Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maa Ki QaSaM...!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Maa Ki QaSaM...!

    Aik admi bas stop pay khara howa hota hai
    police walay us k pass a k pochtay hain k
    tum nay teen choron ko yahan say jatay hoye daikha hai
    wo adme bolta hai k :
    yahan say seedha jao to teen mohallay ayen gay
    pehlay ko chorna
    dosray ko chorna
    teesray mohallay main jana
    wahan ja k teen galiyaan ayen ge
    pehli ko chor na
    dosre ko chor na
    teesre gali main jana
    to waha teen dokanay ayen ge
    pehle dokan ko chorna
    dosre dokan ko chor na
    teesre dokan k saath saath jana
    to teen ghar ayen gay
    pehlay ghar ko chor na
    dosray ghar ko chor na
    teesre ghar main jana
    to wahan teen rooms ayen gay
    pehlay room ko chor na
    dosre room ko chor na
    teesre room main jana
    to wahan teen cupboards ayen ge
    pehle ko chor na
    dosre ko chor na
    teesre cupboard ko khulna
    to wahan teen derazain ayen ge
    pehle ko chor na
    dosre ko chor na
    teesre ko khulna
    to us main teen pictures rakhe hoe hoon ge
    pehle pic chor na
    dosre pic chor na
    teesre pic ko daikhna
    to wo pic mere maan ki hai
    or main apni maan ki qasam kha k kehta hoon k

    "MAIN NAY KISI CHOR KO NAHI DAIKHA":khi:
    Last edited by naz; 2 May 2006, 12:03.

    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

  • #2
    Re: Maa Ki QaSaM...!

    Originally posted by naz

    :khi:

    bus khatam
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #3
      Re: Maa Ki QaSaM...!

      :tauba :tauba to yehi baat kharrey kharrey kah deta
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: Maa Ki QaSaM...!

        Rida nahi abhi shuro hua hai :P

        Masood ku kehdeta kahre khare iski maa ki tasverr tu nahi thi na iske pass :khi:

        ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
        tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

        Comment

        • #5
          Re: Maa Ki QaSaM...!

          Heheheheh........
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment

          • #6
            Re: Maa Ki QaSaM...!

            :lol

            Aisa hi aik baar hamaray saath hua...FSc. mein thay aur tuition mein hum chemistry ka test dene ke liye gaye...wahan pe hamaray teacher ne hum se kaha...tum mein se musalmaan koon koon he aur christian koon...sabi larakay kehnay lagay ke sir hum musalmaan hein...hamaray sir kehnay lagay...acha...chalo zara aaj dekhtay hein ke kalma kis kis ko aata he...shuru se le ke end tak sub ne kalma sahi suna diya :lol

            Phir hamaray sir kehnay lagay...aap sub ko is kalmay ki kasam he jo nakal ki aur khud bahir chalay gaye :lol :lol
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Maa Ki QaSaM...!

              :kr: :kr:

              Comment

              • #8
                Re: Maa Ki QaSaM...!

                Originally posted by naz
                Rida nahi abhi shuro hua hai :P

                Masood ku kehdeta kahre khare iski maa ki tasverr tu nahi thi na iske pass :khi:
                agar to woh banda Pakistan mein tha aur yeh pakistani police thi to sab sey pehley ussi ko pakarta aur manwaa bhi leta keh wohi chor hai :lol
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: Maa Ki QaSaM...!

                  mundua sialkoty yeh tu latifa he hogaya :P

                  MASOOD PAK KI POLICE HAI YEH :p

                  ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                  tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                  Comment

                  • #10
                    Re: Maa Ki QaSaM...!

                    Originally posted by naz
                    mundua sialkoty yeh tu latifa he hogaya :P

                    MASOOD PAK KI POLICE HAI YEH :p
                    Haan pakistani police jo harn ko bhi hathi bnaa deti hai :lol
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: Maa Ki QaSaM...!

                      :tauba :khi:
                      woh police wala pagal nahi howa yeh sab sun kay :lpop:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Maa Ki QaSaM...!

                        Originally posted by Masood
                        agar to woh banda Pakistan mein tha aur yeh pakistani police thi to sab sey pehley ussi ko pakarta aur manwaa bhi leta keh wohi chor hai :lol

                        Originally posted by naz
                        Rida nahi abhi shuro hua hai :P
                        Assalaam-0-Alaikom:rose

                        abhi shro howa hai tu khatam kab hogaa :lpop:
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment

                        • #13
                          Re: Maa Ki QaSaM...!

                          Originally posted by naz
                          Aik admi bas stop pay khara howa hota hai
                          police walay us k pass a k pochtay hain k
                          tum nay teen choron ko yahan say jatay hoye daikha hai
                          wo adme bolta hai k :
                          yahan say seedha jao to teen mohallay ayen gay
                          pehlay ko chorna
                          dosray ko chorna
                          teesray mohallay main jana
                          wahan ja k teen galiyaan ayen ge
                          pehli ko chor na
                          dosre ko chor na
                          teesre gali main jana
                          to waha teen dokanay ayen ge
                          pehle dokan ko chorna
                          dosre dokan ko chor na
                          teesre dokan k saath saath jana
                          to teen ghar ayen gay
                          pehlay ghar ko chor na
                          dosray ghar ko chor na
                          teesre ghar main jana
                          to wahan teen rooms ayen gay
                          pehlay room ko chor na
                          dosre room ko chor na
                          teesre room main jana
                          to wahan teen cupboards ayen ge
                          pehle ko chor na
                          dosre ko chor na
                          teesre cupboard ko khulna
                          to wahan teen derazain ayen ge
                          pehle ko chor na
                          dosre ko chor na
                          teesre ko khulna
                          to us main teen pictures rakhe hoe hoon ge
                          pehle pic chor na
                          dosre pic chor na
                          teesre pic ko daikhna
                          to wo pic mere maan ki hai
                          or main apni maan ki qasam kha k kehta hoon k

                          "MAIN NAY KISI CHOR KO NAHI DAIKHA":khi:
                          maina suna howa na hota tu mai has lati:lpop:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Maa Ki QaSaM...!

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            :lol

                            Aisa hi aik baar hamaray saath hua...FSc. mein thay aur tuition mein hum chemistry ka test dene ke liye gaye...wahan pe hamaray teacher ne hum se kaha...tum mein se musalmaan koon koon he aur christian koon...sabi larakay kehnay lagay ke sir hum musalmaan hein...hamaray sir kehnay lagay...acha...chalo zara aaj dekhtay hein ke kalma kis kis ko aata he...shuru se le ke end tak sub ne kalma sahi suna diya :lol

                            Phir hamaray sir kehnay lagay...aap sub ko is kalmay ki kasam he jo nakal ki aur khud bahir chalay gaye :lol :lol

                            ya tu lateefa hogiya na pehla latefa ya kah app na Fsc ki ha :tasali: dosra app tution bhi jatay thay :lpop:
                            tesri app ka teacher bhi app ki asliyat achi tarhana jantay thay:lpop:

                            Comment

                            Working...
                            X