Woh hamen jab kabhi bulaate hen.
AASHKAANA ghazal sunaate hen.
Ik baje Aankh khool lete hen.
2.Baje uth ke ham nahaate hen.
kash lagate hen chaar CIGGERATT ke.
Aur phir GHAANSTE hi jaate hen.
Kaala Kola Lagane se pehle.
SAR ko phir khoob ham Khujate hen.
BAACHE kehte hen BABOO..G..AAYEY.
Jab Bazurgi ko ham Chupatey hen.
Bhool kar jab Channe jaba daalen.
DAANT bhi kuch chabaey jaate hen.
SUNDAY ki chuttian nikaal ke bhi.
Saath tak phir bhi pohanch jaate hen.
Haan TAKHALUS "SHABAAB"karte hen.
Bin Saharey ke chal na paatey hen.
====---Hafiz Muzaffar Mohsin---==== :ghug: :salam: :lpop: :lpop: :lpop: :pagal: :pagal: :pagal:
AASHKAANA ghazal sunaate hen.
Ik baje Aankh khool lete hen.
2.Baje uth ke ham nahaate hen.
kash lagate hen chaar CIGGERATT ke.
Aur phir GHAANSTE hi jaate hen.
Kaala Kola Lagane se pehle.
SAR ko phir khoob ham Khujate hen.
BAACHE kehte hen BABOO..G..AAYEY.
Jab Bazurgi ko ham Chupatey hen.
Bhool kar jab Channe jaba daalen.
DAANT bhi kuch chabaey jaate hen.
SUNDAY ki chuttian nikaal ke bhi.
Saath tak phir bhi pohanch jaate hen.
Haan TAKHALUS "SHABAAB"karte hen.
Bin Saharey ke chal na paatey hen.
====---Hafiz Muzaffar Mohsin---==== :ghug: :salam: :lpop: :lpop: :lpop: :pagal: :pagal: :pagal: