Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Teri Judai Mein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Teri Judai Mein

    Aik chhota sa afsana :)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Teri Judai Mein


    Soooperb

    Comment


    • #3
      Re: Teri Judai Mein

      Oh hoo.. How sad :(


      Fiker not ....Hum sab mil ker aap ke sath talash kertey hain :eye:


      Likha buhut acha hai :lol ...magar yeh bataiyeh chashma kho janey se sehat kamzor honey ka taluk aap ne kaisey jora :p

      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Teri Judai Mein

        kya khoob zabardast Afsancha likha hai zabardast :)
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Teri Judai Mein

          lo ker lo gal...
          khoda pahar nikla chooha.:D: :zuban:
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Teri Judai Mein

            muhturam masood sahib,

            aap ka yeh chota sa khubsoorat afsancha pasand aya.aap nay mazah aur tajassus ko buhut khubsoorat aur mahirana andaaz mein fiqraat mein parooya hay ..akhir tak qaree ka tajassuss barqarar rehta hay aur ikhtataam per qaree ka ik bulund qehqehaaa...is khubsoorat aur pur lutf kawish per daad hazir hay janab..

            niaz mand

            waqar masood
            Rabb e Zidni Elmaa"

            Comment


            • #7
              Re: Teri Judai Mein

              Originally posted by Saima Shaheen
              chashma kho janey se sehat kamzor honey ka taluk aap ne kaisey jora
              Ab dekhein na Saima agar chashma nahin ho ga to andhera ho ja ujala zehan peh aik bojh sa rahey ga aur sar mein dard bhi musalsal rah sakta hai aur agar sardard rahey ga to sehat to kharab ho gi na :zuban:


              Originally posted by waqar_masood
              muhturam masood sahib,

              aap ka yeh chota sa khubsoorat afsancha pasand aya.aap nay mazah aur tajassus ko buhut khubsoorat aur mahirana andaaz mein fiqraat mein parooya hay ..akhir tak qaree ka tajassuss barqarar rehta hay aur ikhtataam per qaree ka ik bulund qehqehaaa...is khubsoorat aur pur lutf kawish per daad hazir hay janab..

              niaz mand

              waqar masood
              Pasand karney ka bohat bohat shukriyah jaab-e-aala. Kabhi kabar aisi be-tukiyaan zehan mein aati hai to foran qalam-kaghiz ka sahara leta hoon... :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Teri Judai Mein

                AOA,

                Bohat khoob janab aik aur mazedar tahreer aap nain hamain parrne ko di bohat shukria.


                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment


                • #9
                  Re: Teri Judai Mein

                  Originally posted by Masood
                  Ab dekhein na Saima agar chashma nahin ho ga to andhera ho ja ujala zehan peh aik bojh sa rahey ga aur sar mein dard bhi musalsal rah sakta hai aur agar sardard rahey ga to sehat to kharab ho gi na


                  Phir to buhut nazuk si sehat hai aap ki ;)
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Teri Judai Mein

                    SALA/\/\.

                    Wah wah bohat khoob share karne ka bohat shukriya.

                    ATTIQ ABBASI

                    Comment


                    • #11
                      Re: Teri Judai Mein

                      sambhal ke rakha karen na apni enak ;) :D

                      Comment


                      • #12
                        Re: Teri Judai Mein

                        :lol :lol Bhat achay Bhai Bhat achay
                        - Have the Courage to Live ! Anyone Can Die ! -

                        Comment


                        • #13
                          Re: Teri Judai Mein

                          Bohat KHoob janab
                          Allah

                          Comment

                          Working...
                          X