Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

From the Camera of thefire1 Part 3

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • From the Camera of thefire1 Part 3

    Assalaam-O-alaikum Dostoon

    It has been a long long time that I have posted some images from my camera..... Aaj main yahan yeh silsila phir say shuroo kar raha hoon, umeed hay aap ko pasand aayay ga... :)
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: From the Camera of thefire1 Part 3

    Walaikum Assalaaam

    Ali bhai, nihayat khubsorat photography ki hai aap ne ...... pics dekh kar buhat acha laga

    Comment


    • #3
      Re: From the Camera of thefire1 Part 3

      boht khoob ................pehle pic mein jo nice and crisp si dhoop he uss mein iss waqt boht hi jealous ho rahi huuhn!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!(hamaare hahn to intehai dull mausam he!!!!!!!!!!)

      kitni qistuhn mein pic post karehn ge app!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!sirf do hi kiyuhn!!!!!


      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: From the Camera of thefire1 Part 3

        اسلام وعلیکم
        بہت اچھا سلسلہ شروع کیا ہے لیکن صرف دو؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟
        باقی کا انتظار کب تک؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟
        :star1:

        Comment


        • #5
          Re: From the Camera of thefire1 Part 3

          و عليكم السلام

          pehley post hi nai kar rahey they...or ab post ki pics tu itnii kanjoosi se...
          .......................!!!!!

          Comment


          • #6
            Re: From the Camera of thefire1 Part 3

            Shukriya Khan Sahba

            Iss masji ki tameer saltan-e-usmaania kay dour main hoyee thi aur iss ko BLUE MOSQUE kay naam say jaana jaata hay, bohat hi khoobsurat masjid hay MASHALLAH main nay yahan do rakaat sunnat "Tahniyat-e-masjid" bhi ada ki iss masjid main.... BLUE mosque issay iss liye kaha jaata hay kiyonki yahan per BLUE color kay colourful ceramic WALL TILES use kiye gayain hain!

            Doosri tasweer BOSPHORUS ka area hay aur jo BRIDGE aap ko tasweer main nazar aaraaha hay uss ki khaas baat yeh hay kay yeh duniya ka wahid bridge hay jo EUROPE aur ASIA ko srif 5 minutes drive main connect karta hay... kiyonki ISTANBUL ka aadha hissa EUROPE main hay aur aadha hissa ASIA main..

            Issi liye yeh tasweerain kaafi ahmiyat ki haamil hain :-)



            Originally posted by Mr.Khan View Post
            Walaikum Assalaaam

            Ali bhai, nihayat khubsorat photography ki hai aap ne ...... pics dekh kar buhat acha laga
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: From the Camera of thefire1 Part 3

              Bohat shukriya u_r :)

              Iss masji ki tameer saltan-e-usmaania kay dour main hoyee thi aur iss ko BLUE MOSQUE kay naam say jaana jaata hay, bohat hi khoobsurat masjid hay MASHALLAH main nay yahan do rakaat sunnat "Tahniyat-e-masjid" bhi ada ki iss masjid main.... BLUE mosque issay iss liye kaha jaata hay kiyonki yahan per BLUE color kay colourful ceramic WALL TILES use kiye gayain hain!

              Doosri tasweer BOSPHORUS ka area hay aur jo BRIDGE aap ko tasweer main nazar aaraaha hay uss ki khaas baat yeh hay kay yeh duniya ka wahid bridge hay jo EUROPE aur ASIA ko srif 5 minutes drive main connect karta hay... kiyonki ISTANBUL ka aadha hissa EUROPE main hay aur aadha hissa ASIA main..

              Issi liye yeh tasweerain kaafi ahmiyat ki haamil hain :-)


              Baaqi bhi jald hi karoon ga! INSHA-ALLAH



              Originally posted by u_r View Post
              boht khoob ................pehle pic mein jo nice and crisp si dhoop he uss mein iss waqt boht hi jealous ho rahi huuhn!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!(hamaare hahn to intehai dull mausam he!!!!!!!!!!)

              kitni qistuhn mein pic post karehn ge app!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!sirf do hi kiyuhn!!!!!
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                Walaikum Assalaam

                INSHA-ALLAH mazeeb bhi post karta hoon jald hi :)

                Shukriya

                FI amaan ALLAH

                Originally posted by S.A.Z View Post
                اسلام وعلیکم
                بہت اچھا سلسلہ شروع کیا ہے لیکن صرف دو؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟
                باقی کا انتظار کب تک؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                  Sabar rakhain.... INSHA-ALLAH aur bhi post karta hoon :)


                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  و عليكم السلام

                  pehley post hi nai kar rahey they...or ab post ki pics tu itnii kanjoosi se...
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                    :garmi:yeh tasaweer huin ...ya kuch aur ho gain, jo aap se upload nahi ho paa rahi


                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                      Yeh tasaweer Cyprus main lee hain...

                      1. Inn main MASJID hay jisay Jaffer Pasha Masjid kaha jaata hay
                      2. Paani main aik sadiyoon purani kashti kay ruins milain hain jisay proper temprature main preserve kia gaya hay, kehtay hain kay yeh kashti taqreeban 2000 saal puraani hay!
                      3. St. Hilarious qilla hay jo North cyprus main hain aur disney world main towers ko isi qilay say insipre hokar banaya gaya hay.
                      4. St. Lazarus church.. saltant-e-usmaania kay dour main issay "women prison" kay tour per istimaal kia jaata tha.
                      5. Sunset ... bohat hi khoobsurat lagta hay, tasweer say acha real main:)

                      will share others soon.


                      Attached Files
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                        aur bhi post karein na


                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                          zaroor :)
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                            Originally posted by thefire1 View Post
                            zaroor :)
                            hahn laare lagai jaain aap


                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: From the Camera of thefire1 Part 3

                              coooooooooooooooooool

                              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                              Comment

                              Working...
                              X