Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

    Originally posted by Tanha Hassan View Post
    in ko english nahi ati ho gaey na372-haha



    aaho

    Comment


    • #32
      Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*




      Comment


      • #33
        Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

        Originally posted by BadMan View Post
        Thanks Hassan Brother
        GoodMan tu mein hoon

        To Phir badman ku likha hai???:think:


        Logo ko jurmana kartey hain is wastey likha hai:shyy:
        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

        Comment


        • #34
          Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

          buth he achey jawabat hain mashAllah...................................in jawabt per reputation ka gift qabool kajey aur us key bad mera ek jawab dajey
          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

          Comment


          • #35
            Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

            Question no 32:

            aap ney answer dia hai k "Adhi raat ka waqat aap ka fav hai" pochna yeh hai k wo is laey fav hai k aap ney night packege kervia hua tha???:lol
            Last edited by Tanha Hassan; 13 December 2009, 14:45.
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment


            • #36
              Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

              Assalaam-O-Alaikum Adnan

              MASHA-ALLAH bohat hi achi soch hay aap ki, aur aap kay jawaabat say aap ki saadadili, imaandaari aur hub-ul-watni ka jazbaa khoob nazar aata hay, yehi dua hay aap kay liye kay ALLAH SWT aap ko apnay maqaasid main qamyaab karay aur aap ko taraqqi aur kamraani naseeb farmayay.

              Chand COMMENTS aap kay jawaabaat per :)

              1. Jab say paRha hay kay aap dostoon per dil khool kar kharch kartay hain tou mera dil cha raha hay kay aap say dosti karloon :)

              2. Aap nay kaha kay power main aanay kay baad na-ahal logon ko nikaal kar paRhay likhay log daal dain gain.... magar unn paRhay likhoon ka kia karain gain tou paRh likh kar bhi na-ahl hi hain!!!

              3. srif INSAAF karnay say dosti mohabbat main kaisay badal sakti hay?

              4. Kia srif dimaagh ka istimaal aap ko koi jazbaati faisla karnay say rok nahin sakta? Agar dimagh aur dil dono ko equally lia jayay tou acha nahin??

              5. Agar aap bura na maanain tou bata saktay hain kay aadhi raat aap ko kiyon pasand hay, aap ko nahin lagta kay agar aap waqt per soo jayain tou aap ki Fajar ki naamaz miss nahin hogi, ALLAH SWT Ghafoor-o-Rahim hain iss main koi shak nahin magar kia humain apni zimaydariyon ka ehsaas nahin hona chayeh?!

              6. Doosray mulk main srif mousam hi dekha? Mousam tou humaray mulk ka bhi bura nahin..... sawaal ka matlab yeh hay kay kia kia note kia, wahan logon ki azaaadi, traffic rules, logon main aapas main mohabbat, cultural values, mazhabi azaadi, freedom of speech, Govt. laws ki paasdaari waghaira waghaira?!

              May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

              Khush rahyeh

              Fi Amaan ALLAH
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                Originally posted by BadMan View Post

                W.Salam Ya i know U




                buhat acha kia hai 372-haha




                pocho pocho ghbrati kion ho 372-shed



                Jab hum Road pe duty karte hain tu different type ke logo se dealing hoti hai tu aise mein kisi ki baat buri bhi lagti hai ya koi ghalat baat bhi keh deta hai aise mein mein koshish karta hoon ke avoid karoon is liye aaj tak aisa kuch nehi hua


                Mujhe buhat ghussa aata hain 372-shed Laiken Allah ka shukar hai ke mein apne ghusay ko control kar laita hoon



                abhi mein khud bacha hoon :d1:



                Allah pak ka bara ehsaan hai jab aik reasonable salary mil rahi hai tu rishwat le ke moonh kala karne ki kia zarurat. mein ne kia hamare department ke kisi bhi officer ne kabhi rishwat nehi li



                I love Urdu, is liye karna hai
                aur CSS mere bas ka kaam nehi hai

                ker lo na bhai plzzzzzzzzzzzzzzzzzj koi to mera sath daytain ek sath fail hon gay to dil ko taseli to ho g
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                  great answerz Adnan bhai... buht acha laga .. thanko

                  kuch sawalat meri taraf sy ... :)

                  1.
                  Zindagi jeeney aur zinda reheny mei ky afarq hai? :hhh:
                  2.
                  Zindagi mei sab se eham rishta kon sa hai ...jis ke baghair zindagi ka tasawer nahi ? :hhh:
                  3.
                  Pakistan ki sab sey achi baat aap ko kya lagti hai? :hhh:
                  4.
                  koi aise rasam jis ka biocott kerny ka dil chahta ho? :hhh:
                  5. agar koi app sy autograph mangi...to app kia lekhy ge.? :hhh:

                  :haey:
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment


                  • #39
                    Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                    Originally posted by Tanha Hassan View Post
                    To Phir badman ku likha hai???:think:
                    Originally posted by Tanha Hassan View Post


                    Logo ko jurmana kartey hain is wastey likha hai:shyy:


                    Aaaaho

                    Comment


                    • #40
                      Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                      Originally posted by Tanha Hassan View Post
                      Question no 32:
                      Originally posted by Tanha Hassan View Post

                      aap ney answer dia hai k "Adhi raat ka waqat aap ka fav hai" pochna yeh hai k wo is laey fav hai k aap ney night packege kervia hua tha???:lol


                      Aadhi Raat ka waqat is liye mujhe pasand hai ke is waqat mukamal khamoshi hoti hai aur tanhaai hoti hai tu aise mein band apne Allah se apna har dukh sukh bayan kar sakta hai

                      Comment


                      • #41
                        Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                        Originally posted by BadMan View Post

                        Aadhi Raat ka waqat is liye mujhe pasand hai ke is waqat mukamal khamoshi hoti hai aur tanhaai hoti hai tu aise mein band apne Allah se apna har dukh sukh bayan kar sakta hai

                        MashAllah

                        per aap ney to batiya tha k Adhi raat k bad He aap call kartey hain ku k har tarf kamoshi hoti hai koi sunta be nahi 372-haha
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment


                        • #42
                          Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                          [QUOTE=thefire1;1206704]Assalaam-O-Alaikum Adnan

                          MASHA-ALLAH bohat hi achi soch hay aap ki, aur aap kay jawaabat say aap ki saadadili, imaandaari aur hub-ul-watni ka jazbaa khoob nazar aata hay, yehi dua hay aap kay liye kay ALLAH SWT aap ko apnay maqaasid main qamyaab karay aur aap ko taraqqi aur kamraani naseeb farmayay.[quote]

                          Ap ka buhat buhat shukriya :rose

                          Chand COMMENTS aap kay jawaabaat per :)

                          1. Jab say paRha hay kay aap dostoon per dil khool kar kharch kartay hain tou mera dil cha raha hay kay aap say dosti karloon :)


                          Ji kion nehi :rose aur kia ap khud ke mera dost nehi samjhte

                          2. Aap nay kaha kay power main aanay kay baad na-ahal logon ko nikaal kar paRhay likhay log daal dain gain.... magar unn paRhay likhoon ka kia karain gain tou paRh likh kar bhi na-ahl hi hain!!!


                          Bhai jab mein aisa karoon ga tu mein jin logon ko depute karoon ga ya responsibilties doon ga tu unhein check karne ke baad he sab kuch karoon ga na :) baqi reh gaye parhe likhe jahal tu unki mein khud thukai karoon ga

                          3. srif INSAAF karnay say dosti mohabbat main kaisay badal sakti hay?


                          mein ne Mohabbat ke dosti mein badal jaane keliye insaaf karne ka kaha tha aur woh aise ke . Apne aksar observe kia hoga ke jab bande ko payyar hota hai tu woh jazbaat mein buht be-par ki chorta hai ke mein yeah kardoon ga mein woh kardoon ga laiken jab woh aisa kuch nehi kar sakta jaise usne kaha hota hai tu tension create hoti hai. Agar banda pehle hi haqeqat pasandi se kaam le tu problems paida nehi hootin aur apne saathi ko , lover ko confidence mein le uss se apni har baat share kare uss ki har baad sunne tu love friendship mein tabdeel hoi sakta hai.

                          4. Kia srif dimaagh ka istimaal aap ko koi jazbaati faisla karnay say rok nahin sakta? Agar dimagh aur dil dono ko equally lia jayay tou acha nahin??


                          ap ki baat bhi theek hai laiken jazbaat ka zayada asar dil pe hota hai aur aksar dil ke kehne pe insaaan ghalt faisala kar jata hai

                          5. Agar aap bura na maanain tou bata saktay hain kay aadhi raat aap ko kiyon pasand hay, aap ko nahin lagta kay agar aap waqt per soo jayain tou aap ki Fajar ki naamaz miss nahin hogi, ALLAH SWT Ghafoor-o-Rahim hain iss main koi shak nahin magar kia humain apni zimaydariyon ka ehsaas nahin hona chayeh?!


                          Janab mein ne ye tu nehi kaha ke mujhe aadhi raat ka waqat pasand hai aur mein aadhi raat tak jagta rehta hoon . baat pasand ke ki gaye thi so mein ne bata diya. Rahi baat ke ye waqt mujhe kion pasand hai tu Aadhi Raat ka waqat is liye mujhe pasand hai ke is waqat mukamal khamoshi hoti hai aur tanhaai hoti hai tu aise mein band apne Allah se apna har dukh sukh bayan kar sakta hai

                          6. Doosray mulk main srif mousam hi dekha? Mousam tou humaray mulk ka bhi bura nahin..... sawaal ka matlab yeh hay kay kia kia note kia, wahan logon ki azaaadi, traffic rules, logon main aapas main mohabbat, cultural values, mazhabi azaadi, freedom of speech, Govt. laws ki paasdaari waghaira waghaira?!


                          Bhai mein har cheez Observe ki hai laiken mujhe wahan ka mausam pasand aaya isliye ke wahan thandh buhat zayada hoti hai aur sardiyaan mera fav mausam hain. Baqi bhai ap us ka comparison pakistan ke saath mat karein kion ke MashaAllah pakistan ke mausam ki tu baat he kuch aur hai .

                          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                          Khush rahyeh

                          Fi Amaan ALLAH


                          Ameen
                          Thanks

                          Comment


                          • #43
                            Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                            Originally posted by ashi View Post
                            ker lo na bhai plzzzzzzzzzzzzzzzzzj koi to mera sath daytain ek sath fail hon gay to dil ko taseli to ho g


                            na ji na 372-shock
                            waise mera prpgramme PMS ke exam mein appear hone ka hai
                            Dua karna

                            Comment


                            • #44
                              Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                              Originally posted by *Hala* View Post
                              great answerz Adnan bhai... buht acha laga .. thanko


                              Thanks Hala :rose

                              kuch sawalat meri taraf sy ... :)

                              1.
                              Zindagi jeeney aur zinda reheny mei ky afarq hai? :hhh:


                              Zindgi jeena usko kehte hain jab apki life ka koi aim ho aur guzarna bas dunya mein aaye khaya piya mauj ki aur chale gaye (note: ye sirf mera khayal hai)

                              2.
                              Zindagi mei sab se eham rishta kon sa hai ...jis ke baghair zindagi ka tasawer nahi ? :hhh:


                              sab se pehle Parents phir behan bhai aur friends

                              3.
                              Pakistan ki sab sey achi baat aap ko kya lagti hai? :hhh:


                              Mujhe :alhamd: poore ka pura Pakistan hi buhat acha lagta hai I LOVE PAKISTAN

                              4.
                              koi aise rasam jis ka biocott kerny ka dil chahta ho? :hhh:


                              Bachion ki Shaadi pe Jahez dene ki rasam ke mein sakht khilaaf hoon

                              5. agar koi app sy autograph mangi...to app kia lekhy ge.? :hhh:


                              Allah pak ap ko Hamesha khush rakhe
                              Amin

                              :haey:
                              [/QUOTE]

                              Comment


                              • #45
                                Re: In The Spotlight ~*Adnan ji (BadMan)~*

                                Originally posted by Tanha Hassan View Post
                                MashAllah
                                Originally posted by Tanha Hassan View Post

                                per aap ney to batiya tha k Adhi raat k bad He aap call kartey hain ku k har tarf kamoshi hoti hai koi sunta be nahi 372-haha


                                372-shed mein ne kab kaha tha mamu

                                Comment

                                Working...
                                X