Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

    bari Arabi bool rehay hoo audio main :p
    lagta hai aap kay colleges aap ko recording nahi karnay deena cha rehay or aap zabradasti mic pakar kay beathey hovey hoo :kr:

    apnay Aarabic friends ko bhi pegham pay invite karna na :p

    acha koi Arabic poem sunaoo Audio main :D
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #92
      Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

      Originally posted by Aanchal
      bari Arabi bool rehay hoo audio main :p
      lagta hai aap kay colleges aap ko recording nahi karnay deena cha rehay or aap zabradasti mic pakar kay beathey hovey hoo :kr:

      apnay Aarabic friends ko bhi pegham pay invite karna na :p

      acha koi Arabic poem sunaoo Audio main :D
      Asslam_O_Alikum WR WB

      Haan tum nay sahi kha ... un ko jab maloom hua to sab hi aagay thay lolzz may nay kha apni Biwi say baat kr rha hu lolzz ... wo pahalys majahy main VC kar rha hu phir khnay lagay hello ya wo .. but may nay kha nahi recording ho rahi hay ... wo aajaty saray per yha samjh kisi ko nahi aati ... kuo kay sab hi dost hay .. koi Palestine say hay to koi Jordan say to koi Suadi hay ... to koi Emarates sey hay ...

      INSHALAH sunow ga balky socxha hay agr response acha mila to Voice main apnay feelings jo sochta hu share karu ga ...

      Per its depend on Pegham agr acha response hua .. phir i garntee u dekhna Pegham maion phir sab hi apni feelings voice kay thrugh share kary gy

      Aaj bhot kaam hay Aanchal time dekho 12 say upaar ho gya hay lolzz

      FeaamnAllah
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

      Comment

      • #93
        Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

        Abhi saath saath kaam kar rha hu short phana hua hu aur T shirt lolzz aur Jagjit ko sun rha hu aur apnai Ghazals jo pasndeda hay wo Share bhi kar rha hu PG per
        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

        Comment

        • #94
          Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

          Welldone BP ji bohat khoob jaa rahay hain......baray umdah tareeqay se sab k sawalon k jawabbat dieey hain aap nay...
          Wessay ye U hee de rahay ho na jawab??:cc:
          U kahein pooch k to nahin aatay kisi se:zuban: :zuban:
          Mujhey to u pe shak ho raha hai ...:kr:

          ji to meray sawallat hazir hai

          1)Aap ki zindagi ka koi yaadgaar lamha..jis nay zindagi hee badal dee ho....???

          2)Aapki koi Anokhi c khahish jo chahtay hon k poori ho? ya poori ho chuki ho?

          3)Kia zindagi mein kisi cheez ki kami mehsoos hoti hai?

          4)Kia kabhi aisa huaa k kisi nay aap se madad chahi ho aur aap na ker sakay hon...waja?

          5) Wo Rishta jis nay aap ko takleef dee ??

          6)Aala muqam hasil kernay k lieey aap k nazdeek kia cheez zarori hai?...AAla taleem ya daulat...ya .....??

          7)aap aksar tanhaeey mein kia sochtay hain?

          8)aapka qeemti Asaasa??

          9)aap k nazdeek zindagi kia hai?

          10) Ek taraf mohabbat ho aur doosree taraf bhi koi pyara sa rishta(dosti hee keh lein) to aap kisay tarjeeh dein gay??

          11) pehli mulaqat mein shaksiyat ki kis baat ka jaaeza letay hain?

          12) aap k nazdeek husn(khoobsoorti) kia hai?

          hmm I think filhaal itnay hee kafi hain ..baqi break k baad:lol
          Last edited by Eshaa Chaudhry; 30 March 2006, 05:35.
          sigpic

          Comment

          • #95
            Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

            Assalam_O_Alikum WR WB

            Bhot khushi hui tum ko yha dekh kar ... aakhir bhtakti hui rooh ko chain nahi aya :tauba.... aa hi gai yha tak bhi :khi:

            Khair

            Welcome

            Sawalo ka jawab sun lijya :) aagy ky liya bhi tayaar hay :lpop:

            1)Aap ki zindagi ka koi yaadgaar lamha..jis nay zindagi hee badal dee ho....???

            Ans : Ji zindagee main wasy to bhot say hi marhalay ay hay ... jin main utaar charhow rha hay ... per meri zindageee ko sab sey ziyada jis nay Mutasir kya tha .. wo aik larki hay .. Nazish naam ki ... jis nay meri life ko tabha -o-barabd kar ky rakh diya sirf apnay mazay ky liya. meri education , meri soch , meri zindagee , meri hansi tak . mery dost balkay ya khaya kay mera sab kuch cheen liya . is liya main kabhi bhi main bhool nahi pata hu .

            2)Aapki koi Anokhi c khahish jo chahtay hon k poori ho? ya poori ho chuki ho?

            Ans: Eesha ! khish kabhi puri nahi hua karti hay ... albta wo dilo main umnd zaroor parti hay .. khuish hum whi kar tay hay na jo hamry bass say bahir ho .. bhot kum log hay bhot hi ziyada kum jo kay khusih puri kar patay ho .. wrna mostly fail hi ho tay hay ..

            Meri khusih jo sab sey ahaim khuish rahi hay meri wo aik Larki say Shadi karnay ki thi . aur bhot mahnat bhi ki mey nay .. per ho nahi saki kuo kay us larki ko aik mudat kay baad ya maloom hua kay main us say pyaar hi nahi karta . aur she left me . whi bhanay ,. kay majbori hy lolz:D.. baki koi wish nahi hy . jab jinay ka maksad na ho to wish kya karni :kr:.

            3)Kia zindagi mein kisi cheez ki kami mehsoos hoti hai?

            Ans : Ji haan kami mahsoos ho ti hay .. aur kami Pyaar ki hay .per Al Hamdulilh phir bhi Khush Mush rakhta hu dosro ko :D

            4)Kia kabhi aisa huaa k kisi nay aap se madad chahi ho aur aap na ker sakay hon...waja?

            Ans: Al Hamdulilh asa kabhi nahi hua hay aur na hi Allah Pak asa din lay kay main us Malik ki raza ky liya Maddad karu aur nakaam ho jaw . Pakistan ho ya KSA .. mery sorces bhot ziyada hay . is waja say main takreeban sab ko madaad kar hi deyta hu per ya sirf Allah ki trafs ey hay wrna meri auqat to kuch bhi nhi . aur dosri waja ya hay kay main jayz baat ki madad karta hu . na jayz nahi . phir shayd ya Allah ki traf say hay kay mujhy bhi jab koi help chiya ho to mujhy bhot chanay walay aur pyaar karnay walay madaadgar mil jatay hay . Ab just aap ko example deyta hu ..

            Mujhy kuch Pakistan Delivery karwani thi ... to just aik shaks mila mujhy .. jis say meri slamz dua hui way sirf 2 ya 3 din hui thay balkay jaantay bhi nahi thy achi trha .. per may nay just us ko aik baar kha ky mujhy fala ni jagah per kuch delivery karani hay .. aap shayd beleve na karo us kay aglay din mera kaam ho gya . jab kay pasy lagy achay us ky . per kaam ho gya . Ya Allah Pak us ko Ajar dey aur us ka Ahsaan yaad rakhu ga jab tak sansain hay . per main ya samjhta hu kay ya sab Allah Ki Traf say hy . us nay aik mukhlis aur sacha shaks milawya mujy kuo kay meri neeyat sahi thi jabhi Allah ny madad ki aur kaam hua .

            5) Wo Rishta jis nay aap ko takleef dee ??

            Ans : Mujhy rishto per trust hi nahi hay . per zahir hay dunya main rhna hay . well wo shair aap nay suna hay na !

            Hamain to apno ney luta Ghiro main kha dum tha
            Meri kashti dubi wha , jhaan pani kum tha

            Bass samjh jy mujhy tabha mery apnay hi karty hy .. kisi gahir main kya jurat . Albta rishto main mujhy nafart 1 say bhot sakht nafart hay . infact main naam bhi sun na pasnd nahi karta aur wo meri Cousin hay Erum .

            6)Aala muqam hasil kernay k lieey aap k nazdeek kia cheez zarori hai?...AAla taleem ya daulat...ya .....??

            Ans: Aala mukam hasil karnay ky liya na hi Doulat ki zaroorat hay na hi taleem ki , sirf apnay ander Taqawa payda karya aur aap ko aala mukam mil jay ga . ya baat is liya nahi khi hy ky main naik shreef banu .. balky is liya khi hay kay Al Hamdulilh main bhot si bato ka khayl rakhta hu . Taleem itni nahi hay mery pass . kay aala mukam milay . dolat hay hi nahi .. 1 Athani bhi nahi ho ti hay . ghreeb sa insaan hu . per mery pass sirf Taqwa hay . jis nay mujhy izzat bhi dilai hay aur mera rizk bhi chala rha hay .

            7)aap aksar tanhaeey mein kia sochtay hain?

            Ans : Aksar kya main rhta hi tanha hu .. zaroori nahi ho ta kay hum hujoom main ho aur tanha na ho .. tanhai dil ki hoti hay ander ki ho ti hay . main sirf aik baat sochta hu aur aksar aur bashter sochta hu infact kha bhi deyta hu . aur wo ya kay Kash main is dunya ka fankar na ho ta . Ya dunya mery layk nahi hay ya shayd mein is dunya kay layk nahi hu . mujhy Lhaad ki bhot fiker hay apni, bass Lhad kay baray main sochta hu . aur Al Hamdulilh 24 hours tayar rahta hu .. isi liya kosish karta hu kay Pak Saaf rahu takay Moth achi si halat main ay

            8)aapka qeemti Asaasa??

            Ans : Mera Iman , mera mazahb , ya mujhy bhot aziz hay aur bhot dua hay kay mujhy moth hi iman ky saath ay Ameen aur Zuban main kalma tayaba ho.

            10) Ek taraf mohabbat ho aur doosree taraf bhi koi pyara sa rishta(dosti hee keh lein) to aap kisay tarjeeh dein gay??

            Ans: Shayd ! aap nay meri Audio nahi suni us main bhi Aanchal nay ya sawal kya tha .. may nay us main bhi aik baat bhot achi trha wazay kar di thi , khair aap ko bata deyta hu .

            Muhbat hay hi dosti .... yani jis say aap ki dosti ho ti hay us say muhbat ho ti hay . Dosti ka dosra roop hi muhbat hay . chay wo mama papa jaan say ho ya bhan bhaiyo say ya hubby wife kay dermyan .

            Well ! mery saath asa kuch nahi hua .. mein her realtion ko apni apni jagha imprtance deyta hu . Chay wo Mama papa ko ho ya kisi asy shaks ka jo mujhy jaan sey aziz ho . may nay hakook barbar ada karta hu . aur agr asa ho bhi jay kay mujhy chuna paray to main 3sra rasta chun lu ga aur wo hay ISLAM . kuo kay na main apnay maa baap ko sharminda kar sakta hu na hi main apny kisi jaan say ziyada aziz ko ,jo islam main hukum ho ga us per aankh band kar kay amal karu ga . lay kin asa hua nahi hy kabhi Al Hamdulilh .

            11) pehli mulaqat mein shaksiyat ki kis baat ka jaaeza letay hain?

            Ans : itni sence hi nhi hay ky kis say kya andaza lagya jay isi liya baywakoof banta rahta hu . kuo kay main jo dekhta hu wo sab hi dekha deytay hay aur wo hay Mazahb , Shrafat aur Iman . aur Afsoos ho ta hay balkay main to laanat bhijta hu jo apnay charo per asy nakab pahnay bathy ho tay hay . aap kay mu per sharaft aur naiki ki batain karay gy to pechay say dosry buray kamo main . Mostly mujhy is main Gals hi mili hy . UNI main bhi Collage main bhi aur Net mein to milti hi rahti hay . bass ya samjh lay kay main tamsha dekhta rahta hu per kuch bolta nahi hu.

            9)aap k nazdeek zindagi kia hai?

            Ans : Kuch bhi nahi .. ya samjh lijya kay mery nazdeek zindagee ya hay kay bass Muthi Bhar Rait aap kay hatho main ho aur wo aap kay hatho say slip ho rahi ho . ab Miti kya hay ? nothing yahi zindagee hay bass . main kabhi zindagee ko itni ahmiyat nahi deyta hu bass ya samjh lay kay apna Beg Tayar rakhta hu jab zindagee khy gi kay Jana hay ab to bhot khsuhi say bhaijdu ga. aur aglay safar main nikal jaw ga.

            12) aap k nazdeek husn(khoobsoorti) kia hai?

            Ans : Kon si khubsoorti puchi hay eesha ? Agr aik Naturally puchi hay to dunya haseen hay . per agr tum aik aurat ki puchan charahi ho to Hoenstly aankho ka dhoka hay aur kuch nahi . kuo kay aik khubsurati ky pecahy kya wahshat pan chupa ho ta hay ya shayd ujh say bahter koi nahi janta.

            Ok janab aap kay sawalo kay jawab dey diya hay .. Wasy Honestly ab tak jitnay sawal puchay na tum nay Sab say Bahtreen Sawal puchay hay bhot umda :thmbup:. aagy bhi tayar hu .

            FeaamnAllah :lpop:

            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

            Comment

            • #96
              Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

              Originally posted by Bheegi-Palkain

              Assalam_O_Alikum WR WB

              Bhot khushi hui tum ko yha dekh kar ... aakhir bhtakti hui rooh ko chain nahi aya :tauba.... aa hi gai yha tak bhi :khi:

              Khair

              Welcome

              Sawalo ka jawab sun lijya :) aagy ky liya bhi tayaar hay :lpop:

              1)Aap ki zindagi ka koi yaadgaar lamha..jis nay zindagi hee badal dee ho....???

              Ans : Ji zindagee main wasy to bhot say hi marhalay ay hay ... jin main utaar charhow rha hay ... per meri zindageee ko sab sey ziyada jis nay Mutasir kya tha .. wo aik larki hay .. Nazish naam ki ... jis nay meri life ko tabha -o-barabd kar ky rakh diya sirf apnay mazay ky liya. meri education , meri soch , meri zindagee , meri hansi tak . mery dost balkay ya khaya kay mera sab kuch cheen liya . is liya main kabhi bhi main bhool nahi pata hu .

              :( yahan Sirf itna kahoon gi k bigaarnay aur tabah-o-barbaad ker denay waali zaat se bari Zaat ...SANWAARNAY WALI HAI(ALLAH KI ZAAT) to bas Usee per tawakkal rakhein ..InshaAllah Wo Her Ek ki zindagi k taareek pehluon ko apni rehmat-o-barkat ki roshni se ujagar kerta hai.....I knw k kehna aasan hai lekin amal karnay waala hee us taklif ko jaan sakta hai jo us per beeti ...Lekin zindagi mein meray khayal yaad ye baat rakhni chahiey aur duaa ye karni chahieey k ....Allah ki maar na paray .. Insaan ki(maar) thokkar to lagty hee rehty hai yahan duniya mein ...

              Last edited by Eshaa Chaudhry; 30 March 2006, 23:55.
              sigpic

              Comment

              • #97
                Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                Originally posted by Bheegi-Palkain

                3)Kia zindagi mein kisi cheez ki kami mehsoos hoti hai?

                Ans : Ji haan kami mahsoos ho ti hay .. aur kami Pyaar ki hay .per Al Hamdulilh phir bhi Khush Mush rakhta hu dosro ko :D

                bohat Achhi baat hai kkhush rakhtay hain doosron ko ye hee to zindagi k sab mein khushiyan baanti jaaen ..:)
                sigpic

                Comment

                • #98
                  Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                  Originally posted by Bheegi-Palkain

                  6)Aala muqam hasil kernay k lieey aap k nazdeek kia cheez zarori hai?...AAla taleem ya daulat...ya .....??

                  Ans: Aala mukam hasil karnay ky liya na hi Doulat ki zaroorat hay na hi taleem ki , sirf apnay ander Taqawa payda karya aur aap ko aala mukam mil jay ga . ya baat is liya nahi khi hy ky main naik shreef banu .. balky is liya khi hay kay Al Hamdulilh main bhot si bato ka khayl rakhta hu . Taleem itni nahi hay mery pass . kay aala mukam milay . dolat hay hi nahi .. 1 Athani bhi nahi ho ti hay . ghreeb sa insaan hu . per mery pass sirf Taqwa hay . jis nay mujhy izzat bhi dilai hay aur mera rizk bhi chala rha hay .

                  sahi kaha aapnay k wakaeey Aala muqaam hasil kernay k lieey Allah per kaamil yaqeen us per tawakkal aur anthak mehnat us k baad buzurgon ki duaaen ..ye hamein pohanchaty hain kisi bhi maqam per
                  sigpic

                  Comment

                  • #99
                    Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                    Adaab!!!
                    BP ji boaht umdah tareeqay se aap nay meray sab sawalon ka jawab diya ..boaht bht shukriya apka....
                    Aur shukriya sawwalaat ko pasand kernay ka ..aur itnay inhemaak se jawab denay ka:phool:
                    aur ye U nay bhatki rooh kis ko kaha :hathora U to badrooh ho :kr:
                    ziada mazay mazay lolypop na khao ..aur sawal laaey hoon main :lol ..samjhay sab k jawab jaldi chahieen Me ko

                    13)wessay to larkay sochtay hain k baray ho k dulha banein gay....:khi: aap nay bachpan mein kia socha tha k baray ho k kia banein gay?

                    14) shadeed bhook lagi hoaur khana bhi ready na ho to bardasht karein ya shor sharaba karein gay?

                    15)Apnay faislay khud kertay hain ?? ya mashwara kertay hain kisi se ..means parents .. behan bhai friends waghera se ?

                    16) kabhi zindagi mein apnay kieey kisi faislay se pachhtawa hua?(Khuda na khaasta)

                    17)Kehtay hain k Dil ka Mausam achha ho to baaher karakty dhoop mein bhi bahar lagty hai..main maanty hoon is baat ko.. aap agree kertay hain is se?

                    18)Apni koi aisee adat ya baat jo bohat pasand ho aapko?

                    19)Koi pegham koi naseehat...koi achhi c baat jo aap kehna chahein pgians se?

                    20)aap k khiyal mein mardon(men) mein kia khasoosiyaat honi chahien ...(ideal personality k point of view se)?

                    21)saal ka kaun sa maheena pasand hai aapko?

                    22)"tanhaeey mein bhi ek hajoom hota hai jis mein apni pasand k sabhi log hotay hain".....is baat se kitna agree kertay hain?

                    sigpic

                    Comment

                    • Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                      oh hooo......... tu app bhi KU key "shezady" hain :rose :rose :lol
                      meri tarah...........:rose :rose :lol
                      wah wah dil khush ho giya yeh padh ker.......

                      faiz ke woh nazam yad a gai
                      "Aa Key Wabasta hain us husen ke yadin tujh sey
                      jis nain as dil ko pari khana bana rekhaa tha......."
                      :kr:
                      yaar geology bhut achi field thi kiyon chod diya?
                      mery bhai bhi Geo department main tha..... ab us ke
                      achi joob chal rahi hai....
                      wy sy mera department app ke depart sey
                      ziyda door nahin thaa...... sir faculty ka farq thaa

                      ......ha hay.. woh Arts lobby ke baharin:rose .... kiya yaad
                      dilaa diya app nain.......
                      ho saktaa hai main nain "U" ko arts lobby main khain
                      dekha hoo zaraa apna hulia tu batin?
                      (wy sy app tu janty hain arts loby main boyz .. ke nazrin
                      deegar boyz per zara kam hi hoti hain):kr: :kr: :kr:
                      Last edited by tauseeftariq; 31 March 2006, 07:42.
                      Zaid Hammid on Sawat War..
                      A must Watch..

                      Comment

                      • Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                        buht khoob jawabat dia hai app ny Eshaa ji ki sawalat ka buht achaa laga pher kar ....... khush rahi
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment

                        • Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                          Assalam_O_Alikum WR WB

                          Ji bhot shukrya pasnd karnay ka aur samjhnay ka aur mujhy aap kay sawal pasnd bhi baray ay hay .. per u pasnd nahi ho me ko :na::khi:

                          Khair aap ky sawalo ka jawab deyta hu :)

                          13)wessay to larkay sochtay hain k baray ho k dulha banein gay....:khi: aap nay bachpan mein kia socha tha k baray ho k kia banein gay?

                          Ans:Bhot umda sawal pucha hay .... Tum larki hi ho na ? Ya larko kay ander kay baray main kasy itna janti ho :cc:... Main Bachapn say hi ... kuch na kuch bana chata tha per ban hi nahi paya kuch bhi ... Mujhy Airforce main jaanay ka shok tha infact main Airforce main 8 saal parha bhi hu .. per jba Abrod aagya to khatma ... zindagee nay bhot utaar chrhow dekhay phir Gangster banay ka shok hua .. aur 5 saal tak ya i think is say bhi ziyada Gangstar rha .. kuo kay Airforce jab chora to parhai ka shok hi nahi rha .. to bass Awara Gardi .. full time ... aur Street Fighter ban gya .. .. mai nay bilkul Parhako bacho ki trha Dr ya Eng banay ka nahi socha .. bass samjh lijya kuch larky dekhy ho gy jo sirf Awara Gardi hi karna jaanaty hay bass sahyd mujhy Awara hi bana tha aur whi bana .

                          14) shadeed bhook lagi hoaur khana bhi ready na ho to bardasht karein ya shor sharaba karein gay?

                          Ans: Shorshraba karnay lagta hu .. mood off ho jata hay .. ghussa aajta hay .. wo is liya kay meri mahnat bhot ho ti hay kaam main aur mery pass time bilkul nahi ho ta hy .. infact mujhy lagta hay meri wife kay saath bhi agr Jhgra hua to us ki 2 suraty ho gi . aik to ya kay main us ko Time nahi dey paw ga kuo kay mujhy intrest nahi rha hay Gals main , dosra ya kay shayd wo mujhy Khana waqt per na dey saky . to Phday full time hi rahygy . mujh say ab bhook bardast hi nahi ho ti albta aj say 2 saal phalay ya tha kay 2 din tak bhooka rah jata tha.

                          15)Apnay faislay khud kertay hain ?? ya mashwara kertay hain kisi se ..means parents .. behan bhai friends waghera se ?

                          Ans : Zindagee main 2 baar faslay karnay ka moka mila aur us faslo say mery Mama Papa zaleel hui .. main kabhi fals akarta hi nahi hu kuo kay kabhi zaroorat nahi prahi ya ya kha lijya kay shayd meri itni Ghar main value na ho . per jab Shadi ka Fasla kya tha to us kay baad mujhhy dukh hua tha kuo kay meri Parents zaleel ho gay thay. is liya agr ab to khair kuch bolta nhi hu lykin bola bhi zindagee mian to Mama jaan ya Papa jaan ko hi khonga.

                          16) kabhi zindagi mein apnay kieey kisi faislay se pachhtawa hua?(Khuda na khaasta)

                          Ans: Ji haan , aik Pashtawa hua hay . aur jo kay INSHALAH umar bhar yaad rahy ga . wo ya kay aik Ghalt larki ko apnay Ghar ki izzat bana ny ka socha tha . aur Pashta ta hu kay Pakisatn hi kuo gya tha . na Pakisatn jata na zindagee tabha ho ti.

                          17)Kehtay hain k Dil ka Mausam achha ho to baaher karakty dhoop mein bhi bahar lagty hai..main maanty hoon is baat ko.. aap agree kertay hain is se?

                          Ans : pata nahi is baray main .. kuo kay asi koi feelings hi nahi hay na hi rahi hy .. mujhy dilchaspi hi nahi ab .. ho ta ho ga per mery liya hr din aur her raat Qyamt hi ho ti hy .

                          18)Apni koi aisee adat ya baat jo bohat pasand ho aapko?

                          Ans : wasy adatain bhot si hay .. per bhot si kuch asi hay jo mujhy pasnd hay khud bhi .. aik to ya kay kabhi Al Hamdulilh . kisi larki kay saath koi Bura Kaam nahi kya . jis per mujhy bhot fakher hay . 2sra ya kay Namaz parhta hu aur Pak saaf rahta hu . 3sra ya kay Jhoot Al hamdulilh nahi bolta hu. aur kisi aurt ko Gandi nazro say nahi dekhta bashak jo bhi ho. is kay alwa koi asi khas khubi nahi hy na hi baat hay .

                          19)Koi pegham koi naseehat...koi achhi c baat jo aap kehna chahein pgians se?

                          Ans : Pegham ! peghma say mujhy bhot shikayat hay .. bhot hi ziyada . Pegham main jo baat pahaly thi ab wo nahi rahi .. ya to Pegham badal rha hay ya shayd main upset hu ya shayd mein badal rha hu . sab lahpwara ho tay jaa rhy hay her mamlay main infact Team bhi . aur sab kuch samnay khud nazar ata hay . per na janay kuo sab khamosh rahty hay . ab Pegham mein meri nazar main wo Pahli wali baat hi nahi rahi hy.

                          Achi si baat yahi Pegham ko khonga kay Kosish karay kay hum sab Aagy barhay . per akaylay nahi sab ko saath lay kar.

                          20)aap k khiyal mein mardon(men) mein kia khasoosiyaat honi chahien ...(ideal personality k point of view se)?

                          Ans: Eesha ! ideal to her aik kay mukhtalif ho tay hay .. aur Ideal kabhi bhi kisi ko milta hi nahi hay ya hamari sirf soch tak hi mahdood ho ta hay . mery nazdeek aik mard main jo ahim khususiyat ho ni chiya aur jis kay liya Gals ko bhi khiish karni chiay wo ya hy

                          1) namazi ho na chiya aur deen aur dunya ko samjhny wala ,
                          2) Barao ko Ahtraam karnay wala
                          3) Hallal Rizk kamay wala aur wo rizk jo sahi ho . jo kay islam kay mutabik ho.
                          4)Character ka strong hona chiya.

                          mery khyal say .. mujhy idea to nahi per koi Parnets ya nahi chanagy kay un ky bayaty main ya Ahim 4 khubiya na ho kuo kay jis main Deen ki samjh ho gi wo kabhi bhi zulm nahi karay ga , jo haalal kamay ga us ki ulaad aur us ki biwi kharab nahi ho gi . jo Apnay waldain ka adab karay ga wo hamseha dosro kay buzurtgo aur waldian ko apnay maa baap hi khy ga aur last n final ya jis ka Charcter strong ho ga . wo kabhi bhi kisi mor per bhtkay ga nahi.aur Al Hamdulilh Allah Ka Lkah lakh karam hay aur us zaat ka ashaan hay kay in cheezo per main bhot mumkin had tak pura utrta hu. Al Hamdulilh.

                          21)saal ka kaun sa maheena pasand hai aapko?

                          Ans: Asa to koi khas maheena hy hi nahi . kuo kay her mahnena mery nazdik koi value nahi rakhta per albta jab Barsat ka mosm ho ya month ho wo mujh per asar krta hy .

                          22)"tanhaeey mein bhi ek hajoom hota hai jis mein apni pasand k sabhi log hotay hain".....is baat se kitna agree kertay hain?

                          Ans: Meri Tnahai mein sirf main ho ta hu koi dosra nahi .

                          Bhot hi sakht kism kay sawalat puchay hay .. bhot umda

                          Ab khatam ho gy na :embarasse

                          FeaamnAllah :lpop::lpop:

                          Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                          Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                          Comment

                          • Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                            Asalam o Alikum WR WB:rose

                            Q 8.

                            Do you believe in Stars? (whats ur star)
                            Favorite Car?
                            Favorite Book?
                            Favorite Food ?
                            Favorite Hotel?
                            Favorite Holiday Spot?
                            Your favorite Films?
                            Favorite Actor?
                            Favorite Actress?
                            Favorite Attire?
                            Favorite Song?
                            Favorite Sport?
                            Favorite Perfume?
                            Favorite Hobby?
                            Leisure Activities?
                            First Crush?
                            Your strengths?
                            Your weakness?
                            Hate?
                            Love?
                            Your Motto?

                              BP ji bohat umdah ...very nice :clap: bohat achhi terha se aap nay merey her sawal ka jawab diya :) ... thanks :phool: ... Achha laga aap k baray mein itna kuch jaan k ..aap k views jaan k ..... aur haan ji aapki sakhti khatam hueey ..... aur hamaray sawal bhi ...
                              Wessay U ghabra kion gaey mneray sawalon se :kr: Main koi intermediate board ka exam to nahin ley rahi thi :kr:
                              AllahHafiz
                              sigpic

                              Comment

                              • Re: In The Spotlight ~*Bheegi -Palkain *~

                                Originally posted by Eshaa_wellwisher
                                BP ji bohat umdah ...very nice :clap: bohat achhi terha se aap nay merey her sawal ka jawab diya :) ... thanks :phool: ... Achha laga aap k baray mein itna kuch jaan k ..aap k views jaan k ..... aur haan ji aapki sakhti khatam hueey ..... aur hamaray sawal bhi ...
                                Wessay U ghabra kion gaey mneray sawalon se :kr: Main koi intermediate board ka exam to nahin ley rahi thi :kr:
                                AllahHafiz

                                Assalam_O_Alikum WR WB

                                Kuo intermediat ka Bord yaad dila diya lolzz Rehrasal main Puri Micro Guide pakri gai thi :D Per Board main nahi pakri gai :wk Chalaak hu na :D... Jeans Painr Zindabad :khi:ab ya na puchna kay kha rakhy thy phary :kr: sharam aajay gi me ko :eye:

                                U ky sawal zabradst thay me nay bhot enjoy kya... drasal u ky sawalo nay me ki shaksiyat ko bhot janaa hay .. zabardast :thmbup:

                                N thx kay tum nay itnay intrest liya :lpop:

                                FeaamnAllah :lpop::lpop:
                                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                                Comment

                                Working...
                                X