Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khana pakanay ka tareeqa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khana pakanay ka tareeqa

    Ek mohtarma nay khwateen ka program sun-nay k lieey Radia on kiya to ek heeband per ba yak waqt 2 station chal rahay thay .Ek se khana pakanay ki tarkeeb nashar ki jaa rahi thi to doosrey se fitness k liey exercise k tareeqay bataey jaa rahay thay .
    Unhon ney pen paper ley k recipe note karna shuru ki aur prog: k end per recipe kuch yun thee .....
    "Kisi pyali mein maida ley kar isey apnay kaandhon tak ooper lay jaaen, ghutno mein kham na paray. Eriyon per poora zor daalein Aur phir ise milk k half pyali mein mila kar khoob beat karein, 8 dafa ye amal dohraen, Adha chamach khameer k saath saans ander khenchein. taangein phela kar 2 eggs ko beat karein.Is k baad aaram se saans lein. Aur bowl mein daal kar seedhay kharay ho jaen. Is k baad farsh per layt k egg ki safedi ko Achhi tarha mila lein phir 10 minute tak Aag per rakhein aur khoob massage karein. Akhir mein sir neechay aur taangein ooper kar k balaeey k saath nosh farmaen, bohat laziz hoga"
    sigpic

  • #2
    Re: Khana pakanay ka tareeqa

    Originally posted by Jhumroo
    hahahahahahaahahhahahaahahaha hahahahahahaahahhahahaahahaha hahahahahahaahahhahahaahahaha hahahahahahaahahhahahaahahaha hahahahahahaahahhahahaahahaha hahahahahahaahahhahahaahahaha
    i CAN seem to STOP laughing! can i plz?

    no keep continue ji :zuban: ....pher kaho gay hasnay wee nahin dita
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 25 February 2006, 22:25.
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Khana pakanay ka tareeqa

      Assalaam o alekum,


      hahahahahahahahahahahahahahahaa zabardast :thmbup: :thmbup: :thmbup: hunste hunste buraa haal ho gayaa shukriyaa share kernien kaa khush rahien
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: Khana pakanay ka tareeqa

        :kr:

        aurtian itni bewakoof to nahi hoo saktian
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: Khana pakanay ka tareeqa

          Originally posted by Aanchal
          :kr:

          aurtian itni bewakoof to nahi hoo saktian
          haan ji sahi kaha aap nay Aanchal ......lekin ye aunty kuch theen bewaqoof jabhi bechari is tarha se cooking karnay k liey ready ho gaey theen...:khi:
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Khana pakanay ka tareeqa

            Assalaam o alaikum
            good g zabardast hamaray liay to yai taqreeban hasb e haal hi banta hay!
            aanchal ka khyaal hay k " itni baywaqoof nahi hoteeN " to khud hi bata do k kitni baywaqoof hoti haiN? mujhay to yai laga k jaisay sahi tarah tarjumaani nahi kar saki haiN esha iss khana pakanay maiN!
            nice sharing esha keep coming.....
            Wassalaam
            Baykamal

            kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

            Comment


            • #7
              Re: Khana pakanay ka tareeqa

              Originally posted by khurram_shaikh
              Assalaam o alekum,


              hahahahahahahahahahahahahahahaa zabardast :thmbup: :thmbup: :thmbup: hunste hunste buraa haal ho gayaa shukriyaa share kernien kaa khush rahien
              Shukriya pasand karnay ka....:phool: ...Aur Thanks GOD k aap jhumroo ki tarha nahin hanstay ..un ki hansi se to itna khauf aaya mujhey k mujh mein thnaks kehnay ki bhi himmat nahin hueey ....
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Khana pakanay ka tareeqa

                Originally posted by baykamal
                Assalaam o alaikum
                good g zabardast hamaray liay to yai taqreeban hasb e haal hi banta hay!
                aanchal ka khyaal hay k " itni baywaqoof nahi hoteeN " to khud hi bata do k kitni baywaqoof hoti haiN? mujhay to yai laga k jaisay sahi tarah tarjumaani nahi kar saki haiN esha iss khana pakanay maiN!
                nice sharing esha keep coming.....
                Wassalaam
                Baykamal
                g bhi nahin aurtein na itni bewqoof hoty hain na utn:zuban: i...jitnay mard ye to bechari aunty zara confusion mein aisa kar gaeen...
                Anyway..Thanks baykamal..:rose
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Khana pakanay ka tareeqa

                  Salaam
                  qasam lay laiN jo hamm nay kabhi iss qism ki gender war maiN even laffaazzi maiN b hissa lia ho..
                  ho sakta hay k yai behes kuch sanjeeda ho jaayai laikin hamm jitnay logon say pyaar kartay haiN unn maiN mard b haiN aurataiN b haiN sabb k apnay apnay bhais haiN shaayed hamaiN kisi k mutaaliq general maiN kuch ulta kehna hi nahi chahiyai!
                  shayed k teray dil maiN utar jayai meri baat!
                  laikin tarkeeb khoob thi aunty ko to aisi performance pay pride of performance milna chahiyai..
                  Wassalaam
                  Raza Baykamal

                  kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khana pakanay ka tareeqa

                    Originally posted by baykamal
                    Salaam
                    qasam lay laiN jo hamm nay kabhi iss qism ki gender war maiN even laffaazzi maiN b hissa lia ho..
                    ho sakta hay k yai behes kuch sanjeeda ho jaayai laikin hamm jitnay logon say pyaar kartay haiN unn maiN mard b haiN aurataiN b haiN sabb k apnay apnay bhais haiN shaayed hamaiN kisi k mutaaliq general maiN kuch ulta kehna hi nahi chahiyai!
                    shayed k teray dil maiN utar jayai meri baat!
                    laikin tarkeeb khoob thi aunty ko to aisi performance pay pride of performance milna chahiyai..
                    Wassalaam
                    Raza Baykamal
                    Hey Dont take it serious i was just kidding.....
                    aur sahi kaha aap nay wakaeey in ki performance laajwab rahi...:)
                    khush rahiey ..
                    AllahHafiz
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khana pakanay ka tareeqa

                      never mind
                      khaas taur pay females ki baatoN ka ehtaram k saath...laikin darta zaroor hooN k koi meri baat ka na kar jaayai! aap b bohat khush rahiay sada!
                      thanks

                      kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khana pakanay ka tareeqa

                        Originally posted by Jhumroo
                        aurtoN aur mardoN kaa maHaaz kharaa ho gayaa...me :mm:ing k:

                        maiN idhar jaauuN yaa udhar jaauuN
                        baRii mushkil emN huuN ab kidhar jaauuN


                        :mm:

                        u should say
                        maiN idhar jaauuN yaa udhar jaauuN
                        mera khial hai k chupke se bas ghar jaaon...:khi:
                        Aap ziada socha na karein ye unka kaam hai jin k pss sochnay k liey upper portion mein brain bhi ho ..aur yahan to :khi: :budhu:

                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khana pakanay ka tareeqa

                          :lol :lol
                          thanks Eeshaa ji for sharing...........:lol
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          Working...
                          X