Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Urdu Lateefy
Collapse
X
-
Re: Urdu Lateefy
Haha - adbi shagoofey adbi log hi samjhein...
Aap ko apni zindagi ka aik waqeya sunata chaloon....
Main aik toota phoota waqt paas shaair hoon. Jab teenage mein Pakistan geya to wahan per aik aala zauq rakhney wali Soofi Sahib sey dosti ho gaii. Soofi Sahib aik mash'hoor shaair Mustafa Zaidi key janeney walon mein sey they. Soofi Sahib ney kaha:
"Masood tumhein shaairi ka shauq hai. Merey college key zamaney ki aik ghazal hai, uska aik misra hai, mujhey uska matlab bata do"
Main ney bohat iltijaa ki keh Soofi Sahib main is qabil kahan main to sirf 3 jumaatein parha huwa hoon. Per Soofi Sahib na maaney aur apna aik misra merey samney rakh diya. Misra kuchh yun tha:
Kushta-e-Shokhi-e-rindana nigaah hain ham bhi
Qasam ley lein merey pirr paley aik bhi lafz na aaya. Per woh ba'zid they keh jinko shaairi ka shauq ho, woh mafhoom samajh letey hain. Bohat jaan'mari key baad main ney haar maan li yeh kah ker:
"Soofi Sahib main aap key misrey ka matlab to nahin bata sakta, agar ijazat ho to issey mukamal kar doon?" - Soofi sahib ney khushi aur hairat sey kaha "Zaroor"
Merey munh sey bar'jasta nikal gey:
"kushta-e-shokhi-e-rindana nigaah hain ham bhi
kisi ULLU KI PATHI key gham mein tabah hain ham bi"tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Urdu Lateefy
lol sofi sahab se izat ka bhi waqea sunaiye phir :l4:Originally posted by Masood View PostHaha - adbi shagoofey adbi log hi samjhein...
Aap ko apni zindagi ka aik waqeya sunata chaloon....
Main aik toota phoota waqt paas shaair hoon. Jab teenage mein Pakistan geya to wahan per aik aala zauq rakhney wali Soofi Sahib sey dosti ho gaii. Soofi Sahib aik mash'hoor shaair Mustafa Zaidi key janeney walon mein sey they. Soofi Sahib ney kaha:
"Masood tumhein shaairi ka shauq hai. Merey college key zamaney ki aik ghazal hai, uska aik misra hai, mujhey uska matlab bata do"
Main ney bohat iltijaa ki keh Soofi Sahib main is qabil kahan main to sirf 3 jumaatein parha huwa hoon. Per Soofi Sahib na maaney aur apna aik misra merey samney rakh diya. Misra kuchh yun tha:
Kushta-e-Shokhi-e-rindana nigaah hain ham bhi
Qasam ley lein merey pirr paley aik bhi lafz na aaya. Per woh ba'zid they keh jinko shaairi ka shauq ho, woh mafhoom samajh letey hain. Bohat jaan'mari key baad main ney haar maan li yeh kah ker:
"Soofi Sahib main aap key misrey ka matlab to nahin bata sakta, agar ijazat ho to issey mukamal kar doon?" - Soofi sahib ney khushi aur hairat sey kaha "Zaroor"
Merey munh sey bar'jasta nikal gey:
"kushta-e-shokhi-e-rindana nigaah hain ham bhi
kisi ULLU KI PATHI key gham mein tabah hain ham bi"
Comment
-
Re: Urdu Lateefy
Originally posted by SheeN View Postlol sofi sahab se izat ka bhi waqea sunaiye phir :l4:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment