Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Masood ki Khalil ke liye duaa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

    Originally posted by Sweet & Sour
    aa gayi hai tumhari bhi aur tumhari bongi ki bhi ..... :tauba
    Wo to theek he lekin aap ko is kissay ki samaj nahi aai ho ti :comfort:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

      Originally posted by laila
      :kr:


      :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: oh masood bhai ap bhi na:khi: or Aamir ap ne to masood bhai se khalil bhai ki kamer hi torva di:kr: :kr: :kr:
      Sialkotiyon sey aur kya umeed ki ja sakti hai - phoot dalwaney key elawa :zuban: waisey ham bhai aik doosrey ki kamar tortey nahin yeh kaam sarhad key qareeb hi hota ho ga - waisey aap apni baat per qayim kyun nahin rehti kabhi kisi ko bhai kah diya zabardasti ka aur kabhi kuchhh :a stick:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

        Originally posted by laila
        :kr:


        :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: oh masood bhai ap bhi na:khi: or Aamir ap ne to masood bhai se khalil bhai ki kamer hi torva di:kr: :kr: :kr:
        Jisay Allah bhi na rakhay usay koon chakhay :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

          Originally posted by munda_sialkoty
          Mere Bhaiyo aur un ki behno :salam:
          Salam hukam kerta hoon :fuming:
          Kuch din pehlay Khalil ko bukhaar ho gaya :tasali: aur Pegham ke sari larkiyoon ke bhai Masood sahib un ka pata lene khaariyaan un ke ghar chalay gaye:khi:Khalil sahib ne derwaza khoola, khalil ko apne paoon pe khara dekh ker Masood ki baachei khul gaein :D aur kuch youn goya huay

          Masood: Khalil ub bukhaar kesa he
          Khalil: Allah ka shuker he bukhaar toot gaya, lekin abi tak kamar mein derd he
          Masood: Allah Tumhari kamer bhi toor de ga tum Fiker na karo :kr:

          :kr: :kr: :kr: :kr:

          Comment


          • #35
            Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

            Originally posted by Masood
            Sialkotiyon sey aur kya umeed ki ja sakti hai - phoot dalwaney key elawa :zuban: waisey ham bhai aik doosrey ki kamar tortey nahin yeh kaam sarhad key qareeb hi hota ho ga - waisey aap apni baat per qayim kyun nahin rehti kabhi kisi ko bhai kah diya zabardasti ka aur kabhi kuchhh :a stick:
            Serhad ke loog diloon mein phoot nahi dalwaatay bulke do dillon ko baandh dete hein...chand din pehlay serhad per do pyaar kerne walay pakray gaye...hamaray jawaanon ne un doo dillon ko paker ke rasiyoon se baandh diya :lpop:
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

              Originally posted by ummid
              :kr: :kr: :kr: :kr:
              :salam: :salam: :salam:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

                Originally posted by munda_sialkoty
                Serhad ke loog diloon mein phoot nahi dalwaatay bulke do dillon ko baandh dete hein...chand din pehlay serhad per do pyaar kerne walay pakray gaye...hamaray jawaanon ne un doo dillon ko paker ke rasiyoon se baandh diya :lpop:
                :lol :lol bohat zabardast kaam kiya hai - aisey kamon mein to badey hoshiyaar ho tusi log :p
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #38
                  Re: Masood ki Khalil ke liye duaa

                  Originally posted by Masood
                  :lol :lol bohat zabardast kaam kiya hai - aisey kamon mein to badey hoshiyaar ho tusi log :p
                  Kahin aap hamari masoomiyat pe shak to nahi ker rahay :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment

                  Working...
                  X