Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pratical of Psychology !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pratical of Psychology !

    Practical of Psychology

    Aik Professor nay aik Chuhay k aik taraf cake aur dusri taraf chuhay ki bewee (chuhia) rakh di.

    Chuha foran Cake Ki taraf lapka.

    Dusri baar Cake ko badal kar Roti rakhi.

    Chuha Roti ki taraf lapka.

    Is tarah kaaee baar food item badlay.

    Chuha har baar food ki taraf bhaaga.


    Professor students say: Iss ye baat saabit hoti hai ke ghiza (food) hi sabsay bari taqat hai.

    Itnay main last row say aik awaaz aee
    "Sir, aik bar chuhiya bhi badal ke dekh letay"


    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

  • #2
    Re: Pratical of Psychology !

    :lol

    Comment


    • #3
      Re: Pratical of Psychology !

      :lol :lol :lol

      Comment

      Working...
      X