Aik aadmi ney akhbaar mein ishtihaar diya:
"mujhey apney liye aik aisey jeewan saathi ki zaroorat hai jis ka hasb-o-nasab khalis ho, jo wafadar ho, mutahammil mizaaj ho, shareef aur khid'guzar ho, khoobsurat hona zaroori nahin, magar karri mehnat sey kabhi na ghabraey, main jo hukm doon ussey foran poora karey aur rookhi sookhi khaa ker bhi Khuda ka shuker karey. Zaat paat, firqa, nasal ki qaid nahin...."
Doosrey din aik gadha uskey darwazey per aa kharra huwa, uski gardan mein aik kaghiz latka huwa tha, jis per likha tha:
"aap ka ishtihaar perh ker aap ki khidmat mein hazir huwa hoon"

Comment