Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Silent Treatment

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Silent Treatment

    Originally posted by Spy009
    Larai ho to bharpur ho...Husband ko alarm laga ke sona chahiye tha
    husband khud say koi kaam nahi kartay sara kaam biwi say karwatey hain ..ab subaha uthaye bhi vohi
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: Silent Treatment

      Originally posted by Aanchal
      husband khud say koi kaam nahi kartay sara kaam biwi say karwatey hain ..ab subaha uthaye bhi vohi

      Arreyyy...husband kaam kar ke thak jata hai, biwi to ghar pe rahti hai...use pura waqt milta hai sone ko...phir thake huwe husband ko biwi nahin uthaygi to koun uthayigi
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #18
        Re: Silent Treatment

        Originally posted by Spy009
        Arreyyy...husband kaam kar ke thak jata hai, biwi to ghar pe rahti hai...use pura waqt milta hai sone ko...phir thake huwe husband ko biwi nahin uthaygi to koun uthayigi
        husband kaam kar kar kay thaak jata hai to biwi ghar main beathe picnic mana rahi hoti hai kia :tauba woh nahi thakti kia
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: Silent Treatment

          Originally posted by Aanchal
          husband kaam kar kar kay thaak jata hai to biwi ghar main beathe picnic mana rahi hoti hai kia :tauba woh nahi thakti kia
          Picnic to nahin manati lekin saheliyon ki jhurmut mein rah karke ulte sidhe gappen hankti hain...ya to phir TV pe koi dance program dekh kar khud dance rehearsal karti hai...
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment


          • #20
            Re: Silent Treatment

            Originally posted by Spy009
            Picnic to nahin manati lekin saheliyon ki jhurmut mein rah karke ulte sidhe gappen hankti hain...ya to phir TV pe koi dance program dekh kar khud dance rehearsal karti hai...
            tauba tauba safeed jhoot



            jab aap ki shadi hoo gee to app ki begum ko yeh thread deekha daian gay aap kay meian ki yeh raye hain begaamat kay barey main :tang:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: Silent Treatment

              Originally posted by Aanchal
              tauba tauba safeed jhoot



              jab aap ki shadi hoo gee to app ki begum ko yeh thread deekha daian gay aap kay meian ki yeh raye hain begaamat kay barey main :tang:
              deykhaien gey nahi balkey "shadi ka tauhfay" key taur per dein gey
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: Silent Treatment

                Originally posted by barg.e.gul
                deykhaien gey nahi balkey "shadi ka tauhfay" key taur per dein gey

                lolzzz han yeh sahi hai :wink
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #23
                  Re: Silent Treatment

                  Originally posted by barg.e.gul
                  deykhaien gey nahi balkey "shadi ka tauhfay" key taur per dein gey
                  Yeh to samajh mein nahin aaya...tohfe ke taur pe kya milega...
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #24
                    Re: Silent Treatment

                    Originally posted by Spy009
                    Wife husband ki aapsi jhagre mein bol chal band tha, ek dusre ko Silent Treatment de rahe thay.

                    Next morning achanak husband ko business meeting ke silsiley mein Hongkong jana tha, iss liye wife ki zaroorat pari ke ahle subah subah ussey utha de aur 6 baje subah wali flight miss na ho, saath hi wo apna SILENCE torna nahin chahte thay. Usne ek chhota sa kaghaz ka tukra liya aur likha,


                    aur table k corner pe rakh diya, jahan pe uski wife ki nazar pare.


                    Next morning husband wake up, ghari pe nazar pari it was 9:00 am, and flight bhi miss, gussey se utha ke wife usse kyon nahin jagaya, ke uski nazar side mein ek kaghaz ke tukre pe pari,


                    the paper said,

                    :lol
                    Yeh jock mei ne perha huwa hai...is ka title tha "Women Win" :kood: sabaq sikhiyeh is se :tang:
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Silent Treatment

                      isme koi "WIN" ki baat hi nahin...
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment


                      • #26
                        Re: Silent Treatment

                        Originally posted by Spy009
                        Yeh to samajh mein nahin aaya...tohfe ke taur pe kya milega...
                        is thread ka print ...in Gold frame... :wink
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #27
                          Re: Silent Treatment

                          hahahahahaha kool one

                          Comment

                          Working...
                          X