Ek topi bechne wala darakht k neeche araam kar raha tha , k achanak kuch bandar us ki saari topiyan utha kar le gaye.
Insan ki naqal karte bandar ka khayal aya to admi ne apni topi utaar ker neeche phenki to bandar ne bhi wesa hi kiya, or admi apni topiyan utha kar chala gaya.
Ghar ja ker us ne ye waqiya apne potey ko sunaya. Ittefaq se saalon bad Pota bhi topiyan bechte hue us darakht k neeche aa betha, or bandar phir topiyan le gaye, usey apne dada ki sunayi hui kahani yaad aayi or us ne apne sar ki poti utaar ker neeche phenk di. ek bandar neeche aya , us topi ko uthaya or admi k ek thappar maar ker bola
"Abey Tu kya sochta hai hamara dada hum ko kahani nahi sunata hoga"

Comment