپ کی حاضری قبول فرمائیں اور عمرہ ادا کرنے میں آسانیاں فرمائیں آمین۔
          :star1:

          Comment

          • #20
            Re: Saudia Arabia

            Nahin bhai main Al-Khobar main nahin hoon, balkay 12 April ko poohanch jayoon ga INSHALLAH aur wahan say apnay safar ka aghaaz karoon ga MAKKAH mukarramma jaanay kay liye, JUMA ki namaaz INSHALLAH Haram shareef main paRhnay kay baad Sarkaar-e-do aalam ki bargaah main salami paish karnay jayoon ga aur INSHALLAH maghrab aur ISHA ki namaaz masjid-e-nabwi main ada kar kay raat ko qayaam MADINA main aur phir wapsi aglay din:)

            ALLAH SWT aap ko niyat ko qubool karay aur UMRA karnay ki sa'adat naseeb farmayay AMEEN
            Originally posted by Pagal1 View Post

            ارے واہ آپ بھی "الخبر"میں ہوووو

            اور مزیداتفاق کہ اسی مہینے میرا بھی ارادہ ہے کہ اللہ جی کے در پر حاضر ہوسکوں

            اللہ جی آپ کی حاضری قبول فرمائیں اور عمرہ ادا کرنے میں آسانیاں فرمائیں آمین۔
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: Saudia Arabia

              Originally posted by thefire1 View Post
              Assalaam-O-alaikum

              Mera Saudi Arabia jaanay ka bohat baar itifaaq hua hay, mostly UMRA ada karnay ka aur itifaaq say aap ka thread sahi waqt per aaya kiyon kay main aik baar ALLAH SWT kay fazal say UMRA karnay aur Nabi-e-Karim SAW kay roudha-e-Mubarak ki ziyarat karnay jaa raha hoon on 12/4/2012 (Baroz jumairaat). Good thing about my trip is that I will be traveling in Jeep (offcourse driven by me) from Al-Khobar which is approximately 1050KM away from Makkah Mukarrama.

              INSHALLAH, rastay main achi tasweerain loonga and will share here :)

              Waisay Saudia Arabia main bhi bohat kuch hay dekhnay kay liye, specially Riyadh, Jeddah and Dammam and very advanced cities, bohat say hotels aur international food chains are in Saudia.

              Raastay main bohat say "ISTRAAHA" hain jahan per aap ko fuel station, pharmacy, Masjid, restaurants, Book and Cassette store, chai cafe store etc mil jaata hay, main pehlay bhi 2 baar isi tarah DRIVE kartay huway Khana-e-kaaba aur Madina Munawarra gaya hoon.
              Wa Alaikum Aslam,

              All the best to you brother. Have a wonderful time in Saudi Arabia. Allah aap ka Umrah kabool farmaye. Wahan ja ke hamein bhi apni duaaon mein yaad rakhiye ga
              :thmbup:

              Comment

              Working...
              X