Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spot Light ~Dear Ashi~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

    Originally posted by malko123 View Post
    :salam:

    Aslam-u-Alikum...

    :em: bohat hi khoob :fly:
    :rose:rose
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment

    • #92
      Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

      Main hazir hon apne sawaloN ke sath. aur aap per zaroori nahi hay ke aap in ka jawab inpage main hi do, han agar likh sakti ho to bohat hi khoob ho ga :)

      1) Aap ke nazdeek aap ke gussay/pyar ya kisi bhi jazbay ke sahe hakdaar kon log hain?

      2) Kia aap main logoN ko ignore karney ka fun mojood hay?

      3) Logon ke rawaya jaat aap ki zaati zindagi per kis hadh tak asar daalty hain?

      4) Internet kab se use kar rahi hain? aur is se koi khas sabaq seekha ho?

      5) Kia aap meri is baat se mutfiq hon gi ke "society jagah nahi deti balkeh apni jagah banani parti hay" ?
      Allah

      Comment

      • #93
        Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

        Assalaam-O-alaikum ASHI

        Mujhay bhi aap say sawaal karnay hain, magar Yaaram sahab kay sawaalat kay jawabat kay baad aap say sawaal karoonga, khush rahyeh :)

        FI Amaan ALLAH
        sigpic

        Comment

        • #94
          Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

          Originally posted by Yaaram View Post
          Main hazir hon apne sawaloN ke sath. aur aap per zaroori nahi hay ke aap in ka jawab inpage main hi do, han agar likh sakti ho to bohat hi khoob ho ga :)

          1) Aap ke nazdeek aap ke gussay/pyar ya kisi bhi jazbay ke sahe hakdaar kon log hain?

          MERE GUSSAY K HAQDAAR ( jhot dokha banwati log)
          piyar k :shyy::shyy::shyy:(seb)in 3ino cheezon ko nikal k
          2) Kia aap main logoN ko ignore karney ka fun mojood hay?

          bilkol b nhe ker b doon to roti rehti hon
          3) Logon ke rawaya jaat aap ki zaati zindagi per kis hadh tak asar daalty hain?

          bohat bohat he zayda main bohat senstive hon is liya bohat jeldi aser leti hon
          4) Internet kab se use kar rahi hain? aur is se koi khas sabaq seekha ho?

          :shyy: F.A main the jeb bhai baher gaye thay to muje seekha ker gaye thay :hairdrayer: han g bohat sary sabeq seekhay ab kia kia bataon :pgame:
          5) Kia aap meri is baat se mutfiq hon gi ke "society jagah nahi deti balkeh apni jagah banani parti hay" ?
          ap he humsha kehaty hain 372-shed mager main mutafiq hon is baat sy mger me ko n he ati banana apni jaga

          :pgame::pgame:
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #95
            Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

            Originally posted by thefire1 View Post
            Assalaam-O-alaikum ASHI

            Mujhay bhi aap say sawaal karnay hain, magar Yaaram sahab kay sawaalat kay jawabat kay baad aap say sawaal karoonga, khush rahyeh :)

            FI Amaan ALLAH
            372-scare g ascha g372-scare
            :shyy: :shyy:

            ap aschy aschy sawal kerna in seb k itne sanjeeda sawalaat sy me ko lgta hain main bodhi ho gai hon
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment

            • #96
              Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

              :lol
              sigpic

              Comment

              • #97
                Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                Assalaam-O-Alaikum

                Chalain aap ki khaatir main apnay sawal aur apnay mizaaj main kuch tabdeeli kar daita hoon, aap say sawaal tou main JOKE kay andaaz say karoonga magar uss kay peechay chuppay huway lesson ko baad main disclose karoonga thik hay :lol

                Question No.1: Kia aap ko kabhi kisi laRkay nay raah chaltay koi aisa taana kasa hay jo aap ko nagawaar guzra hoo, agar hay tou aap nay uss ka jawab kaisay diya, thapaR yaa Khamooshi???

                Question No. 2: Kabhi aap ki saheli ya friend ki khuwahish poori karnay main aap nay apnay kisi ghar waalay say JHOOT bola hay srif aur srif dost ki razamandi kay liye?

                Question No. 3: Kia aap nay kabhi school say bunk kia hay aur apnay kisi teacher ki parody kar kay un ka mazaaq uRaya hay?

                Question No. 4: Kia aap chahti hain kay aap ka bachpan waapis lout aayay, aisa hona mumkin tou nahin magar kia aap chahti hain kal ko jab aap ki aulaad hoo tou aap ussay apni beti ka bachpan apnay bachpan jaisa dekhna chahain gi?

                Question No. 5: Aap ka murda mobile (yaad hay jis per thread main nay pehli baar reply kia tha) kabhi aap kay khuwaboon main aaya?

                Koshish tou bohat ki thi kay mazahiya sawaal karoon, magar mazak tou dosray threads main hota rahay ga, yahan humain aap sab jab kuch seekhnay ka mouqa mil raha hay tou ussay haath say kiyon jaanay doon :) Khush rahyeh.

                Fi Amaan ALLAH
                sigpic

                Comment

                • #98
                  Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                  Originally posted by ashi View Post
                  ap he humsha kehaty hain 372-shed mager main mutafiq hon is baat sy mger me ko n he ati banana apni jaga

                  :pgame::pgame:
                  :)
                  Allah

                  Comment

                  • #99
                    Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    Assalaam-O-Alaikum

                    wasalam :hii:
                    Chalain aap ki khaatir main apnay sawal aur apnay mizaaj main kuch tabdeeli kar daita hoon, aap say sawaal tou main JOKE kay andaaz say karoonga magar uss kay peechay chuppay huway lesson ko baad main disclose karoonga thik hay :lol

                    372-scare372-scare372-scare372-scare372-scare372-scare

                    Question No.1: Kia aap ko kabhi kisi laRkay nay raah chaltay koi aisa taana kasa hay jo aap ko nagawaar guzra hoo, agar hay tou aap nay uss ka jawab kaisay diya, thapaR yaa Khamooshi???

                    mery sath 2 dafa aysa howa
                    ek dafa ek lerkay nay batamezi imean nikaab khanchne ki juret ki the us ko pechay gerbaan sy paker k lagai 2 char baal khanchay us k wo bhag gaya372-scare aur ek dafa main ja rahi the to ek lerkay kal mohay naas peetay nay kaha mashALLAH mashALLAH nikaab main b kitne khubsort lgti hon main ny ser utha k dekha to mera dil gorday dimag seb kuch jal ser ker sawa ho gaya ek motaaaaaaaaaaa sa kalaaaaaaaaaaa siyah lerka apne ganday sy daant nikalay yeh keh raha tha ufffffffffffffffffffffffffffffffff372-shed i justtttttttt ahhhh us time mera dil kia k maar he daalon saari dunya main ek yeh he reh gaya tha tareef kerny ko 372-shed

                    Question No. 2: Kabhi aap ki saheli ya friend ki khuwahish poori karnay main aap nay apnay kisi ghar waalay say JHOOT bola hay srif aur srif dost ki razamandi kay liye?

                    haan g bola hain mager wo jhot aysa nhe tha k gher walo ko pata lg b jae to naraz na hotay
                    Question No. 3: Kia aap nay kabhi school say bunk kia hay aur apnay kisi teacher ki parody kar kay un ka mazaaq uRaya hay?

                    nhe g kabi b nhe kia albata ab university amin kabi kabi class layne ko dil nhe kert ato ground main bayth jatain hain hum

                    Question No. 4: Kia aap chahti hain kay aap ka bachpan waapis lout aayay, aisa hona mumkin tou nahin magar kia aap chahti hain kal ko jab aap ki aulaad hoo tou aap ussay apni beti ka bachpan apnay bachpan jaisa dekhna chahain gi?

                    nhe idont want

                    Question No. 5: Aap ka murda mobile (yaad hay jis per thread main nay pehli baar reply kia tha) kabhi aap kay khuwaboon main aaya?

                    nhe kiyon k us k ki jaga meray ada ny muje bohat he piyara mobile lay diya hain

                    Koshish tou bohat ki thi kay mazahiya sawaal karoon, magar mazak tou dosray threads main hota rahay ga, yahan humain aap sab jab kuch seekhnay ka mouqa mil raha hay tou ussay haath say kiyon jaanay doon :) Khush rahyeh.

                    Fi Amaan ALLAH

                    muj sy kia seekhna hain kisi ny siway sharartoon k:fly::fly::fly:
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                      apko jok3s nai pasand na isliy3 kaha tha jok3s s3ction visit kia kari3n:dnai nai nai batayi3n naaam mal3s k3 bhi aur f3mal3s k3 bhi with r3ason :P

                      Comment

                      • Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Sunn sunn kar ya khudh keh keh kar, kindly clarify :lol
                        lolz...how smart :hehe:

                        Comment

                        • Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                          Bohat hi khoobsurat jawab diye hain aap nay bohat boaht shukriya :)

                          muj sy kia seekhna hain kisi ny siway sharartoon k

                          Aap ki iss baat ka jawaab aisay doonga

                          AFLATOON humesha kaha kartay thay kay main nay baywaqoofoon say bohat kuch seekha hay tou kisi nay unn say poocha woh kaisay, unhoon nay reply kia kay woh jo kuch kartay thay main uss ka opposite karta tha...

                          aap ki shararatain bhi humaray liye seekhnay ka zarya bann sakti hain jaisay aap nay apnay pehlay sawaal main jawaab dia kay aap nay laRkay ki pitayi kardi... humari mashraqi khawaateen aksar iss baat ko khamooshi say seh laiti hain aur dosray ko mazeed mouqa milta hay kay woh laRki ehtiraam na karay, in your case yeh jawab zaroori hay!!! well done

                          Anwer2: Main nay naraazgi ki tou baat nahin ki, sawaal yeh tha kay JHOT bola kay nahin.... Kia aap iss jhot per khush hain aur apnay aap say naraaz nahin?! :)

                          Answer3:Humara DIL aur LAGAN paRhayi main hi hoti thi yehi wajah hay kay aaj tak imtihaan main may nay kabhi tayaari nahi ki aur na hi panic ki, extra ratoon jo jagna waghaira waghaira :)

                          Answer4: Yaani insaan ki khuwahish bhi hoti hay kay uss ka bachpan lout kar aajayay, aur woh yeh bhi nahi chahay kay usski aulaad uss kay jaisa bachpan dekhay!!

                          Answer5: Yaani purani cheese jitni hi azeez kiyon na hoo bilaakhir nayi cheesain usski jagah lay laiti hain!!

                            itne gehrai nhe muj main
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment

                            • Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                              mery sath 2 dafa aysa howa
                              ek dafa ek lerkay nay batamezi imean nikaab khanchne ki juret ki the us ko pechay gerbaan sy paker k lagai 2 char baal khanchay us k wo bhag gaya372-scare aur ek dafa main ja rahi the to ek lerkay kal mohay naas peetay nay kaha mashALLAH mashALLAH nikaab main b kitne khubsort lgti hon main ny ser utha k dekha to mera dil gorday dimag seb kuch jal ser ker sawa ho gaya ek motaaaaaaaaaaa sa kalaaaaaaaaaaa siyah lerka apne ganday sy daant nikalay yeh keh raha tha ufffffffffffffffffffffffffffffffff372-shed i justtttttttt ahhhh us time mera dil kia k maar he daalon saari dunya main ek yeh he reh gaya tha tareef kerny ko 372-shed

                              372-haha372-haha372-haha

                              Comment

                              • Re: In The Spot Light ~Dear Ashi~

                                Originally posted by Nadia khan View Post
                                mery sath 2 dafa aysa howa
                                ek dafa ek lerkay nay batamezi imean nikaab khanchne ki juret ki the us ko pechay gerbaan sy paker k lagai 2 char baal khanchay us k wo bhag gaya372-scare aur ek dafa main ja rahi the to ek lerkay kal mohay naas peetay nay kaha mashALLAH mashALLAH nikaab main b kitne khubsort lgti hon main ny ser utha k dekha to mera dil gorday dimag seb kuch jal ser ker sawa ho gaya ek motaaaaaaaaaaa sa kalaaaaaaaaaaa siyah lerka apne ganday sy daant nikalay yeh keh raha tha ufffffffffffffffffffffffffffffffff372-shed i justtttttttt ahhhh us time mera dil kia k maar he daalon saari dunya main ek yeh he reh gaya tha tareef kerny ko 372-shed
                                372-haha372-haha372-haha

                                :tasali:why u r laughing:tasali:

                                Working...
                                X