Duniya Ko Ajab Rang Dikhati Hain Yeh Ladkiyaaan,
Mardon Ko Hathon Pe Nachati Hain Ladkiyaan.
Kapron Ki Ik Daor Si Lagti Hai Jaise,
Darziyon K Karobar Chalati Hain Ladkiyaan.
Make Up K Bagair Yeh Mukammal Nahi Abb Tu,
Chehre Pe Ik Chehra Charhati Hain Yeh Ladkiyaan.
Kisi Takreeb Main Poocho Na Haal Tum Inka,
Barh Charh Kar Numaiyeesh Karati Hain Yeh Ladkiyaan.
Bhoole Se Agar Kisi Ko Jo Kehdiya AMMA,
Khandan Ki Tarikh Batati Hain Yeh Ladkiyaan.
Duniyaa K Har Ik Mozu Pe Karleti Hain Batain,
Bolne Main Kabhi Maar Na Khati Hain Ladkiyaan.
Dekh Dekh Kar Ik Dosre Ko Hoti Hai JEALOUS,
Tareef Kisi Ki Na Karpati Hain Ladkiyaan.
Tamanna Yehi Rehti Hai K Ho Jaye Inki SHADHI,
Rone Ka Phir Drama Rachati Hain Ladkiyaan.
Choti Choti Baton Pe Ho Jati Hain Naraz
MAGARMACH K Phir Ansoo Bahati Hain Ladkiyaan.
Acting Karne Main Koi Saani Nahi Inka,
Actors Ki Bhi Chutti Karati Hain Ladkiyaan.
Din Raat Suna Kar Masail Ki Woh Bhar Maar,
Mardo Ko Bhi Ganja Banati Hai Yeh Ladkiyaan.
Ik Doje Se Bhi Bana Kar Rakhti Nahi Yeh Tu,
Chugli Pe Chugliyaan Lagati Hain Ladkiyaan.
Lag Jaye Koi Mazloom Agar In ke Haath,
Joutoon Se Tawaza Farmati Hain Ladkiyaan.
ZaR, Zan, Zameen Ka Jhagra Azal Se Hai Maujood,
Mazloom ko Bhi Zalim Banati Hain Ladkiyaan.
Rishte Dariyon Ko Bhi Khatam Karwa Deti Hain Yeh Tu,
Phir Aag Kuch Aesi Barhkati Hain Ladkiyaan.
Aey Iismail Bahut Nadan Hai Abhi Tu,
NAKO CHANE BHI CHABWATI HAIN YEH LADKIYAAN.

Comment