jub hamarii xindagii dhoka hoti hai logoon k liye tu theek hai...laikin jub khud k liye dhoka bun jaye..tu wo xindagi Bad'tareen xindagii hai..
Insaan sirf dosroon ko dikhaney k liye kitney chehrey badalta hai..Naqlii Muskurahat muskurata hai jub k dil....
:nc:
Ap ki Niyat..:rose
Aqal ki maazoori , jism ki mazoorii se bad'tar hai..
Do log aik hi khirrkii se daikh rahey hain..Aik Sitaaron ki taraf or doosra Keecharr ki taraf..
Bharii dunya main Tanha..
Aik candle jalo lo behter hai is sey k ap saari xindagi bait'h k andherey par la'nat bhejein..
Xindagii mai kabhi mayoos nai hona chahye...
isey daikh kar aik kahanii yaad ayii..aik baitey ki jis ne apnii maan ko qatal kiya tha..
Koi bata sakta hai kya farq parrta hai aisey insaan ki xindagii ya mout se...
rehna is ne akeley hi hai ..zameen k ooper bhi or neechey bhi...
What Life???
I see no life..
I'm in d dark here..
Ilm roshni hai...
Kabhi kabhi kisi aik ki kamyaabi dosrey ki marhoon'e'minnat hoti hai..
Kuch bac'hey kaghaz k jahaaz sey bhi darr jaatey hain jub k kuch or...
Ufffffffffffff yeh zulam....
Comment