Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mazahiya Shayeri

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mazahiya Shayeri

    Assalaam Alaikum Doston

    Umeed hai ke aap sub theek thaak maze me hun ge apne kharche pe :d

    Is thread me aap ne mazahiya poetry share karni hai.....:thmbup:

    So, lets start....
    :rose



    Count the girls name in this Iqbal's Poetry


    Wohi guftugu Ka andaaz, wohi Shahista Lehja,
    Neelam jam hay Feroza Deedar Lehja,

    Zubaan Me taranum-e-Nighat Ghazali,
    Naghma Dil Awaz Seema Lehja,

    Shereen Kalaam Pe Shama Mehjbeen,
    Tabassum Se Roshan Aara Jamal Lehja,

    Naseem Chali Toh Phail Gayi Khushbu Char So,
    Aur Gul-e-Rukh Se Nuzhat Mehak Lehja,

    Pyaar Ki Tehreem Ko Saher Taq Andaz Likha,
    Aur Farheen K Chaman Sa Ujala Lehja


  • #2
    Re: Mazahiya Shayeri

    wah wah wah ...:D
    kia kehnay
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #3
      Re: Mazahiya Shayeri

      Agar ho Beemar to Dhoond lo Chemist,
      My name is Khan and I'm not a terrorist.
      .
      Apne kharchon per karna parta hai qabu,
      Aik chutki sindur ki qeemat tum kia jano Ramesh babu.
      .
      Call krne sey pehle balance zaror jaanchna,
      Basanti in kutton k saamney mat nachna.

      Comment


      • #4
        Re: Mazahiya Shayeri

        Tum 'Muhabbat' ku kaghzoon k dhair mein dhondtay rahay FARAZ !!
        Jiss main taqdeer thi tumharee uss main koi 'samousay' ley gaya..



        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment


        • #5
          Re: Mazahiya Shayeri

          Woh aaj bhi humain dekh ker muskuratay hain
          Woh aaj bhi humain dekh ker khil khilatay hain
          Yeh tu unn kay bachay 'kameenay' hain
          Jo humain mama jee mama jee keh ker bolatay hain.


          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment


          • #6
            Re: Mazahiya Shayeri

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            Tum 'Muhabbat' ku kaghzoon k dhair mein dhondtay rahay FARAZ !!
            Jiss main taqdeer thi tumharee uss main koi 'samousay' ley gaya..

            :lol

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            Woh aaj bhi humain dekh ker muskuratay hain
            Woh aaj bhi humain dekh ker khil khilatay hain
            Yeh tu unn kay bachay 'kameenay' hain
            Jo humain mama jee mama jee keh ker bolatay hain.
            :lol :lol :lol

            Comment


            • #7
              Re: Mazahiya Shayeri

              Baith kar uski zulfon ki chhaon me meri wafaon ko josh aaya,
              uske bhaiyon ne dekh liya, or sham ko Abbasi Shaheed Hospital me hosh aya!

              Comment


              • #8
                Re: Mazahiya Shayeri

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                Baith kar uski zulfon ki chhaon me meri wafaon ko josh aaya,
                uske bhaiyon ne dekh liya, or sham ko Abbasi Shaheed Hospital me hosh aya!

                Wah kia khnay Mr. khan aap k ! Bohut khoob


                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment


                • #9
                  Re: Mazahiya Shayeri

                  Hoslay saray aazma baithay,
                  Hum zamanay k ghum utha baithay,

                  Jis ki chahat main umer bhar tarpay ay FARAZ,
                  Us ki shadi ki biryani kha baithay


                  Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mazahiya Shayeri

                    :lol Bohat achay, kia baat hay, tabiyat taaza hogayi.

                    Meri jaanib say aik shaair aap sab ki paish-e-khidmat, khaas kar humaray KHAN sahab ki nazar :)


                    Kisi Kay Khayaloon Main Khoooya Hua Hoon
                    Samajhti Hay Baigam Kay Soya Hua Hoon..!
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mazahiya Shayeri

                      tumhaaraa sweater

                      dil kaa dukhdard ghaTT gaya hogaa
                      abb tow nazroN se haTT gaya hogaa

                      haaN jise tum ne Khud hee pheNkaa thaa
                      woh tow maTTee se aTT gataa hogaa

                      aasteeneB udhaR ga'eeN hoNgee
                      aur daaman simaTT gayaa hogaa

                      mausamoN kee sitam zareefee se
                      abb talak dekho kaTT gayaa hogaa

                      abb tow dho kar sukhaa ke rakh lo tum
                      sardiyoN tak tow phaTT gayaa hogaa

                      "Khayaal" Khud zindagee ne jisko Thukraayaa
                      woh tow TukRoN meN baTT gayaa hogaa

                      Ismail ajaz Khayaal
                      Attached Files
                      Ismail Ajaz (Khayaal)

                      muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
                      Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mazahiya Shayeri

                        Bohut khoob....Islmail Ajza Sahib !


                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mazahiya Shayeri

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          :lol Bohat achay, kia baat hay, tabiyat taaza hogayi.

                          Meri jaanib say aik shaair aap sab ki paish-e-khidmat, khaas kar humaray KHAN sahab ki nazar :)

                          Kisi Kay Khayaloon Main Khoooya Hua Hoon
                          Samajhti Hay Baigam Kay Soya Hua Hoon..!
                          Very nice...thefire1 !@


                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mazahiya Shayeri

                            Dil ke arman ansuoon may beh gaye.
                            Hum gali main thay aur gali may hi reh gaye.
                            Kambakhat ye loadsheding bhi kia cheez hai.
                            Jo baat unsay kehni thi wo unki mummy se keh gaye.


                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mazahiya Shayeri

                              Originally posted by thefire1 View Post


                              Kisi Kay Khayaloon Main Khoooya Hua Hoon
                              Samajhti Hay Baigam Kay Soya Hua Hoon..!
                              :lol buhat khooob

                              Comment

                              Working...
                              X