assalam alekum
turkey janay ka itfaq hua wahan k topkapi museum me 2 hesay hain. 1 Islami aur dusra modern.
Islami sections me yeh tasveerein banwai theen:
1 tasveer me woh 2 talwaren hain jin ko Rasool Akram Sallallaho Alehe wa Sallam k dast e mubarak ko chumnay ka sharf hasil hua hai. ji yeh dono talwaren Rasool Akram Sallallaho Alehe wa Sallam ki hain.
2 tasveer me khulfa e rashideen ki talwaren hain upar se nechay tarteeb yun hai:
1. Hazrat Abu Bakr Radi Allaho Tala Anh
2. Hazrat Umar Radi Allaho Tala Anh
3. Hazrat Usman Radi Allaho Tala Anh
4. Hazrat Ali Radi Allaho Tala Anh
3 tasveer me Hazrat Khalid bin Waleed Radi Allaho Tala Anh ki talwaren hain jin ko Rasool Akram Sallallaho Alehe wa Sallam ne saifullah yani Allah ki talwar k khitab se nawaza tha.
4 tasveer Kabatullah k darwazay ki hai jo k taqreeban 700 sal purana hai.

Comment