:khi: :khi:
Pakistan k wazeer-sehat ney cigeratte ka kash lagatay huey kaha :
"tambakoo noshi sehat k liey muzir aur dil ki beemaariyon ka sabab hai"
Gaaliyaan denay ki waja se do taalib-e-ilmon ko lartey dekh k head master saahib garaj k bolay:
"ullu k pathho, naa laaeqo, naa hinjaaro. tumhein kitni baar samjhaya hay k gaali dena buri baat hay"
Ek naujawan ney apnay waaldain ki naseehaton se dil berdaashta ho k unhein goliyon se bhoon dala aur asleha samet thamay mein pohanch ker kehnay laga:
" janab-e-aali main yateem hoon mujh pe reham kiya jaey"
Urdu zabaan ki ehmiyat k baaray mein ek seminaar mein urdu ki ehmiyat yun biyaan ki gaey:
"Urdu is our national language, meri dilli khahish hay k country mein aal govt: dafater future mein apni saree correspondence isee national language mein karein taakay is language ki importance bahal ho sakay "

Comment