Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maths Vs Women

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Maths Vs Women

    Originally posted by Mr.Khan View Post
    Nahi nahi aap boolen , AC is on :lol
    abhi sabar karo - us waqt kahoon ga jab tumhari shadi ki pehli raat ho gi, woh bhi July ki tapti hui aik aisi raat mein jab bijli off ho gii aur habs ho gi shadeed kisam ki - phir tumharey paseeney to kya tum paseeney mein ashnaan karo gey :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #17
      Re: Maths Vs Women

      Originally posted by Masood View Post

      July me koun shadi kare ga........:mm:

      U ne july me ki thi isi liye itna sub u ke saath hua tha......:lol

      Mai dosron ki ghaltiyon se seekhta hon , u ki tarah us per experiment nahi karta :lol

      Comment

      • #18
        Re: Maths Vs Women

        Originally posted by Mr.Khan View Post
        July me koun shadi kare ga........:mm:

        U ne july me ki thi isi liye itna sub u ke saath hua tha......:lol

        Mai dosron ki ghaltiyon se seekhta hon , u ki tarah us per experiment nahi karta :lol
        bacha yeh to tumhein patah chaley ga jab tumhein hukum saadar huwey susraal sey keh tum ney barat ley ker kis din aana - tumhari abhi koi pesh nahin chalti to us waqt tumharey sarey zer, zabar pesh balkeh tumharey sarey aeraab bigarr jaein gey 372-haha
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          Re: Maths Vs Women

          Originally posted by Masood View Post
          bacha yeh to tumhein patah chaley ga jab tumhein hukum saadar huwey susraal sey keh tum ney barat ley ker kis din aana - tumhari abhi koi pesh nahin chalti to us waqt tumharey sarey zer, zabar pesh balkeh tumharey sarey aeraab bigarr jaein gey 372-haha
          Baraat to mai apni marzi se le kar jaon ga, me ki shadi hai, to meri hi marzi se baraat jayegi

          Or zer zabar paish ki fikar u na karo, mai u se hi tution le kar seekh raha hon, tamaam aeraab apni jaga per aa jayen ge,

          aakhir u ko bhi pitne ka i mean life ka experience ho chuka hai :lol

          Comment

          • #20
            Re: Maths Vs Women

            10000000000000% true
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #21
              Re: Maths Vs Women

              372-haha

              Comment

              Working...
              X