Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Veer - Zara

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Veer - Zara

    Aap ne VEER-ZARA Film dekhi hai? Film ke end mein jab VEER (Shahrukh Khan) buddha ho jata hai, to aik khoobsurat poem mein apna haal sunata hai "Main Qaidi Number 786, Jail ki salakhon se bahar deikhta hoon". Akhir mein uski ZARA ke sath shadi ho jati hai aur film wahin pe khatam hoti hai. Leikin is ke baad VEER (Shahrukh Khan) kiya kehta hai? Wo Hazir khidmet hey......
    :welcome:


    Main Shohar Number 420
    Khirki se bahar deikhta hoon
    larkiyon se bhari college ki Bus,
    jab unhain chor k jaati hai
    aik larki jo paros mein rehti hai,
    mere saamne aati hai
    khud ko Samiya kehti hai
    mujhe Uncle bulati hai
    aisi pariyon ko deikh kar,
    bahar jaane ko jee karta hai
    khirki se neeche kood kar,
    hath milane ko jee karta hai
    Apni Biwi ko chor kar,
    bhaag jaane ko jee karta hai
    Wo kehte hain uska Bhai tandrust hai bohat
    phir bhi maar khane ko jee karta hai
    wo kehte hain ab kuch hath nahin aaye ga
    phir bhi kuch paane ko jee karta hai


    :tauba



  • #2
    Re: Veer - Zara

    bohat khoob
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Veer - Zara

      zabardast yaar maza aa gaya
      Ya Allah Hamari Madad Kar

      Comment


      • #4
        Re: Veer - Zara

        nice

        Comment


        • #5
          Re: Veer - Zara

          loo jee kia baat haii janab kee
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          Working...
          X